% ISB File: Ratnadeep_1979.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aisaa ho to kaisaa hogaa}%
\film{Ratnadeep}%
\year{1979}%
\starring{Hema Malini, Girish Karnad}%
\singer{Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulzar}%

% Contributor: Arunabha S. Roy
% Date: 16 Mar 2004
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

aisaa ho to kaisaa hogaa
aap ho paas to din Dhale
paas ho aap to din chale

(kisii din aisaa bhii to ho
raat kii subah hii na ho ) \-2
raat ke baad bhii raat ho, aap ho
aap ho paas to din Dhale

(kisii din ho.nTho.n se kaho
phuulo.n se jo kahaa tumane ) \-2
aaj to phuulo.n kii raat ho, aap ho
aap ho paas to din Dhale

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kabhii kabhii sapanaa lagataa hai}% 
\film{Ratnadeep}%
\year{1979}%
\starring{}%
\singer{Kishore, Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulzar}%

% Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian 

ki : kabhii kabhii sapanaa lagataa hai 
kabhii ye sab apanA lagataa hai 
tum samajhaa do, man ko kyaa samajhaauu.n 
aa : kabhI kabhI sapanaa lagataa hai 
kabhI ye sab apanA lagataa hai 
tum samajhA do, man ko kyA samajhaauu.n 

aa : mujhe agar baaho.n me.n bhar lo, shaayad tumako chain mile \- 2

ki : chain to us din khoyaa mai.nne, jis din tumase nain mile 
phir bhI ye achchhaa lagataa hai, magar abhii sapanaa lagataa hai  
tum samajhaa do, man ko kyA samajhaauu.n 

aa : kabhI kabhI sapanaa lagataa hai 
kabhI ye sab apanA lagataa hai 
tum samajhaa do, man ko kyA samajhaauu.n 

ki : chehare pe hai, aur ek cheharaa, kaise use haTaau.n 
meraa sach gar tum apanA lo, janam janam tarasaauu.n 
aise sab achchhaa lagataa hai, sab kA sab sapanaa lagataa hai 
tum samajhaa do, man ko kyA samajhaauu.n 

aa, ki : kabhI kabhI sapanaa lagataa hai 
kabhI ye sab apanA lagataa hai 
tum samajhaa do, man ko kyA samajhaauu.n 

ki : kabhI kabhI sapanaa lagataa hai 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
