% ISB File: Roti_1974.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai baabuu ye ##public## hai ... sab jaanatii hai}%
\film{Roti}%
\year{1974}%
\starring{Rajesh Khanna, Mumtaz, Jagdip}%
\singer{Kishore}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11554 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ai baabuu ye ##public## hai ##public##
ye jo ##public## hai sab jaanatii hai
ye jo ##public## hai
ajii andar kyaa hai baahar kyaa hai
ye sab kuchh pahachaanatii hai
ye jo ##public## \threedots

ye chaahe to sar pe biThaa le chaahe phe.nk de niiche
pahale ye piichhe bhaage phir bhaago isake piichhe
are dil TuuTe to are ye ruuThe to
taubaa kahaa.N phir maanatii hai
ye jo ##public## \threedots

kyaa netaa kyaa abhinetaa de janataa ko jo dhokhaa
pal me.n shoharat u.D jaa_e jyo.n ek pavan kaa jho.nkaa
are zor na karanaa are shor na karanaa
zor na karanaa shor na karanaa
apane shahar me.n shaa.nti hai
ye jo ##public## \threedots

hiire\-motii tumane chhupaa_e kuchh ham log na bole
ab aaTaa\-chaaval bhii chhupaa to bhuukho.n ne mu.Nh khole
are bhiikh na maa.Nge karz na maa.Nge
ye apanaa haq maa.Ngatii hai
ye jo ##public## \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gore ra.ng pe na itanaa Gumaan kar}%
\film{Roti}%
\year{1974}%
\starring{Rajesh Khanna, Mumtaz, Jagdip}%
\singer{Kishor, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11245 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	gore ra.ng pe naa itanaa Gumaan kar \-2
	goraa ra.ng do din me.n Dhal jaa_egaa
la \:	mai.n shamaa huu.N tuu hai paravaanaa \-2
	mujhase pahale tuu jal jaa_egaa
ki \:	gore ra.ng pe \threedots

ki \:	ruup miT jaataa hai ye pyaar ai diladaar nahii.n miTataa
la \:	ho ho phuul murajhaane se gulazaar o sarakaar nahii.n miTataa
ki \:	kyaa baat kahii hai hoy taubaa \-2
	ye dil be_iimaan machal jaa_egaa
	gore ra.ng pe \threedots

ki \:	o o aapako hai aisaa inkaar to ye pyaar yahii.n chho.Do
la \:	o o pyaar kaa mausam hai bekaar kii takaraar yahii.n chho.Do
ki \:	haatho.n me.n haath zaraa de\-do \-2
	baato.n me.n vaqt nikal jaa_egaa
	gore ra.ng pe \threedots

la \:	o o mai.n tujhe kar Daaluu.N masaruur nashe me.n chuur to maanoge
ki \:	o o tumase mai.n ho jaa_uu.N kuchh duur e maGaruur ho maanoge
la \:	tuu laakh bachaa mujhase daaman \-2
	ye husn kaa jaaduu chal jaa_egaa
ki \:	gore ra.ng pe \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{naach merii bulabul ki paisaa milegaa}%
\film{Roti}%
\year{1974}%
\starring{Rajesh Khanna, Mumtaz, Jagdip}%
\singer{Kishor}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11246 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

naach merii bulabul ki paisaa milegaa
kahaa.N kadaradaan hame.n aisaa milegaa
naach merii bulabul \threedots
ghu.Ngharuu banaa ke pairo.n me.n baa.Ndh le
phir meharabaan hame.n aisaa milegaa
naach merii bulabul \threedots

kitanaa pyaasaa hai ye paise vaalaa
isako pilaa de tuu mastii kaa pyaalaa
kahaa.N anajaan hame.n ( aisaa milegaa ) \-3
naach merii bulabul \threedots

apanii tamannaa hai kitanii chhoTii
do haath kapa.Daa do vaqt roTii
kahaa.N pe makaan hame.n ( aisaa milegaa ) \-3
naach merii bulabul \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yaar hamaarii baat suno aisaa ik insaan chuno}%
\film{Roti}%
\year{1974}%
\starring{Rajesh Khanna, Mumtaz, Jagdip}%
\singer{Kishor}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11244 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

yaar hamaarii baat suno aisaa ik insaan chuno
jisane paap naa kiyaa ho jo paapii naa ho \-2

ko_ii hai chaalaak aadamii ko_ii siidhaa\-saadaa \-2
hamame.n se har ek hai paapii tho.Daa ko_ii zyaadaa
ho ko_ii maan gayaa re ko_ii ruuTh gayaa
ho ko_ii paka.Daa gayaa ko_ii chhuuT gayaa
yaar hamaarii baat suno aisaa ik be_iimaan chuno
ho jisane paap naa \threedots

is paapan ko aaj sazaa de.nge milakar ham saare \-2
lekin jo paapii na ho vo pahalaa patthar maare
ho pahale apane man saaf karo re phir auro.n kaa insaaf karo
yaar hamaarii baat suno aisaa ik naadaan chuno
ho jisane paap naa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
