% ISB File: Road_2002.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##road## ke har mo.D pe dekho to gaur se}%
\film{Road}%
\year{2002}%
\starring{Vivek Oberoi, Manoj Bajpai, Antaraa mali}%
\singer{Garry Lawyer, Tanisha}%
\music{Sandesh Shandilya}%
\lyrics{Tabish Romani}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##road## ke har mo.D pe dekho to gaur se
kaatil raaste milate hai.n chaaro.n or se
ik pal me.n kyaaa ho jaa_e sab hai.n bekhabar
zi.ndagii aur maut bhii chalatii hai ##road## par
##road## ke har mo.D pe \threedots

lambii lambii raat hai miilo.n tanhaa_ii
jahaa.N khatm ho raastaa vo subah naa aa_ii
tham ga_e to miil ke patthar ##road## par
chal diye to aasamaa.n jhukataa hai ##road## par
##road## ke har mo.D pe \threedots

kuchh khoyaa kuchh paayaa phir paa ke kho diyaa
jo kuchh bhii honaa thaa ik pal me.n ho gayaa
dhuul kii baarishe.n ye garam havaa_e.N
aavaaraa paagal diivaane sab hai.n ##road## pe
##road## ke har mo.D pe \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{khullam khullaa pyaar kare.n kare.n kabhii chorii se}%
\film{Road}%
\year{2002}%
\starring{Vivek Oberoi, Manoj Bajpai, Antaraa mali}%
\singer{Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan}%
\music{Sandesh Shandilya}%
\lyrics{Akhilesh Sharma}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

khullam khullaa pyaar kare.n kare.n kabhii chorii se
le ke tujh ko saath chale.n jahaa.N ke paar kahii.n pe
kabhii to mohabbat kabhii to hai lafa.Daa
ko_ii yahaa.N halkaa ko_ii yahaa.N taga.Daa

ai ##Time Time## kii baat hai pyaare mai.n raga.Daa yaa tuu raga.Daa
chalaa karegaa saath me.n ye sab saath rahe.nge do dil jab tak
sa.ng tere kabhii sa.ng mere kaisii kaisii aa.Nkh michaulii
nikal le bha_iye sambhal le bha_iye nikal le bha_iye re.a

nahale pe dahalaa pa.D jaa_e pa.De soch me.n nahalaa
ko_ii naa jaane kaun aakharii kaun yahaa.N par pahalaa
lage yahaa.N jo daa.Nv kabhii duniyaa muTThii me.n ho jaa_e
are piTe jo moharaa qismat kaa to sab miTTii me.n mil jaa_e.a
khel ba.Daa hai ajab niraalaa tho.Daa ga.Daba.D tho.Daa jhaalaa
samajh sake to samajh le yaaraa jiivan jaise ek ThiTholii

jaan jaan kar hamane jaanaa bas itanaa hii jaanaa
chaar dino.n kaa chakkar saaraa kyaa apanaa kyaa begaanaa
khaTTii miiThii taqaraare.n sab ye to chalatii rahatii hai.n
pyaar kii baate.n lekin phir bhii dil me.n palatii rahatii hai.n
pyaar se hai ye duniyaa pyaarii aur to jhuuThii duniyaadaarii
solah aanaa baat hai sachchii dil pe rakh kar ham ne taulii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{makhamalii ye badan kii nazaakate.n hasii.n}%
\film{Road}%
\year{2002}%
\starring{Vivek Oberoi, Manoj Bajpai, Antaraa mali}%
\singer{Sonu Nigam, Sanjivani}%
\music{Sandesh Shandilya}%
\lyrics{Akhilesh Sharma}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

makhamalii ye badan kii nazaakate.n hasii.n
churaa na le.n mere dil kaa chain ye kahii.n
jis ne bhii banaayaa hai tujh ko vo kamaal hai
aur us kamaal pe tuu bemisaal hai

hai akelii raat gumasum aur chhat ke niiche ham tum
aa.Nkho.n me.n terii kaisaa khumaar
ho na jaa_e kuchh khataa dekho yaar
bekaraar naa dikhaa diivaanagii
makhamalii ye badan \threedots

mast mast ho rahaa hai ye raat kaa safar
dil me.n halachale.n uThaa_e terii nazar
gulaabii gulaabii tere aramaa.n jo hai.n diivaane
tujhe cho.D de.nge yuu.N hii tere haal par
bolo naa aisaa ai jaan\-e\-jaa.n
ik baar mujh ko to aazamaa
o baate.n terii baate.n bekaar
chaahe.n tuu kar le koshish hazaar
aa_e.Nge baato.n me.n naa ye kar le yakii.n
haa_y makhamalii ye badan \threedots

tanhaa_iiyo.n me.n tanhaa mile hai.n jo is tarah
socho na aisaa vaisaa kyaa faayadaa
terii har adaa kii shokhiyaa.N bhii kyaa kahe.n
ham to kyaa farishte bhii naa hosh me.n rahe.n
naa re naa hosh tuu naa gavaa.n
kar le sabr kuchh to zaraa

