% ISB File: Saadhnaa_1958.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaj kyo.n hamase pardaa hai}%
\film{Saadhanaa}%
\year{1958}%
\starring{Vyjayantimala, Sunil Dutt, Leela Chitnis}%
\singer{Rafi, S Balbir, Chorus}%
\music{N Dutta}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Arunabha S. Roy
% Transliterator: Arunabha S. Roy

\printtitle
#indian

aaj kyo.n ham se pardaa hai, pardaa hai jii
aaj kyo.n ham se pardaa hai \-3
aaj kyo.n ham se pardaa hai pardaa hai jii
aaj kyo.n ham se pardaa hai

teraa har ra.ng hamane dekhaa hai
teraa har Dha.ng hamane dekhaa hai
paas aakar bhii tujhako dekhaa hai
duur jaakar bhii tujhako dekhaa hai
tujhako har tarah aazamaayaa hai
paake khoyaa hai khoke paayaa hai
a.Nkha.Diyo.n kaa bayaa.N samajhate hai.n
dha.Dakano.n kii zabaa.N samajhate hai.n
chuu.Diyo.n kii khanak se vaaqif hai.n
jhaa.Njhano.n kii jhanak se vaaqif hai.n
naaz\-o\-a.ndaaz jaanate hai.n ham
teraa har raaz jaanate hai.n ham \- phir ?
aaj kyo.n ham se pardaa hai pardaa hai jii
aaj kyo.n ham se pardaa hai \threedots

dil dukhaane se faayadaa kyaa hai
mu.Nh chhupaane se faayadaa kyaa hai
ulajhii\-ulajhii laTe.n sa.Nvaarake aa
husn ko aur bhii nikhaarake aa
narm gaalo.n me.n bijaliyaa.N lekar
shoK aa.Nkho.n me.n titaliyaa.N lekar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aurat ne janam diyaa mardon ko}% 
\film{Sadhana}%
\year{1958}%
\starring{Sunil Dutt, Vyjayantimala}%
\singer{Lata}%
\music{N Dutta}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: ShashiKant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)
% Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [9]
%	 Hats off to Sahir, can't believe it was not itransed YET!

\printtitle 
#indian 

aurat ne janam diyaa mardo.n ko, mardo.n ne use baazaar diyaa 
jab jii chaahaa kuchalaa masalaa, jab jii chaahaa dutkaar diyaa 

tulatii hai kahii.n diinaaro.n me.n, bikatii hai kahii.n baazaaro.n me.n 
na.ngii nachavaaii jaatii hai, aiyyaasho.n ke darabaaro.n me.n 
ye vo beizzat chiiz hai jo, ba.nT jAtI hai izzatadaaro.n me.n 

mardo.n ke liye har zulm ravaa.N, aurat ke liye ronaa bhii khataa 
mardo.n ke liye laakho.n seje.n, aurat ke liye bas ek chitaa 
mardo.n ke liye har aish kaa haq, aurat ke liye jiinaa bhii sazaa 

jin hoTho.n ne inako pyaar kiyaa, un hoTho.n kaa vyaapaar kiyaa 
jis kokh me.n inakaa jism Dhalaa, us kokh kaa kaarobaar kiyaa 
jis tan se uge kopal ban kar, us tan ko zaliil\-o\-khAr kiyaa 

mardo.n ne banaayii jo rasme.n, unako haq kaa faramaan kahaa 
aurat ke zindaa jal jaane ko, kurbaanii aur balidaan kahaa 
qismat ke badale roTii dii, usako bhii ehasaan kahaa 

sa.nsaar kii har ek besharmii, gurbat kii god me.n palatii hai 
chakalo.n me.n hii aa ke rukatii hai, faako.n me.n jo raah nikalatii hai 
mardo.n kii havas hai jo aksar, aurat ke paap me.n Dhalatii hai 

aurat sa.nsaar kii qismat hai, fir bhii taqadiir kii hotii hai 
avataar payambar janatii hai, phir bhii shaitaan kii beTii hai 
ye vo badaqismat maa.N hai jo, beTo.n kii sez pe leTii hai 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaho jii tum kyaa\-kyaa khariidoge}%
\film{Saadhanaa}%
\year{1958}%
\starring{Vyjayantimala, Sunil Dutt, Leela Chitnis}%
\singer{Lata}%
\music{N Dutta}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Arunabha S. Roy
% Transliterator: Arunabha S. Roy

