% ISB File: SaajanBinaaSuhaagan_1978.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jiijaajii, jiijaajii, hone vaale jiijaajii}%
\film{Saajan Bin Suhaagan}%
\year{1978}%
\starring{Nutan, Rajendra Kumar, Shriram Lagoo, Vinod Mehra}%
\singer{Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur}%
\music{Usha Khanna}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: Reeta Sinha
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Credits: Neeraj Deshmukh

\printtitle
#indian

jiijaajii jiijaajii hone vaale jiijaajii
shaadii ke phere hai.n saat aur hamaarii sharte.n saat
tumako ho ma.nzuur agar tabhii milegaa diidii kaa haath
jiijaajii jiijaajii   \threedots

pahalii shart aapako bataa de.n
ki diidii khaanaa nahii.n pakaayegii
are isakii mujhe paravaah nahii.n
##hotel## se khaanaa ma.Nga luu.Ngaa

duusarii ye shart hai hamarii
ki nain kisii se nahii.n la.Daa_oge
are diivaanaa huu.N in naino kaa
in se mai.n nain la.Daa_uu.Ngaa
saalii o saaliijii hone vaalii saaliijii
jiijaajii jiijaajii hone vaale jiijaajii

tiisarii ye shart hai hamaarii
ki siidhe daftar se ghar aaoge
oy ghar ke sivaa jaana kaha.N
ghar me.n hii daftar banaa luu.Ngaa

aur chauthii shart hai hamaarii
ki diidii ko tum saarii kamaa_ii doge
na rakhuu.Ngaa mai.n kuchh apane liye
sab kuchh inhe.n mai.n de duu.Ngaa
saali o saaliijii hone vaaliisaaliijii
jiijaajii jiijaajii hone vaale jiijaajii

aur paa.Nchavii shart to suniye
diidii jab bhii ma_ike me.n jaayegii
to jaldii vaapas nahii.n bulaaoge
are ghar\-vaalii bin ghabaraayaa dil
to saaliijii tumako bulaa luu.Ngaa

chhaThii shart to suniye
diidii kii taariif me.n hameshaa
na_ii kavitaa roz sunaaoge
kavitaa merii na bhaayegii to
tulasii ke dohe sunaa duu.Ngaa

saatvii.n ye shart hai hamaarii
ki diidii bachche nahii.n khilaayegii
are diidii ko kashhT na duu.Ngaa kabhii
bachcho ko Kud hii sambhaaluu.Ngaa

merii bhii ek shart suniyejii
are bas, bas, bas
shaadii zaraa hone to do
jo bhii kahogii mai.n maanuu.Ngaa
biiviijii biiviijii hone vaalii biiviijii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaise jiit lete hai.n log dil kisii kaa}%
\film{Saajan Binaa Suhaagan}%
\year{1978}%
\starring{Nutan, Rajendar Kumar, Vinod Mehra, Padmini Kolhapuri}%
\singer{Rafi}%
\music{Usha Khanna}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

hu.n
kaise jiit lete hai.n log dil kisii kaa \-3
ko_ii to sikhaa de hame.n pyaar kaa saliikaa
kaise jiit lete hai.n log dil kisii kaa

koii mahabuubaa hamako chaahe
pyaar ke waade kar ke nibaahe.n
aa.Nkho.n me.n ye Kaab liye ham
saare jahaa.N me.n bhaTakaa kiye ham
haar re dil kii kamanasiibii
hamako dil milaa na kisii ruup kii kalii kaa

kaise jiit lete hai.n log dil kisii kaa \-2
ko_ii to sikhaa de hame.n pyaar kaa saliikaa
kaise jiit lete hai.n log dil kisii kaa

hamane na dekhaa zulfo.n kaa saawan
hamane na thaamaa koii daaman
le ke chale koii hamako wahaa.N par
rahate hai.n diladaar jahaa.n par
haar re dil kii kamanasiibii
hamako dil milaa na pataa yaar kii galii kaa

kaise jiit lete hai.n log dil kisii kaa \-2
ko_ii to sikhaa de hame.n pyaar kaa saliikaa
kaise jiit lete hai.n log dil kisii kaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{madhuban Kushbuu detaa hai}%
\film{Saajan Bin Suhaagan}%
\year{1978}%
\starring{Nutan, Rajendar Kumar, Vinod Mehra, Padmini Kolhapuri}%
\singer{Yesudas, Anuradha Paudwal}%
\music{Usha Khanna}%
\lyrics{Amit Khanna}%

% Contributor: Saba Taqi <sat@dev.urel.berkeley.edu>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 06/12/1996
% Credits: Balaji A.S. Murthy <fj076@cleveland.freenet.edu>
% Comments: 2 other solo versions by Yesudas and Usha Khanna

\printtitle
#indian

##Yashudas##
madhuban Kushabuu detaa hai, saagar saavan detaa hai
jiinaa usakaa jiinaa hai, jo auro.n ko jiivan detaa hai
madhuban Kushabuu detaa hai

suuraj na ban paae to, ban ke diipak jalataa chal \-2
phuul mile.n yaa a.Ngaare, sach kii raaho.n pe chalataa chal
sach kii raaho.n pe chalataa chal
pyaar dilo.n ko detaa hai, ashko.n ko daaman detaa hai
jiinaa usakaa jiinaa hai, jo auro.n ko jiivan detaa hai
madhuban Kushabuu detaa hai, saagar saavan detaa hai
madhuban Kushabuu detaa hai

chalatii hai laharaa ke pavan, ke saa.Ns sabhii kii chalatii rahe \-2
logo.n ne tyaag diye jiivan, ke priit dilo.n me.n palatii rahe
ke priit dilo.n me.n palatii rahe
dil vo dil hai jo auro.n ko, apanii dha.Dakan detaa hai
jiinaa usakaa jiinaa hai, jo auro.n ko jiivan detaa hai
madhuban Kushabuu detaa hai, saagar saavan detaa hai
madhuban Kushabuu detaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
