% ISB File: Rakhi_1949.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{baabul kaa ghar chho.D ke gorii}%
\film{Rakhi}%
\year{1949}%
\starring{Kamini Kaushal, Karan Deewan}%
\singer{Chorus}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Sarshar Sailani}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11885 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

baabul kaa ghar chho.D ke gorii
ho ga_ii aaj paraa_ii re
Dolii dekh jiyaaraa Dole
aa.Nkh niir bhar aa_ii re

( nyaarii jag kii riit rii sakhiyaa.N
kaun kisii kaa miit rii sakhiyaa.N ) \-2
jhuuThii sabakii (?)
kisane priit nibhaa_ii re

baabul kaa ghar chho.D ke gorii
ho ga_ii aaj paraa_ii re
Dolii dekh jiyaaraa Dole
aa.Nkh niir bhar aa_ii re

jin galiyo.n me.n bachapan biitaa
kholii aa.Nkh jawaanii ne
un galiyo.n se kiyaa kinaaraa
sakhiyo.n kii paTaraanii ne
bha_iiyaa kaa man bhar\-bhar aaye
rot chalii maa jaa_ii re

baabul kaa ghar chho.D ke gorii
ho ga_ii aaj paraa_ii re
Dolii dekh jiyaaraa Dole
aa.Nkh niir bhar aa_ii re

pii ke pyaar me.n kho kar gorii
hamako bhuul naa jaanaa
roz nahii.n to kabhii\-kabhii
do ak_shar likh bhijawaanaa
dhiire\-dhiire madhur suro.n me.n
yahii kahe shahanaa_ii re

( baabul kaa ghar chho.D ke gorii
ho ga_ii aaj paraa_ii re
Dolii dekh jiyaaraa Dole
aa.Nkh niir bhar aa_ii re ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{raakhii kaa aayaa tyohaar sakhii}%
\film{Rakhi}%
\year{1949}%
\starring{Kamini Kaushal, Karan Deewan, Gop, Yashodhara Katju, Pran, Ulhas}%
\singer{Shamshad}%
\music{Husnlal Bhagatram}%
\lyrics{Sarshar Sailani}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10044 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

raakhii kaa aayaa tyohaar sakhii raakhii kaa aayaa tyohaar
more bhaiyaa jiye.n jale.n ghar me.n diye mai.n usii ke li_e
baa.Ndhuu.N raakhii me.n aashaa ke taar
sakhii raakhii kaa aayaa tyohaar \threedots

uThe man me.n uma.ng jaise saagar me.n tara.ng
jaise bagiyaa me.n aa_ii bahaar
sakhii raakhii kaa aayaa tyohaar \threedots

dekhii duniyaa kii riit bahan bhaa_ii kii priit gaa_o Kushii ke giit
more baabul ke ghar kaa si.ngaar sakhii
sakhii raakhii kaa aayaa tyohaar \threedots

yuu.N baa.Ndhane ko baa.Ndho ko_ii hazaar dhaage
lekin hazaar par hai.n raakhii ke chaar dhaage
chaar dhaago.n me.n ba.Ndhaa hai pyaar
sakhii raakhii kaa aayaa tyohaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
