% ISB File: Rakhi_1962.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{raakhii dhaago.n kaa tyauhaar}%
\film{Rakhi}%
\year{1962}%
\starring{Ashok Kumar, Waheeda Rahman, Pradeep Kumar, Ameeta, Mehmood}%
\singer{Rafi}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10733 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

raakhii dhaago.n kaa tyauhaar \-2
ba.Ndhaa hu_aa ik\-ik dhaage me.n bhaa_ii\-bahan kaa pyaar
raakhii dhaago.n kaa \threedots

kitanaa komal kitanaa sundar bhaa_ii\-bahan kaa naataa
is naate ko yaad dilaane ye tyauhaar hai aataa
bahan ke man kii aashaa_e.N raakhii ke ye taar
raakhii dhaago.n kaa \threedots

bahan kahe mere viir tujhe naa burii najariyaa laage
mere raajaa bhaiyyaa tujhako merii umariyaa laage
dhan huu.N paraayaa phir bhii miluu.Ngii saal me.n to ik baar
raakhii dhaago.n kaa \threedots

bhaa_ii kahe o bahan mai.n terii laaj kaa huu.N rakhavaalaa
guu.Nthuu.Ngaa mai.n pyaar se tere aramaano.n kii maalaa
bhaa_ii\-bahan kaa pyaar rahegaa jab tak hai sa.nsaar
raakhii dhaago.n kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sayyaa.N chho.D de bayyaa.N merii patalii kalayyaa.N}%
\film{Rakhi}%
\year{1962}%
\starring{Ashok Kumar, Waheeda Rahman, Pradeep Kumar, Ameeta, Mehmood}%
\singer{Mukesh, Lata}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10732 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	saiyaa.n chho.D de baiyaa.n merii patalii kalaiyaa.n mu.D jaa_egii
mu \:	teraa haath na chho.Duu.N teraa saath na chho.Duu.N kahaa.N jaa_egii

la \:	dekho jii dekho kahii.n dekhe na zamaanaa
	pyaar hamaaraa ban jaa_e na fasaanaa
mu \:	achchhaa nikaalaa hai ye jaane kaa bahaanaa
la \:	saiyaa.n chho.D de \threedots

la \:	tum mere kaun ho ye duniyaa na jaane
mu \:	apanii balaa se ko_ii maane yaa na maane
la \:	pyaar me.n itane bhii bano na diivaane
la \:	saiyaa.n chho.D de \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yaa merii ma.nzil bataa yaa zindagii ko chhiin le}%
\film{Rakhi}%
\year{1962}%
\starring{Ashok Kumar, Waheeda Rahman, Pradeep Kumar, Ameeta, Mehmood}%
\singer{Rafi}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10734 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

yaa merii ma.nzil bataa yaa zindagii ko chhiin le \-2
jisake piichhe Gam lage ho.n us Kushii ko chhiin le
yaa merii ma.nzil \threedots

de nahii.n sakataa agar aaraam kii ik saa.Ns bhii \-2
paa.Nv mere to.D de aavaaraGii ko chhiin le
yaa merii ma.nzil \threedots

aa.Nkh me.n aa.Nsuu kahaa.N ro duu.N jo apane haal par \-2
aa ga_ii jo apane Gam par us ha.Nsii ko chhiin le
yaa merii ma.nzil \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