\printtitle
#indian

kaho jii tum kyaa\-kyaa \- suno jii tum kyaa\-kyaa
kaho jii tum kyaa\-kyaa Kariidoge
suno jii tum kyaa\-kyaa Kariidoge
yahaa.N to har chiiz bikatii hai
kaho jii tum kyaa\-kyaa Kariidoge \threedots
laalaajii tum kyaa\-kyaa
miyaa.Njii tum kyaa\-kyaa
baabuujii tum kyaa\-kyaa Kariidoge
suno jii tum kyaa\-kyaa Kariidoge \threedots

ye balakhaatii hu_ii zulfe.n ye laharaate hu_e baazuu
ye ho.nTo.n kii jawaa.N mastii ye aa.Nkho.n kaa hasii.n jaaduu
adaa_o.n ke Kazaane jawaanii ke taraane \-3
bahaaro.n ke zamaane
kaho jii tum kyaa\-kyaa Kariidoge \threedots

ta.Dapatii shoKiyaa.N de duu.N machalataa baa.Nkapan de duu.N
tum ek kalii maa.Ngo to saraa chaman de duu.N
ye mastii ke phere ye mahake a.Ndhere \-3
ye ra.ngiin Dere
kaho jii tum kyaa\-kyaa Kariidoge \threedots

mohabbat bechatii huu.N mai.n sharaafat bechatii huu.N mai.n
na ho Gairat to le jaa_o ke Gairat bechatii huu.N mai.n
nigaahe.n to milaa_o adaa_e.N naa dikhaa_o \-3
yahaa.N naa sharmaa_o
kaho jii tum kyaa\-kyaa Kariidoge \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sa.Nbhal ai dil ta.Dapane aur ta.Dapaane se kyaa hogaa}%
\film{Saadhanaa}%
\year{1958}%
\starring{Vyjayantimala, Sunil Dutt, Leela Chitnis}%
\singer{Asha, Rafi}%
\music{N Dutta}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Arunabha S. Roy
% Transliterator: Arunabha S. Roy

\printtitle 
#indian 

aa: sa.Nbhal ai dil
 sa.Nbhal ai dil ta.Dapane aur ta.Dapaane se kyaa hogaa
 jahaa.N basanaa nahii.n mumakin vahaa.N jaane se kyaa hogaa
 sa.Nbhal ai dil

ra:  chale aao
 chale aao ke ab mu.Nh pherake jaane se kyaa hogaa
 jo tum par miT chukaa is dil ko tarasaane se kyaa hogaa
 chale aao

aa: hame.n sa.Nsaar me.n apanaa banaanaa kaun chaahegaa
 ye masale phuul se joban sajaanaa kaun chaahegaa
 tamannaao.n ko jhuuThe Kvaab dikhalaane se kyaa hogaa
 jahaa.N basanaa nahii.n mumakin vahaa.N jaane se kyaa hogaa 
 sa.Nbhal ai dil

ra: chale aao
 tumhe.n dekhaa tumhe.n chaahaa tumhe.n puujaa hai is dil ne
 jo sach puuchho to pahalii baar kuchh maa.Ngaa hai is dil ne
 samajhate buujhate anajaan ban jaane se kyaa hogaa
 chale aao

aa: sa.Nbhal ai dil
 jinhe.n milatii hai.n Kushiyaa.N vo muqaddar aur hote hai.n
 jo dil me.n ghar banaate hai.n vo dilabar aur hote hai.n
 ummiido.n ko khilaune deke bahalaane se kyaa hogaa
 jahaa.N basanaa nahii.n mumakin vahaa.N jaane se kyaa hogaa
 sa.Nbhal ai dil

ra: chale aao
 bahut din se thii dil me.n ab zubaa.N tak baat pahu.Nchii hai

aa: vahii.n tak isako rahane do jahaa.N tak baat pahu.Nchii hai

ra: jo dil kii aaKarii haq hai vahaa.N tak baat pahu.Nchii hai
 baat pahu.Nchii hai

aa: jise khonaa yaqiinii hai use paane se kyaa hogaa
 jahaa.N basanaa nahii.n mumakin vahaa.N jaane se kyaa hogaa
 sa.Nbhal ai dil

ra: chale aao 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
