% ISB File: RehnaHaiTereDilMein_2002.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aayaa re aayaa ko_ii aayaa re}%
\film{Rehna Hai Tere Dil Mein}%
\year{2002}%
\starring{Shahrukh Khan, Rani Mukherjee}%
\singer{Preeti, Pinky, Shekhar}%
\music{Harris Jayraj}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11730 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

prii, pi.n \:	aayaa re aayaa ko_ii aayaa re
	aayaa re aayaa re
	chupake se dil me.n samaayaa re
	samaayaa re samaayaa re

	aayaa re aayaa ko_ii aayaa re
	chupake se dil me.n samaayaa re
	sapano.n me.n aa ke mere dil ko kisii ne
	churaayaa churaayaa churaayaa churaayaa churaayaa re \-2

	churaa ke dil kahataa hai
she \:	rahanaa hai tere dil me.n \-3
prii, pi.n \:	ho usane to dekho merii betaabii ko
	ba.Dhaayaa ba.Dhaayaa ba.Dhaayaa ba.Dhaayaa ba.Dhaayaa re \-2

	gayaa dil to gayaa gayaa
	gayaa gayaa
	dard jaagaa nayaa
	gayaa dil to gayaa gayaa
	dard jaagaa nayaa nayaa
	dil dha.Dakaayaa
	mujhe raato.n me.n
	dil dha.Dakaayaa mujhako raato.n me.n
	jagaayaa jagaayaa jagaayaa jagaayaa jagaayaa re \-2
	aayaa re aayaa ko_ii aayaa re
	chupake se dil me.n samaayaa re
	sapano.n me.n aa ke mere dil ko kisii ne
	churaayaa churaayaa churaayaa churaayaa churaayaa re \-2

	pyaar mujhako hu_aa
	hu_aa hu_aa
	haay usane dil ko chhu_aa
	pyaar mujhako hu_aa hu_aa
	haay usane dil ko chhu_aa chhu_aa
	maine palako.n me.n
	diivaane ko
	maine palako.n me.n us diivaane ko
	chhupaayaa chhupaayaa chhupaayaa chhupaayaa chhupaayaa re \-2
	aayaa re aayaa ko_ii aayaa re
	chupake se dil me.n samaayaa re
	sapano.n me.n aa ke mere dil ko kisii ne
	churaayaa churaayaa churaayaa churaayaa churaayaa re \-2
	churaa ke dil kahataa hai
she \:	rahanaa hai tere dil me.n \-3
prii, pi.n \:	o sapano.n me.n aa ke mere dil ko kisii ne
	churaayaa churaayaa churaayaa churaayaa churaayaa re \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zaraa\-zaraa bahakataa hai mahakataa hai}%
\film{Rehna Hai Tere Dil Mein}%
\year{2001}%
\starring{Madhavan, Diya Mirza}%
\singer{Bombay Jayashree}%
\music{Harris Jeyaraj}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: U.V. Ravindra
% Transliterator: U.V. Ravindra.
% Credits: K. Vijay Kumar
% Date: 1 Feb 2003
% Series: GEETanjali, February 01, 2003
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

zaraa\-zaraa bahakataa hai, mahakataa hai,
aaj to meraa tan\-badan, mai.n pyaasii huu.N,
mujhe bhar le apanii baa.Nho.n me.n
hai merii qasam, tujhako sanam, duur kahii.n na jaa
ye duurii kahatii hai paas mere aajaa re

yuu.N hii baras\-baras kaalii ghaTaa barase,
ham yaar bhiig jaa_e.N is chaahat kii baarish me.n
merii khulii\-khulii laTo.n ko sulajhaa_e
tuu apanii u.Ngaliyo.n se, mai.n to huu.N isii Kwaahish me.n
sardii kii raato.n me.n ham so_e rahe.n ik chaadar me.n
ham dono.n tanahaa ho.n, na koii bhii rahe is ghar me.n

zaraa\-zaraa bahakataa hai \threedots baa.Nho.n me.n

aajaa re, aa re

ta.Dapaa_e.N mujhe terii sabhii baate.n,
ik baar ai diivaane, jhuuThaa hii sahii, pyaar to kar
mai.n bhuulii nahii.n hasii.n mulaaqaate.n,
bechain kar ke mujhako, mujhase yuu.N naa pher nazar
ruuThegaa na mujhase, mere saathiyaa, ye vaadaa kar
tere binaa mushkil hai jiinaa meraa, mere dilabar

zaraa\-zaraa bahakataa hai \threedots baa.Nho.n me.n
hai merii qasam \threedots aajaa re

aajaa re, aajaa re, aajaa re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
