% ISB File: RajaKoRaniSePyaarHoGaya_2000.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa_o sune.n ... laharo.n se dhule naGame.n}%
\film{Raajaa Ko Raani Se Pyaar Ho Gayaa}%
\year{2000}%
\starring{Arvind Swami, Manisha Koirala}%
\singer{Srinivas, Anuradha Paudwal/ Srinivas}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Javed Akhtar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aa_o sune.n aa_o sune.n
laharo.n se dhule naGame.n
sapano.n me.n ghule naGame.n
aa_o naa aa_o naa
aa_o sune.n \threedots

so_ii so_ii hai fizaa hai niilaa niilaa samaa.n
Duube hu_e pyaar me.n ham aa_e hai.n ye kahaa.n
meharabaa.n hai.n yahaa.n niile paanii kii gaharaa_iiyaa.n
aa_o sune.n \threedots

bahatii hai.n jaise yahaa.n mulaayam roshaniyaa.n
ghere hai.n jaise hame.n hazaaro.n raaganiyaa.n
naa kahii.n hai zamii.n naa kahii.n hai ko_ii aasamaa.n
aa_o sune.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dost hamaare kitane hai.n pyaare}%
\film{Raajaa Ko Raani Se Pyaar Ho Gayaa}%
\year{2000}%
\starring{Arvind Swami, Manisha Koirala}%
\singer{Abhijit, Chorus}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Javed Akhtar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

dost hamaare kitane hai.n pyaare
ye na_e na_e ra.ng leke aate hai.n
hai inase raat din har gha.Dii hasii.n
ki dosto.n ke bin zi.ndagii kuchh bhii nahii.n

ye mile.n to mil ga_e khvaabo.n ke kaaravaa.n
ye mile.n to khil ga_e raaho.n me.n gulasitaa.n
dil kahe ke tuu chalaa chal le jaa_e.n ye jahaa.n
dost hamaare kitane hai.n pyaare
ye na_ii na_ii ma.nzile.n dikhaate hai.n
hai inase raat din \threedots

ye agar hai.n saath to duniyaa hai dilanashii.n
ye agar hai.n saath to khushiyaa.n hai.n har kahii.n
Gam kii baate.n sochane kii fursat hame.n nahii.n
dost hamaare kitane hai.n pyaare
ye ha.Nsate hai.n khilakhilaate hai.n
hai inase raat din \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ik parii mere sapano.n me.n aa_ii ... dil churaa ke chal dii}%
\film{Raajaa Ko Raani Se Pyaar Ho Gayaa}%
\year{2000}%
\starring{Arvind Swami, Manisha Koirala}%
\singer{Udit Narayan, Chorus}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Javed Akhtar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ik parii mere sapano.n me.n aa_ii
usane duniyaa hii merii badal dii
mere sapano.n me.n vo muskuraa_ii
aur meraa dil churaa ke vo chal dii
chal dii chal dii
dil churaa ke chal dii
chal dii chal dii

khoyaa maine chain aur paa_ii maine ye pareshaanii 
kahe.n mere nain hame.n chaahiye vo sapano.n kii raanii
Dhuu.nDh use jaldii
jaldii jaldii 
are dil churaa ke \threedots

aa_o use Dhuu.nDhe.nge chalo naa
chhaan maare.n ham konaa konaa
use kaise Dhuu.nDhe.n samajhaa_o to
dekhane me.n kaisii hai bataa_o to
he zulfo.n me.n chhaa.nv hai chehare pe dhuup hai
sone kaa ruup hai aisii hai vo
he Dhuu.nDh use jaldii
jaldii jaldii 
are dil churaa ke \threedots

sochuu.n mai.n to dil ghabaraa_e
hogaa kyaa jo vo na mil paa_e
milegii vo sapano.n kii raanii
yaar karo ko_ii to nishaanii
lachakiilii chaal hai phuulo.n kii Daal hai
vo bemisaal hai aisii hai vo
he Dhuu.nDh use jaldii
jaldii jaldii 
are dil churaa ke \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jisake li_e sapano.n me.n tum ho}%
\film{Raajaa Ko Raani Se Pyaar Ho Gayaa}%
\year{2000}%
\starring{Arvind Swami, Manisha Koirala}%
\singer{Srinivas, Anuradha Paudwal}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Javed Akhtar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

