% ISB File: RamKareSoHoye_1960s(NON-FILM).txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{pitu maatu sahaayaka svaami sakhaa}%
\film{Ram Kare So Hoye (non-Film)}%
\year{1960s}%
\starring{}%
\singer{Mukesh}%
\music{Naresh Bhattacharya}%
\lyrics{Traditional}%

% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Transliterator: Prithviraj Dasgupta
% Date: Jan 6, 2002
% Comments: Available on HMV CS "Ram karen so hoye" - Mukesh Bhajans

\printtitle
#indian

pitu maatu sahaayak svaamii sakhaa 
tum hii ek naath hamaare ho
jin ke kachhu ur aadhaar nahii.n
un ke tum hii rakhavaare ho
pitu maatu sahaayak svaamii sakhaa \threedots

sab bhaa.Nti sadaa sukh dayak ho
duHkh du.rdam naashan haare ho
pratipaal karo sagare jag ko
atishay karuNaa guN dhaare ho
pitu maatu sahaayak svaamii sakhaa \threedots

upakaaraNako kachhu a.nta nahii
chhinahii chhina jo vistaare ho
bhUlii hai hamahii tumako tuma to
hamarii sudhi naahi.n bisaare ho .

mahaaraaja mahaa mahimaa tumharii
samuche virale budhivaare ho

shubh shaa.Nti niketan prem niket
man ma.ndir ke ujiyaare ho
is jiivan ke tum jiivan ho
in praaNan ke tum pyaare ho

tum to prabhu paaye pratap hari
kahiye ke ab aur sahaare ho
pitu maatu sahaayak svaamii sakhaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tum kahaa.N chhupe bhagawaan ... dukh haro dwaarakaa naath}%
\film{Ram Kare So Hoye (Non-Film)}%
\year{1960s}%
\starring{}%
\singer{Mukesh}%
\music{Murli Manohar Swarup}%
\lyrics{S K Deepak}%

% Audio on: HMV CD: Ram Kare So Hoye - Mukesh Bhajans
% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Transliterator: Prithviraj Dasgupta
% Date: 6 Sep 2004
% Series: Geetanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

tum kahaa.N chhupe bhagawaan
karo mat derii
dukh haro dwaarakaa naath 
dwaarakaa naath sharaN mai.N terii

(dukh haro dwaarakaa naath 
sharaN mai.N terii) \-2

yahii sunaa hai diinabandhu tum
sabakaa duHkh har lete
jo niraash hai.n 
unakii jholii aashaa se bhar dete
agar sudaamaa hotaa mai.N to
dau.D dwaarakaa aataa
paa.Nv aa.Nsuu_o.n se dhokar mai.N
man kii aag bujhaataa
tum bano nahii.n a.njaan
suno bhagawaan karo mat derii
dukh haro dwaarakaa naath \threedots

jo bhii sharaN tumhaarii aataa
usako dhiir ba.ndhaate
nahii.n Duubane dete daataa
naiyaa paar lagaate
tum na sunoge to kisako mai.N
apanii vyaathaa sunaa_uu.N
dwaar tumhaaraa chho.Dake bhagawaan
aur kahaa.N mai.N jaa_uu.N
prabhuu kab se rahaa pukaar
mai.N tere dwaar karo mat derii
dukh haro dwaarakaa naath \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
