% ISB File: Rakhwaalaa_1971.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{mere dil ne jo maa.Ngaa mil gayaa}%
\film{Rakhwaalaa}%
\year{1971}%
\starring{Dharmendra, Lina Chandrawarkar, Vinod Khanna}%
\singer{Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 18, 2005

\printtitle
#indian

aa
mere dil ne jo maa.Ngaa mil gayaa \-2
mai.nne jo kuchh bhii chaahaa mil gayaa
ho ga_ii pyaar kii har tamannaa tamannaa javaa.N \-2

mere dil ne jo maa.Ngaa mil gayaa
mai.nne jo kuchh bhii chaahaa mil gayaa
ho ga_ii pyaar kii har tamannaa tamannaa javaa.N

( mu.Nh chhupaa kar gayaa hai a.ndheraa
mere jiiwan kaa aayaa saveraa ) \-2
aaj kadamo.n me.n jhukane lagaa aasamaa.N \-2
ho ga_ii pyaar kii har tamannaa tamannaa javaa.N
mere dil ne jo maa.Ngaa mil gayaa
mai.nne jo kuchh bhii chaahaa mil gayaa
ho ga_ii pyaar kii har tamannaa tamannaa javaa.N

dhiire dhiire mere sapane ik nayaa ra.ng aa.Nkho.n me.n laaye
miiThe miiThe ko_ii naGame.n dil kii wiiraan waadii me.n gaaye
dekhate dekhate kaise badalaa samaa.N
ho ga_ii pyaar kii har tamannaa tamannaa javaa.N
mere dil ne jo maa.Ngaa mil gayaa
mai.nne jo kuchh bhii chaahaa mil gayaa
ho ga_ii pyaar kii har tamannaa tamannaa javaa.N

( ye nayaa mo.D hai zi.ndagii kaa
chhaa rahaa hai nashaa bekhudii kaa ) \-2
ab to phuulo.n me.n hogaa meraa aashiyaa.N \-2
ho ga_ii pyaar kii har tamannaa tamannaa javaa.N
mere dil ne jo maa.Ngaa mil gayaa
mai.nne jo kuchh bhii chaahaa mil gayaa
ho ga_ii pyaar kii har tamannaa tamannaa javaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{rahane do gile shikave ... kahane do}%
\film{Rakhwaalaa}%
\year{1971}%
\starring{Dharmendra, Lina Chandrawarkar, Vinod Khanna}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Rajindra Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11160 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	( rahane do ) \-3 gile shikave chho.Do bhii takaraar kii baate.n \-2
	jab tak furasat de ye zamaanaa kyo.n naa kare.n ham pyaar kii baate.n

aa \:	( kahane do ) \-3 mujhe kahane do
	ek to der se ghar ko aanaa us par jhuuThaa pyaar jataanaa
	dekho ab naa chalegaa \-2

ra \:	ek to ham kuchh der se aa_e.N us par bhii aaraam naa paa_e.N
	dil naa jalegaa bolo dil naa jalegaa
aa \:	jaa_o\-jaa_o bahalaate ho kyo.n hame.n baato.n se
	kahane do \threedots
ra \:	rahane do \threedots

aa \:	chorii aanaa chorii jaanaa apano.n se hii raaz chhupaanaa
	bolo dil naa jalegaa bolo
ra \:	maanaa ki matavaalaa huu.N mai.n
	phir bhii teraa rakhavaalaa huu.N mai.n
	ye to chalegaa bolo ye to chalegaa
aa \:	taubaa\-taubaa chhaa jaate ho aisii\-vaisii baato.n se
	kahane do \threedots
ra \:	rahane do \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{rok lo apanii mast a.Nga.Daa_ii ... dil ne dil se jaane kyaa kahaa}%
\film{Rakhwaalaa}%
\year{1971}%
\starring{Dharmendra, Lina Chandrawarkar, Vinod Khanna}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11159 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	rok lo apanii mast a.Nga.Daa_ii dono.n aalam na TuuT jaa_e.N kahii.n
la \:	aasamaa.N ke hasiin haatho.n se chaa.Nd\-suuraj na chhuuT jaa_e.N kahii.N 

ra \:	dil ne dil se jaane kyaa kahaa ho tere nain mere nain dekhate rahe ho \-2
la \:	baato.n\-baato.n me.n jaane kyaa hu_aa ho tere nain mere nain dekhate rahe ho \-2

ra \:	in bahaaro.n ne dulhan banaayaa tujhe
	aur kiraNo.n kaa jevar pahanaayaa tujhe
	saare kasiido.n ne milakar sajaayaa tujhe
	pyaar se havaa ne jhuulaa jhulaayaa tujhe
	aayaa mausam javaa.N pyaar kaa ho
	tere nain mere nain \threedots

la \:	terii baa.Nho.n kaa aisaa sahaaraa milaa
	jaise tuufaano.n me.n ko_ii kinaaraa milaa
	mere haatho.n ko daaman tumhaaraa milaa
	jaise nadiyo.n ko saagar kaa dhaaraa milaa
	dil Kushii se machalane lagaa ho
	tere nain mere nain \threedots

ra \:	tere jalavo.n se roshan nazaare rahe.n
	in nazaaro.n me.n tere ishaare rahe.n
la \:	niile ambar pe jab tak sitaare rahe.n
	tum hamaare raho ham tumhare rahe.n
ra \:	teraa rakhavaalaa dil hai meraa ho
	tere nain mere nain \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
