% ISB File: RangMahal_1948.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jaanewaale zaraa duniyaa kaa chalan dekhataa jaa}%
\film{Rang Mahal}%
\year{1948}%
\starring{Suraiya, Suresh, N Kabir, Shahnawaz, Lalita Pawar}%
\singer{Suraiya}%
\music{K Dutta/ B A Balsara}%
\lyrics{Pt Shivkumar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12514 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( jaanewaale
jaanewaale zaraa duniyaa kaa chalan dekhataa jaa ) \-2
ek nazar apane binaa haal\-e\-chaman dekhataa jaa
jaanewaale

ye mohabbat kaa taqaazaa thaa hu_aa tuu jo shahiid
kyuu.N na Kush huu.N ke merii purii hu_ii aaj ummiid
jaan to ha.Ns ke liye jaan ko khone waale \-2
dekh majabuur kha.De hai.n tere rone waale
dete du_aa tak bhii nahii.n ahal\-e\-watan dekhataa jaa
jaanewaale

muskaraataa hu_aa kis shaan se aayaa hai tuu
gayaa to wo Kushii kaa ko_ii laayaa hai tuu
jaanisaarii me.n terii duulhaa banaayaa hai tuu
mujhako rulaa gayaa jo Kuu.N me.n nahaayaa hai tuu
dete hai.n ham tujhe ra.ngiin qafan dekhataa jaa
jaanewaale \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
