% ISB File: Saagar_1985.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{cheharaa hai yaa chaa.Nd khilaa hai}% 
\film{Saagar}%
\year{1985}%
\starring{Rishi, Kamal Hasan, Padmini}%
\singer{Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Javed Akhtar}%

% Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits: Neha Desai
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian 

(ho, cheharaa hai yaa chaa.Nd khilaa hai
zulf ghanerii shaam hai kyaa ) \- 2
saagar jaisii aa.Nkho.n vaalii  
ye to bataa terA naam hai kyaa \threedots

tU kyA jaane terI khaatir 
kitanaa hai betaab ye dil 
tU kyA jaane dekh rahaa hai 
kaise kaise khvaab ye dil 
dil kahataa hai \threedots tU hai yahaa.N to
jaataa lamhaa tham jaaye
vaqt kA dariyaa bahate bahate 
is ma.njar me.n jam jaaye
tUne dIvaanaa dil ko banaayaa, 
is dil pe ilzaam hai kyA, 
saagar jaisii aa.Nkho.n vaalii, 
ye to bataa terA naam hai kyA 
cheharaa hai yaa \threedots

ho, aaj mai.n tujhase dUr sahii 
aur tU mujhase anjaan sahii \threedots
terA saath nahii.n paaU.n to 
gair terA aramaan sahii \threedots
ye aramaan hai.n shor nahii.n ho
khAmoshii ke mele ho.n 
is duniyA me.n koI nahii.n ho 
ham dono hii akele ho.n 
tere sapane dekh rahaa huu.N, 
aur meraa ab kaam hai kyA 
saagar jaisii aa.Nkho.n vaalii , 
ye to bataa terA naam hai kyA 

cheharaa hai yaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaane do naa paas aa_o naa}%
\film{Saagar}%
\year{1985}%
\starring{Rishi Kapoor, Dimple Kapadia, Kamalahasan}%
\singer{Asha, Shailendra Singh}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Javed Akhtar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12248 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

aa \:	jaane do naa
shai \:	e
	paas aa_o naa
aa \:	ho
	jaane do naa
shai \:	e
	paas aa_o naa
aa \:	chhu_o naa chhu_o naa mujhe
	chhu_o naa chhu_o naa dekho
	chhu_o naa chhu_o naa chhu_o naa
shai \:	o
	paas aa_o naa
aa \:	jaane do naa
shai \:	aa_o naa aa_o naa paas
	aa_o naa aa_o naa dekho
	aa_o naa aa_o naa aa_o naa
aa \:	ho
	jaane do naa
shai \:	paas aa_o naa

aa \:	uu.m
	huh
	chho.Do kalaa_ii dekho ro duu.Ngii \-2
	jaa_o mai.n tumase nahii.n boluu.Ngii
shai \:	maan bhii jaa_o merii baat sanam
	haatho.n me.n rahane do ye haath sanam
aa \:	chhu_o naa chhu_o naa mujhe
	chhu_o naa chhu_o naa dekho
	chhu_o naa
shai \:	paas aa_o naa
aa \:	jaane do naa

shai \:	pyaase ho.nTho.n kii jo kahaanii hai \-2
	paas aa ke tumhe.n sunaanii hai
aa \:	ye baate.n mai.n naa kar paa_uu.Ngii
	paas naa aanaa mar jaa_uu.Ngii
shai \:	aa_o naa aa_o naa paas
	aa_o naa aa_o naa dekho
	aa_o naa
aa \:	jaane do naa
shai \:	paas aa_o naa

aa \:	dil jaise karavaTe.n badalataa hai \-2
	meraa to saaraa tan jalataa hai
shai \:	aramaa.N jo dil me.n machalate hai.n
	tan yuu.Nhii jalate\-pighalate hai.n
aa \:	chhu_o naa chhu_o naa mujhe
	chhu_o naa chhu_o naa dekho
	chhu_o naa
shai \:	paas aa_o naa
aa \:	ho jaane do naa
shai \:	aa_o naa aa_o naa paas
	aa_o naa aa_o naa dekho
	aa_o naa aa_o naa aa_o naa
aa \:	o jaane do naa
shai \:	paas aa_o naa
aa \:	huu.N huu.N
shai \:	huu.N huu.N
aa \:	huu.N huu.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o maariyaa, o maariyaa}%
\film{Saagar}%
\year{1985}%
\starring{Rishi Kapoor, Dimple, Kamalahasan}%
\singer{S P Balasubramaniam, Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Javed Akhtar}%

% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

o maariyaa, o maariyaa, o maariyaa o ho o
o maariyaa, o maariyaa, o maariyaa ho ho ho ho
jaa.cnii jab bolaa thaa tujhase shaadii karegii mujhase
kaise kahaa thaa ye bataa
o maariyaa, o maariyaa   \threedots

##johnny## kii baato.n se dil dha.Dakaa to hogaa
sholaa thaa tan man me.n ek bha.Dakaa to hogaa

##o my darling## kah ke kyaa gale lagaayaa thaa
kyaa bolii thii tuu jab vo paas aayaa thaa,
mammii se puuchhuu.Ngii, kyaa aisaa bolii thii

khoii hu_ii thii jab tuu jaa.cnii kii baato.n me.n
sardii ke din the ya garmii kii raate.n?
thaamaa haath bhii thaa kyaa, apane haatho.n me.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saagar kinaare dil ye pukaare}%
\film{Saagar}%
\year{1985}%
\starring{Rishi Kapoor, Dimple Kapadia, Kamalahasan}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Javed Akhtar}%

% Contributor: Shweta Saxena
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

saagar kinaare dil ye pukaare
tuu jo nahii.n to meraa koii nahii.n hai
saagar kinaare   \threedots

jaage nazaare, jaagii havaa_e.n
jab pyaar jaagaa, jaagii fizaa_e.n
ho pal bhar ko dil kii duniyaa soyii nahii.n hai
saagar kinaare   \threedots

laharo.n pe naache.n, kiraNo.n kii pariyaa.N
mai.n kho_ii jaise, saagar me.n nadiyaa
ho tuu hii akelii to khoii nahii.n hai
saagar kinaare   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sach mere yaar hai, bas vahii pyaar hai}%
\film{Saagar}%
\year{1985}%
\starring{Rishi Kapoor, Dimple, Kamalahasan}%
\singer{S P Balasubramaniam}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Javed Akhtar}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

sach mere yaar hai, bas vahii pyaar hai
jisake badale me.n koii to pyaar de
baaqii bekaar hai, yaar mere   \threedots

jis haath me.n ik haath hai
us haath kii kyaa baat hai
kyaa ma.nzile.n, kyaa faasale
ik hamasafar gar saath hai
jisakii qisamat koii yuu.N sa.Nvaar de
vo hii diladaar hai, yaar mere   \threedots

jhuume zamii.n, jhuume gagan
tere liye ho ke magan
khilate rahe.n khushiyaa.N terii
mahakaa rahe dil kaa chaman
zi.ndagii tujhako aisii bahaar de
dil kii pukaar hai, yaar mere   \threedots

sunate them ham, ye zi.ndagii
Gam aur khushii kaa mel hai
hamako magar aayaa nazar
ye zi.ndagii vo khel hai
koii sab jiite sab koii haar de
apanii to haar hai, yaar mere   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
