% ISB File: ReshmiRoomal_1961.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa.Nkh me.n shoKii lab pe tabassum}%
\film{Reshmi Roomal}%
\year{1961}% 
\starring{Shakila, Manoj Kumar, K N Singh, Shivaraj, Maruti}%
\singer{Manna De, Suman Kalyanpur}%
\music{Babul}%
\lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}%

% Contributor: Surajit A. Bose
% Transliterator: Surajit A. Bose
% Date: March 4, 2001
% Comments: GEETanjali series

\printtitle
#indian

mannaa: aa.Nkh me.n shoKii, lab pe tabassum, 
      dil me.n sharaarat, taubaa taubaa
      gaal pe laalii, chaal matavaalii,
      is pe nazaaqat, taubaa taubaa
      aa.Nkh me.n shoKii, aa, aa, o, o, mm\-mm!

suman: chaal me.n jaaduu ho yaa nazaaqat
      aap se ham ko pyaar nahii.n
      aur kisii par Daaliye Dore
      kah to diyaa sau baar nahii.n
      ajii kah to diyaa sau baar nahii.n
mannaa: terii naa, naa, naa me.n haa.N, haa.N, haa.N kaa
      ra.ng\-e\-muhabbat, taubaa taubaa
      aa.Nkh me.n shoKii \threedots

suman: bandaaparavar dekhiye ab to
      haath bhii ham ne jo.D diye
      jin raaho.n me.n lailaa bhaTakii
      ham ne vo raste chho.D diye
      ajii ham ne vo raste chho.D diye
manna: ajii sun, sun, sun, mujhe chun, chun, chun
      terii zid hai qayaamat taubaa taubaa
      aa.Nkh me.n shoKii \threedots

suman: pyaar kare.n yaa ham naa kare.n ye
      soch ke ham batalaae.Nge
      itanaa ham ne jaan liyaa hai
      aap nahii.n baaz aae.Nge
      ajii aap nahii.n baaz aae.Nge
manna: chalii chham chham chham, arii tham tham tham
      haay, kar naa baGaavat, taubaa taubaa
      aa.Nkh me.n shoKii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gardish me.n ho.n taare, na ghabaraanaa pyaare}%
\film{Reshmi Rumaal}%
\year{1961}
\starring{Shakila, Manoj Kumar, K. N. Singh, Shivaraj, Maruti}%
\singer{Mukesh}%
\music{Babul}%
\lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}%

% Contributor: David Anthony Windsor <daw601@leonard.anu.edu.au>
               Snehal B. Oza <snehal@wipro.wipsys.soft.net>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 10/26/1996

\printtitle
#indian

gardish me.n ho.n taare, na ghabaraanaa pyaare
Gar tuu himmat na haare, to ho.nge vaare nyaare
gardish me.n ho.n taare\threedots

mujhako merii aashaa, detii hai dilaasaa	\-2
aaye.ngii bahaare.n chalii jaaegii Kizaa
ho, aasmaa.n ye niilaa\-niilaa kare hai ishaare
gardish me.n ho.n taare\threedots

baazuo.n me.n dam hai, phir kaahe kaa Gam hai	\-2
apane iraade hai.n, uma.nge.n hai.n javaa.n
ho, mushile.n kahaa.N hai.n, umhe.n meraa dil pukaare
gardish me.n ho.n taare\threedots

duniyaa hai saraay, rahane to kahm aae	\-2
aayaa hai to ha.Nsii\-khushii rah le tuu yahaa.N
ho, suramaa hai zi.ndagii jo kaa.NTo.n me.n guzaare
gardish me.n ho.n taare\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyo.n jii aaKir kaun ho tum ... aavaaraa huu.N}%
\film{Reshmi Roomal}%
\year{1961}%
\starring{Shakila, Manoj Kumar, K. N. Singh, Shivaraj, Maruti}%
\singer{Mukesh, Asha}%
\music{Babul}%
\lyrics{Raja Mehandi Ali Khan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10067 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	kyo.n jii aaKir kaun ho tum
mu \:	aavaaraa huu.N
aa \:	ghaas ke paas kyo.n kha.De ho
mu \:	ghasiyaaraa huu.N
aa \:	ho kyo.n jii aaKir kaun ho tum
mu \:	aavaaraa huu.N ghasiyaaraa huu.N aavaaraa huu.N huu.N huu.N

mu \:	tuu hai huur zamii.n kii raanii mai.n maasuum farishtaa
aa \:	to.D na mere laaj ke ba.ndhan jo.D na dil kaa rishtaa
	jaa jaa jo.D na dil kaa rishtaa
	aaKir terii jaat hai kyaa
mu \:	bhaTiyaaraa huu.N
aa \:	kyo.n jii aaKir kaun ho tum
mu \:	aavaaraa huu.N ghasiyaaraa huu.N bhaTiyaaraa huu.N huu.N huu.N

aa \:	har la.Dakii kii aa.Nkho.n par tum bijalii ban kar girate
mu \:	dil kii gaTharii sar par rakhakar galii galii ham phirate
		haa.N haa.N galii galii ham phirate
aa \:	aisaa kyuu.N karate ho tum
mu \:	banajaaraa huu.N
aa \:	kyo.n jii aaKir kaun ho tum
mu \:	aavaaraa huu.N bhaTiyaaraa huu.N banajaaraa huu.N huu.N huu.N

mu \:	jab tuu naache naaz\-o\-adaa se dharatii kaa dil dha.Dake
aa \:	tujhe paka.D kar piiTuu.Ngii mai.n bhaag yahaa.N se la.Dake
		chal haT bhaag yahaa.N se la.Dake
	mai.n rustam kii la.Dakii huu.N
mu \:	mai.n daaraa huu.N
aa \:	ghaas ke paas kyo.n kha.De \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
