% ISB File: RamRajya_1967.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{Dar laage garaje badariyaa}%
\film{Ram Rajya}%
\starring{1967}%
\singer{Lata}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Dinesh K. Prabhu (prabhu@amelia.nas.nasa.gov)
%          Rajan P. Parrikar (parrikar@mimicad.Colorado.EDU)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

Dar laage garaje badariyaa    \- 2
saavan kii R^itu kajaraa re kaarii    \- 2
chamake matavaarii bijuriyaa    \- 2
ab kahaa karuu.N kit jaauu.N
mohe chho.D gae saa.Nvariyaa
Dar laage garaje badariyaa

mehaa barase nainaa tarase
pyaasaa manavaa tujh ko pukaare
aa.Nchar bhiige a.ngiyaa bhiige
jiyaraa me.n jalate a.ngaare
kahaa karuu.N
ab kahaa karuu.N kit jaauu.N
morii suunii haay sajariyaa
Dar laage garaje badariyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
