% ISB File: RishtaaKaagazKaa_1983.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chhoTaa saa bhayyaa hamaaraa}%
\film{Rishta Kaagaz Kaa}%
\year{1983}%
\starring{Raj Babbar, Rati Agnihotri, Nutan}%
\singer{Lata}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

chhoTaa saa bhaiyaa hamaaraa bahanaa ke dil kaa dulaaraa
suuraj ne dekhaa chandaa ne dekhaa sabako lage kitanaa pyaaraa

tuu hii to hai merii duniyaa, kaise ye chhUTegii
bhaaii bahan ke milan kii, Dorii na TuuTegii
jag me.n kahii.n bhii rahe tuu, duu.ngii mai.n tujhako sahaaraa
chhoTaa \threedots

hogaa ba.Daa jis din tuu, lekar duaa merii
pyaar se charchaa karegaa, saaraa zamaanaa terii
kadamo.n ke niiche hogaa, duniyaa kaa duujaa kinaaraa
chhoTaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