jisake li_e sapano.n me.n tum ho
jisake li_e sapano.n me.n gum ho
dekho piyaa vo mai.n hii to huu.N
yaad aayaa kyaa mai.n khud kyaa boluu.n
tumane mujhe chaahaa hai sadaa
jisake li_e sapano.n \threedots

tumhaare khvaabo.n me.n guu.nje vo raag huu.N mai.n
tumhaare dil me.n hai jo vo miiThii miiThii aag huu.N mai.n
mai.n tumhaarii kalpanaa huu.N kah rahaa hai jiyaa
suno.n naa piyaa
jisake li_e sapano.n \threedots

ye pal anokhaa hai samay kii raaho.n me.n
jo kal thaa khvaabo.n me.n hai ab nigaaho.n me.n
jisane mere sapano.n me.n hai ra.ng saa bhar diyaa
vahii mil gayaa

jis shokh kaa diivaanaa huu.N mai.n
jis shamaa kaa paravaanaa huu.N mai.n
sach hai priyaa vo tum hii to ho
shaq isame.n kyaa vo tum hii to ho
maine jise chaahaa hai sadaa
sach hai priyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ko_ii pyaar kar baiThe ... to rabbaa kii kariye}%
\film{Raajaa Ko Raani Se Pyaar Ho Gayaa}%
\year{2000}%
\starring{Arvind Swami, Manisha Koirala}%
\singer{Sukhwinder Singh, Chorus}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Javed Akhtar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ko_ii pyaar kar baiThe dil bekaraar kar baiThe
to rabbaa kii kariye to rabbaa kii kariye
ko_ii pyaar kar baiThe \threedots

kisii ke khvaabo.n me.n rahatii vo phuul badan ko_ii
dil me.n usake sulag rahii ho jaise agan ko_ii
betaab rahe bechain rahe is haal me.n vo din rain rahe
to kii kariye haay
ko_ii pyaar kar baiThe \threedots

ko_ii agar raato.n me.n jaage aur gine taare
din me.n khoyaa khoyaa rahe aramaan li_e saare
shaharo.n shaharo.n anjaan phire
galiyo.n galiyo.n diivaanaa phire
haay kii kariye
ko_ii pyaar kar baiThe \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sun lo re ba.ndhuu ... aa_o re aa_o tum ye kahaanii suno}%
\film{Raajaa Ko Raani Se Pyaar Ho Gayaa}%
\year{2000}%
\starring{Arvind Swami, Manisha Koirala}%
\singer{Udit Narayan, Aditya Narayan, Chorus}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Javed Akhtar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

sun lo re ba.ndhuu sun lo re mitavaa
dene ko ham aa_e hai.n tum sab hii ko nyotaa

jhuure jhuure Dha.nDa_iiyaa
jhuure jhuure Dha.nDa_iiyaa
sun lo re ba.ndhuu \threedots

aa_o re aa_o tum ye kahaanii suno hai mazedaar ye daastaan
sun lo re ba.ndhuu \threedots

rahatii thii jahaa.n ik niilam parii
vahaa.n aayaa ko_ii shahazaadaa
do nigaahe.n milii.n do dilo.n ne kiyaa
saath jiine kaa marane kaa vaadaa
aa_o re aa_o tum ye \threedots

kyaa tumane ye baat sunii hai
ye jo nadii hai kaisii nadii hai
tum ye jaano yaa naa jaano
tum ye maano yaa naa maano
ye nadii hai kahaaniyo.n kii ik nadii
hai.n kahaaniyaa.n bahatii yahaa.n
raat me.n chaa.Nd aur saare taare yahaa.N
sunane aate hai.n ko_ii kahaanii
subah aake machalatii hai ziddii havaa
phuulo.n se bhii hai kahatii diivaanii
aa_o re aa_o tum ye \threedots

pyaar se miiThaa nadiyaa kaa paanii
giito.n ke jaisii isakii ravaanii
tum ye jaano.n yaa naa jaano
tum ye maano.n yaa naa maano
pii liyaa is nadii kaa jo paanii kabhii
bhuul jaa_oge tum ho kahaa.n
Duub hii jaa_oge isakii gaharaa_ii me.n
paas tum is nadii ke jo aa_e
har kahaanii me.n sapano.n ke majhadhaar hai.n
aur ye nadiyaa kahaanii sunaa_e
aa_o re aa_o tum ye \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
