% ISB File: RotiKapadaaAurMakaan_1974.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{are haay haay ye majabuurii}%
\film{Roti Kapadaa Aur Makaan}%
\year{1974}%
\starring{Manoj Kumar, Amitabh, Zeenat Aman, Maushami, Shashi Kapoor, Premnath}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Verma Malik}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 18, 2005

\printtitle
#indian

are haay haay ye majabuurii
ye mausam aur ye duurii
are haay haay haay majabuurii
ye mausam aur ye duurii
mujhe pal pal hai ta.Dapaaye
terii do Takiyaa.N dii naukarii ve meraa laakho.n kaa saawan jaaye

haay haay ye majabuurii
ye mausam aur ye duurii
mujhe pal pal hai ta.Dapaaye
terii do Takiyaa.N dii naukarii ve meraa laakho.n kaa saawan jaaye
haay haay ye majabuurii
ye mausam aur ye duurii

haa aa aa aa

kitane saawan biit gaye
kitane saawan biit gaye baiThii huu.N aas lagaaye
jis saawan me.n mile sajanawaa wo saawan kab aaye
kab aaye
madhur milan kaa ye saawan haatho.n se nikalaa jaaye

terii do Takiyaa.N dii naukarii ve meraa laakho.n kaa saawan jaaye
haay haay ye majabuurii
ye mausam aur ye duurii
mujhe pal pal hai ta.Dapaaye
terii do Takiyaa.N dii naukarii ve meraa laakho.n kaa saawan jaaye
haay haay ye majabuurii
ye mausam aur ye duurii

prem kaa aisaa ba.ndhan hai \-2
jo ba.ndh ke phir naa TuuTe
are naukarii kaa hai kyaa bharosaa aaj mile kal chhuuTe
kal chhuuTe
ambar pe hai rachaa swayamvar phir bhii tuu ghabaraaye

terii do Takiyaa.N dii naukarii ve meraa laakho.n kaa saawan jaaye
Da.ng Di.ng Da.ng Di.ng Da.ng Da.ng \-2
mujhe pal pal hai ta.Dapaaye
terii do Takiyaa.N dii naukarii ve meraa laakho.n kaa saawan jaaye
haay haay ye majabuurii
ye mausam aur ye duurii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aur nahii.n bas aur nahii.n}%
\film{Roti Kapada Aur Makaan}%
\year{1974}%
\starring{Manoj Kumar, Amitabh, Zeenat Aman, Maushami, Shashi Kapoor, Premnath}%
\singer{Mahendra Kapoor}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Santosh Anand}%

% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Credits: Porky 
%          Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

aur nahii.n bas aur nahii.n, Gam ke pyaale aur nahii.n 
dil me.n jagah nahii.n baakii, rok najar apanii saakii to
aur nahI.n bas \threedots

sapane nahii.n yahaa.N tere, apane nahii.n yahaa.N tere 
sachchaa_ii kaa mol nahii.n, chup ho jaa kuchh bol nahii.n 
pyaar priit chillaaegaa to, apanaa galaa ga.Nvaaegaa 
patthar rakh le siine par, qasame.n khaa le jiine par 
gaur nahii.n hai aur nahii.n, paravaano.n par gaur nahii.n 
aa.Nsuu aa.Nsuu Dhalate hai.n, a.ngaaro.n par chalate hai.n to 
aur nahii.n bas aur nahii.n \threedots

kitanaa pa.Dhuu.N zamaane ko, kitanaa ga.Dhuu.N zamaane ko 
kaun guNo.n ko ginataa hai, kaun dukho.n ko chunataa hai 
hamadardii kaafuur huI, nekii chakanaachuur huI 
jii karataa bas kho jaauu.N, kafan o.Dhakar so jaauu.N 
daur nahii.n ye aur nahii.n, insaano.n kaa daur nahii.n 
farz yahaa.N par farzii hai, asalii to khudagarzii hai to 
aur nahii.n bas aur nahii.n \threedots

bImaar ho gaI duniyaa, bekaar ho ga_I duniyaa 
marane lagii sharam ab to, bikane lage sanam ab to 
ye raat hai nazaaro.n kii, gairo.n ke sAth yaaro.n kii 
jii hai bigaa.D duu.N saarii, duniyaa ujaa.D duu.N saarii 
zor nahii.n hai zor nahii.n, dil pe kisii kaa zor nahii.n 
koii yaad machal jaae, saaraa aalam jal jaae to 
aur nahii.n bas aur nahii.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n na bhuuluu.Ngaa, mai.n na bhuuluu.Ngii}%
\film{Roti Kapada Aur Makaan}%
\year{1974}%
\starring{Manoj Kumar, Amitabh, Zeenat Aman, Maushami, Shashi Kapoor, Premnath}%
\singer{Mukesh, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Santosh Anand}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)

