% ISB File: Saajan_1947.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ham ba.njaare sa.ng hamaare dhuum machaa le duniyaa}%
\film{Saajan}%
\year{1947}%
\starring{Ashok Kumar, Rehana, Ranjeet Kumari}%
\singer{Geeta, Rafi, Lalita Deolikar, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Moti}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ko:	aa.a
	ham ba.njaare
	ham ba.njaare sa.ng hamaare dhuum machaa le duniyaa
	hoy mauj u.Daa le duniyaa
	aa.a
	
ra:	apane pairo.n kii Thokar se raah banaa le
ko:	apane pairo.n kii Thokar se raah banaa le
	dhuum machaa le duniyaa
	hoy mauj u.Daa le duniyaa
	aa.a

ra:	ham hai.n mast ba.De alabele \-2
	nis\-din tuufaano.n se khele
	sardii\-Garmii tan par jhele
?:	nagar\-nagar me.n Dagar\-Dagar me.n
	jahaa.N\-jahaa.N jii chaahe gaa.Nv basaa le
ko:	jahaa.N\-jahaa.N jii chaahe gaa.Nv basaa le
	dhuum machaa le duniyaa
	hoy mauj u.Daa le duniyaa
	aa.a

gii:	merii ghaaT kii maDhayyaa
ra:	chaa.Ndii\-sone kii talayyaa
gii:	pyaaraa bachha.Daa pyaarii gayyaa
ra:	apanii duniyaa piiTh pe laade
	apanaa bojhaa apanaa kaa.Ndhe
?:	teraa jahaa.N\-jahaa.N jii chaahe ra.ng jamaa le
ko:	teraa jahaa.N\-jahaa.N jii chaahe ra.ng jamaa le
	dhuum machaa le duniyaa
	hoy mauj u.Daa le duniyaa
	aa.a

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kisako sunaaye.n ... hamako tumhaaraa hii aasaraa}%
\film{Saajan}%
\year{1947}%
\starring{Ashok Kumar, Rehana, Ranjeet Kumari}%
\singer{Rafi, Lalita Dewoolkar / Rafi}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Moti}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Credits: Urzung Khan

\printtitle
#indian

kisako sunaaye.n haal\-e\-dil
kisako dikhaaye.n dard\-e\-dil
tumako hii bas pahahaanatii
tum hamaare ho na ho

hamako tumhaaraa hii aasaraa
tum hamaare ho na ho
lab pe tumhaaraa hii naam hai
tum hamaare ho na ho
hamako tumhaaraa hii aasaraa

saazo.n me.n jab tak aavaaz hai
ham teraa hii giit gaaye.nge
ham terii priit nibhaaye.nge
tere hii dam se jii rahe
tum hamaare ho na ho
lab pe tumhaaraa hii naam hai
tum hamaare ho na ho
hamako tumhaaraa hii aasaraa

bolo mujhe tum javaab do
tumase hii meraa savaal hai
tere liye beqaraar jo
us se hii tuune ye kyaa kiyaa
qadamo.n pe tere hai.n mar rahe.n
tum hamaare ho na ho
lab pe tumhaaraa hii naam hai
tum hamaare ho na ho
hamako tumhaaraa hii aasaraa

% Rafi solo version

hamako tumhaaraa hii aasaraa
tum hamaare ho na ho
lab pe tumhaaraa hii naam hai
tum hamaare ho na ho
hamako tumhaaraa hii aasaraa

aa.nkho.n me.n kuchh muskuraa diyaa
ho.nTho.n ko bhii kuchh dabaa diyaa
mai.n ne jo puuchha savaal to
palako.n ko niiche jhukaa diyaa
duniyaa hii merii badal ga_ii
tum hamaare ho na ho

Dha.Dakan me.n tum ho basii huii
ta.Dpan me.n tum ho basii huii
lekin ham tum na mil sake
kaisii ye bebasii huii
aa.Nkho.n me.n jalataa charaaG hai
tum hamaare ho na ho \threedots

daulat nahii.n mujh ko chaahiye
aish aur isharat na chaahiye
dono.n jahaa.N ke muqaabale
terii muhabbat hii chaahiye
ham to tumahare hai.n ho chuke
tum hamaare ho na ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
