% ISB File: Rasiyaa_1950s.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{phir chhe.Dane aaii hai vo kaali badariyaa}%
\film{Rasiya}%
\year{1950s Not Released}%
\starring{Bharat Bhushan, Nirupa Roy}%
\singer{Lata}%
\music{Bulo C Rani}%
\lyrics{D N Madhok}%

%Contributor:Srinivas Ganti
%Transliterator:Srinivas Ganti
% Date:March 10, 2002

\printtitle
#indian

(phir chhe.Dane aaii hai vo kaali badariyaa)\-2
ab tum hii kaho haa.N
ab tum hii kaho, kaise mai.n sambhaluu.N saa.nvariyaa
phir chhe.Dane aaii hai vo kaali badariyaa
phir chhe.Dane aaii hai

(daaman me.n badariyaa ke hai.n, saavan kii ghaTaaye.n)\-2
(khaamosh zabaanii me.n jo ye tujhako sunaaye.n)\-2
ai ruuThe hue o~
ai ruuThe hue sabr kii chalakii hai gagariyaa
phir chhe.Dane aaii hai vo kaali badariyaa
phir chhe.Dane aaii hai

(is rut me.n jo ruuThe, vo kabhii chai.n naa paaye)\-2
(saavan kabhii jiivan me.n, phir uske na aaye)\-2
lag jaaye use o~
lag jaaye use kaali badariyaa kii nazariyaa
phir chhe.Dane aaii hai vo kaali badariyaa
phir chhe.Dane aaii hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{vo ham se chup hai.n ham un se chup hai.n}%
\film{Rasiyaa}%
\year{1950s Not Released}%
\starring{}%
\singer{Lata}%
\music{Bulo C Rani}%
\lyrics{D N Madhok}%

% Contributor: Gurcharan Sandhu
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Comments: A film made during the fifties but never released

\printtitle
#indian

vo ham se chup hai.n ham un se chup hai.n
dilo.n ke aramaa.N machal rahe hai.n
ajiib zidd.h hai, ki zidd.h hii zidd.h me.n
ye din javaanii ke Dhal rahe hai.n

hamaare dil me.n hai vo bulaaye.n
vo sochate hai.n ki ham bulaaye.n
sham\-e\-muhabbat sulag rahii hai, dilo.n ke paravaane jal rahe hai.n \-2
dilo.n ke paravaane jal rahe hai.n \threedots

be\-sabr se sabr ho rahaa hai, bechain saa chain ho rahaa hai
zabaa.N pe taale pa.De hue hai.n, kalejaa haatho.n se mal rahe hai.n  \-2
kalejaa haatho.n se mal rahe hai.n

vo ham se chup hai.n \threedots

\endsong
#endindian

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