\printtitle
#indian

mai.n naa bhuuluu.Ngaa, mai.n naa bhuuluu.Ngii
in rasmo.n ko in qasamo.n ko in rishte naato.n ko
mai.n naa\threedots

chalo jag ko bhuule.n, khayaalo.n me.n jhuule.n
bahaaro.n me.n Dole.n, sitaaro.n ko chhuule.n
aa terii mai.n maa.Ng sa.nvaaruu.N tuu dulhan ban jaaye
maa.Ng se jo dulhan kaa rishtaa mai.n naa bhuuluu.Ngii\threedots

samay kii dhaaraa me.n, umar bah jaanii hai
jo gha.Dii jii le.nge, vahii rah jaanii hai
mai.n ban jaauu.N saa.Ns aakhirii tuu jiivan ban jaaye
jiivan se saa.Nso.n kaa rishtaa mai.n naa bhuuluu.Ngii\threedots

barasataa saavan ho, mahakataa aa.Ngan ho
kabhii dil dUlhaa ho, kabhii dil dulhan ho
gagan banakar jhuume.n, pavan banakar jhuume.n
chalo ham raah mo.De.n, kabhii naa sa.ng chho.De.n
taras chakh jaanaa hai, nazar chakh jaanaa hai

kahii.n pe bas jaae.nge, ye din kaT jaae.nge
are kyaa baat chalii, vo dekho raat Dhalii
ye baate.n chalatii rahe.n, ye raate.n Dhalatii rahe.n
mai.n man ko ma.ndir kar Daaluu.N tuu puujan ban jaaye
ma.ndir se puujaa kaa rishtaa mai.n naa\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{usane kahaa tuu kaun hai ... mah.ngaaii maar gaii}% 
\film{Roti Kapada Aur Makaan}%
\year{1974}%
\starring{Manoj Kumar, Amitabh, Zeenat Aman, Maushami, Shashi Kapoor, Premnath}%
\singer{Mukesh, Lata, Chanchal, Jani Babu Qawwal}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Varma Malik}%

% Contributor: Porky (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian 

usane kahaa tuu kaun hai, mai.nne kahaa ulfat terii 
usane kahaa takataa hai kyaa, mai.nne kahaa suurat terii 
usane kahaa chaahataa hai kyaa, mai.nne kahaa chaahat terii 
mai.nne kahaa samajhaa nahii.n, usane kahaa qismat terii 

ek hame.n aa.Nkh kii la.Daaii maar ga_ii 
duusarii to yaar kii judaaii maar ga_ii 
tiisarii hameshaa kii tanhaaii maar ga_ii 
chauthii ye khudaa kii khudaaii maar ga_ii 
baakii kuchh bachaa to ma.nhagaaii maar ga_ii 

tabiiyat Thiik thii aur dil bhii beqaraar naa thaa 
ye tab kii baat hai jab kisii se pyaar naa thaa 
jab se priit sapano.n me.n samaaii maar ga_ii 
man ke miiThe dard kii gaharaaii maar ga_ii 
naino.n se naino.n kii sagaaii maar ga_ii 
soch soch me.n jo soch aa_ii maar ga_ii, 
baakii kuchh bachaa \threedots

kaise vaqt me.n aa ke dil ko dil kii lagii bImaarii 
ma.nhagaaii kii daur me.n ho ga_ii ma.nhagii yaar kii yaarii 
dil kii lagii dil ko jab lagaaii maar ga_ii 
dil ne kii jo pyaar to duhaaii maar ga_ii 
dil kii baat duniyaa ko bataaii maar ga_ii 
dil kii baat dil me.n jo chhupaaii maar ga_ii, 
baakii kuchh bachaa \threedots

pahale muTThii vich paise lekar 
pahale muTThii me.n paise lekar thailaa bhar shakkar laate the 
ab thaile me.n paise jaate hai.n muTThii me.n shakkar aatii hai 
haay ma.nhagaaii ma.nhagaaii \threedots
duhaaii hai duhaaii ma.nhagaaii ma.nhagaaii \threedots
tuu kahaa.N se aa_ii, tujhe kyo.n maut nA aa_ii, hAy ma.nhagaaii \threedots
shakkar me.n ye aaTe kii milaaii maar ga_ii 
pauDar vaale duddh dii malaaii maar ga_ii 
raashan vaalI lain dii lambaaii maar ga_ii 
janataa jo chiikhii chillaaii maar ga_ii, 
baakii kuchh bachaa \threedots

gariib ko to bachcho.n kii pa.Dhaaii maar ga_ii 
beTii kii shaadii aur sagaaii maar ga_ii 
kisii ko to roTii kii kamaaii maar ga_ii 
kapa.De kii kisii ko silaaii maar ga_ii 
kisii ko makaan kii banavaaii maar ga_ii 
jIvan de bas tinn nisaan \- roTii kapa.Daa aur makaan 
??? ??? ke har insaan 
kho baiThaa hai apanii jaan 
jo sach sach bolaa to sachchaa_ii maar ga_ii 
aur baakii kuchh bachaa to ma.nhagaa_ii maar ga_ii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
