% ISB File: RoadNo303_1960.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{pahalii pahalii baar mile hai.n ... achchhaa jii}%
\film{Road No. 303}%
\year{1960}%
\starring{Mehmood, Shobha Khote, Bhagwan, K N Singh, Tiwari, Sheelu, Helen}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{C Arjun}%
\lyrics{Naqsh Lyallpuri}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10086 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	pahalii pahalii baar mile hai.n do diivaane
aa \:	achchhaa jii
ra \:	ho jaa_egaa pyaar kisii naa kisii bahaane
aa \:	achchhaa jii
ra \:	pahalii pahalii baar mile \threedots

aa \:	aa.Nkho.n ne aa.Nkho.n se milakar khole dil ke raaz
ra \:	mere dil ne tere dil kii samajhii hai aavaaz
aa \:	tumhii.n socho tumhii.n samajho aage kyaa hogaa
ra \:	pahalii pahalii baar mile \threedots

ra \:	baato.n hii baato.n me.n tuune chhe.De dil ke taar
aa \:	ha.Nsate ha.Nsate ham ye kaisaa kar baiThe ikaraar
ra \:	chho.Do jii pachhataanaa kaisaa hu_aa jo honaa thaa
aa \:	pahalii pahalii baar mile \threedots

aa \:	hamane tumase tumane hamase kah dii dil kii baat
ra \:	haath ba.Dhaakar haath milaa lo rahe.nge dono.n saath
aa \:	kyaa kar legii duniyaa dekhaa jaa_egaa
do \:	pahalii pahalii baar mile \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
