% ISB File: Saajan_1969.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{resham kii Dorii ho kahaa.N ja_iho}%
\film{Saajan}%
\year{1969}%
\starring{Manoj Kumar, Asha Parekh, Om Prakash}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ra:	resham kii Dorii hoy
	resham kii Dorii
	kahaa.N ja_iho ni.ndiyaa churaa ke chorii\-chorii
	resham kii Dorii hoy
	resham kii Dorii
	ho kahaa.N ja_iho ni.ndiyaa churaa ke chorii\-chorii
la:	resham kii Dorii haay
	resham kii Dorii
	kahaa.N jaa_uu.Ngii mai.n tuu hai chandaa mai.n chakorii

	piipal kii chhai.nyaa.N ho
	piipal kii chhai.nyaa.N
	ho terii\-merii ik ji.nda.Dii o mere sayyaa.N
	piipal kii chhai.nyaa.N ho
	piipal kii chhai.nyaa.N
ra:	o chho.Duu.N mai.n zamaanaa
	mai.n naa chho.Duu.N terii bayyaa.N
	piipal kii chhai.nyaa.N haay
	piipal kii chhai.nyaa.N

la:	iimalii ke buuTe ho
	iimalii ke buuTe
	kal kyuu.N na aaye mai.n na boluu.N jaao jhuuThe \-2
ra:	ba.Daa mazaa aaye mai.n manaauu.N aur tuu ruuThe
	aur tuu ruuThe
	koThe pe aarii haay
	koThe pe aarii
	tere naam kar duu.N jiyaa le aa paTawaarii
la:	kaisaa paTawaarii ho
	kaisaa paTawaarii
	ye tuu meraa mai.n terii ye to jaane duniyaa saarii
	kaisaa paTawaarii ho
	kaisaa paTawaarii

	parbat pe jharanaa ho
	parbat pe jharanaa
	koii sun legaa chupake\-chupake baate.n karanaa \-2
ra:	pyaar kiyaa to badanaamii se kyaa Daranaa
	kyaa Daranaa
la:	kurtaa malamal kaa ho
	kurtaa malamal kaa
	aaj to jaatii huu.N mai.n le\-le waadaa kal kaa
	kurtaa malamal kaa haay
	kurtaa malamal kaa
ra:	ho
	kal kaa bharosaa kyaa bharosaa nahii.n pal kaa
	kurtaa malamal kaa haay
	kurtaa malamal kaa

	ambar pe taare haay
	ambar pe taare
	jiine nahii.n de.nge tere nainaa kajaraare \-2
la:	jiinaa ho jise wo aaye kyuu.N priitam ke dwaare
	priitam ke dwaare
ra:	ki misarii kii Daliyaa.N haay
	misarii kii Daliyaa.N
	pyaar me.n kaa.NTe hai.n ziyaadaa tho.Dii kaliyaa.N
la:	misarii kii Daliyaa.N ho
	misarii kii Daliyaa.N
	ho kaa.NTe ho.n yaa kaliyaa.N pii kii galiyaa.N pii kii galiyaa.N
do:	hu.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saajan saajan pukaaruu.N galiyo.n me.n}%
\film{Saajan}%
\year{1969}%
\starring{Manoj Kumar, Asha Parekh,  Om Prakash}%
\singer{Rafi/ Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11109 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

saajan saajan pukaaruu.N galiyo.n me.n
kabhii phuulo.n me.n Dhuu.NDhuu.N kabhii kaliyo.n me.n
saajan saajan \threedots

aise ruuThaa hai bedardii kahaa naa maane
mere jii kii merii jaa.N kii qadar naa jaane
mai.n usii zulmii ke nainaa mastaane
kabhii phuulo.n me.n \threedots

bulabul samajhe hai phuulo.n kaa dil mastaanaa
bha.Nvare samajhe hai.n kaliyo.n se meraa yaaraanaa
mai.n to apanaa ruuThaa saajan diivaanaa
kabhii phuulo.n me.n \threedots

mujhase kahatii hai parvat pe kaalii ghaTaa chhaa\-chhaa ke
ho raamaa ha.Nsatii hai puurab se havaa aa\-aa ke
vo chhupaa hai dil me.n aur mai.n jaa\-jaa ke
kabhii phuulo.n me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