haa.N milataa nahii.n hai dil ko karaar
kab tak karuu.N mai.n haa_y intezaar
hone de dil se dil kii milaavaTe.n yahii.n
harakate.n ye dikhaa_o jaa ke aur kahii.n
huu.N jis ne bhii banaayaa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pahalii nazar me.n Darii thii ... ##Thanks## baabuu}%
\film{Road}%
\year{2002}%
\starring{Vivek Oberoi, Manoj Bajpai, Antaraa mali}%
\singer{Mohit Chauhan, Sunidhi Chauhan}%
\music{Sandesh Shandilya}%
\lyrics{Makarand Deshpande}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

pahalii nazar me.n Darii thii
duusarii me.n bhii Dar ga_ii re
sisakii me.n jo saa.Ns bharii thiii
shaq se mujh ko bhar ga_ii re
dikhaa_ii vo pistaul kiye the jis ne Tuka.De mere
mar mar ke jiyaa thaa sadamo.n ne Daale the ghere
bhar ga_ii is kii aa.Nkhe.n sun ke
aa.Nkh michaulii ho ga_ii re
##Thanks## baabuu baabuu ##Thanks##
##Thanks## jo bolii ##Thanks## to baabuu ko bekaabuu kar ga_ii re

aashiq thaa mai.n paiso.n kaa
asalii nakalii cheharo.n kaa
khuun bhare dhabbo.n kaa
bhuuto.n ke shaharo.n kaa
ra.ng ke narak kaa
ulaTe sulaTe faisalo.n kaa
baabuu kahaa.N hai tuu
vo vo vo le jaa rahaa hai mujhe
baabuu nikal jaa na tuu
chhu.Daa na tuu mere dil kaa hai fasaanaa tuu
##Road## pe likhanaa hamaare pyaar kaa afasaanaa re
pahalii nazar me.n \threedots

dushman thaa mai.n apano.n kaa
dushman thaa sapano.n kaa
dushman thaa suuraj kaa
dushman thaa khushiyo.n kaa
naa dar nahii.n naa ghar nahii.n
duHkh dard kaa raahii thaa
baabuu kasam hai tujh ko dekh tuu hii hai meraa mard
tuu hai jahaa.N vo hii meraa saaraa jahaa.N
ik jaan hai.n ham ek jaan
kasam tujhe hai ##road## kii kasam
##road## se naa haT jaanaa re
pahalii nazar me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{raste raste kabhii suu.Nghataa huu.N ... kyaa ye pyaar hai.a}%
\film{Road}%
\year{2002}%
\starring{Vivek Oberoi, Manoj Bajpai, Antaraa mali}%
\singer{Vinod Rathore, Sunidhi Chauhan}%
\music{Sandesh Shandilya}%
\lyrics{Jaideep Sahni}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

raste raste kabhii suu.Nghataa huu.N tujhe dar dar Dhuu.NDhate
zi.ndagii ye kahii.n kharach naa ho jaa_e ghar ghar ghuumate
kyaa ye pyaar hai.a kyaa ye pyaar hai.a
haa.N re pyaar hai.a haa.N ye pyaar hai.a

raste raste kabhii suu.Nghatii huu.N tujhe dar dar Dhuu.NDhate
zi.ndagii ye kahii.n kharach naa ho jaa_e ghar ghar ghuumate
kyaa ye pyaar hai.a kyaa ye pyaar hai.a
haa.N re pyaar hai.a e.a haa.N ye pyaar hai.a

ghar pe udaas duniyaa naaraaz kuchh to sahii kiyaa hogaa
hame.n jo rokate hai.n apanii umar me.n unho.n ne bhii to yahii kiyaa hogaa
he ye na karo vo na karo tum.a sab bakavaas hai

vo hai biimaar hai laa_ilaaz pyaar se jo duur duur bhaage
are un ko salaah do us ko davaa do dekhe hame.n aur tho.Daa jaage
haa.N ho gayaa jo ho gayaa e.a ham taiyaar hai.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuufaan saa zor hai hamame.n}%
\film{Road}%
\year{2002}%
\starring{Vivek Oberoi, Manoj Bajpai, Antaraa mali}%
\singer{KayKay, Sunidhi Chauhan}%
\music{Sandesh Shandilya}%
\lyrics{Nitin Raikwar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tuufaan saa zor hai ham me.n
bijalii saa shor hai ham me.n
are baadalo.n ko chiir ke jaanaa hi
har pyaare ko pyaar se bharanaa hai

samu.ndar saa josh hai ham me.n
maujo.n saa hosh hai ham me.n
dharatii pe chaa.Nd ko laanaa hai
har pyaare ko \threedots

piichhe ke raaste miTaate hu_e aage nikal jaa_e.Nge
chalate chalate saare jahaa.N ko apanii dhun pe nachaa_e.Nge
bava.nDar sii jaan hai ham me.n
pari.ndo.n sii u.Daan hai ham me.n
aasamaan ko chhuu kar aanaa hai
har pyaare ko \threedots

jhukate nahii.n hai.n ham kisii ke aage ye tum jaan lo
ham saa nahii.n hai ko_ii jahaa.N me.n baat ye maan lo
chaTTaano.n saa rob hai ham me.n
iraade bhii Thos hai.n ham me.n
bijalii se haath milaanaa hai
har pyaare ko \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
