% ISB File: Saarangaa_1960.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa jaa mere saathii aa jaa}%
\film{Saarangaa}%
\year{1960}%
\starring{Sudesh Kumar, Jaishri Gadkar, Neelofar, B M Vyas, Niranjan Sharma}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Sardar Malik}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

aa \:	( aa jaa mere saathii aa jaa
ra \:	aa jaa mere saathii aa jaa ) \-2

ra \:	yahii yahii jaaduu bharii 	miiThii miiThii taan
	jisako sun kar Dolate mere tan man praan
	kis muralii ne chhiin lii merii subah aur shaam
	raato.n kii ni.ndiyaa ga_ii din kaa gayaa aaraam

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{haa.N diivaanaa huu.N mai.n}% 
\film{Saarangaa}%
\year{1960}%
\starring{Mahipal}%
\singer{Mukesh}%
\music{Sardar Malik}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@ics.uci.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian 

haa.n dIvaanaa huu.N mai.n \- 2
Gam kA maaraa huA 
ik begaanaa huu.N mai.n 
haa.n dIvaanaa huu.N mai.n 

maa.Ngii khushiyaa.n magar Gam milaa pyaar me.n 
dard hii bhar diyaa dil ke har taar me.n 
aaj koI nahii.n meraa sa.nsaar me.n 
chho.D kar chal diye mujhako ma.njhadhaar me.n 
haay tiir\-e\-nazar kA nishaanaa huu.N mai.n 
haa.n dIvaanaa huu.N mai.n \threedots 

mai.n kisiikaa nahii.n koI meraa nahii.n 
is jahaa.N me.n kahii.n bhI baseraa nahii.n 
mere dil kA kahii.n bhI andheraa nahii.n 
mere is shaam kA hai saveraa nahii.n 
hAy bhUlaa huA ik fasaanaa huu.N mai.n 
haa.n dIvaanaa huu.N mai.n \threedots 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kin gha.Diyo.n mein priit lagaaii}%
\film{Saarangaa}%
\year{1960}%
\starring{Sudesh Kumar, Jaishri Gadkar, Neelofar, B M Vyas, Niranjan Sharma}%
\singer{Asha}%
\music{Sardar Malik}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: Deepak Sabnis
% Transliterator: Deepak Sabnis
% Date: 18 Jul 2004
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

kin gha.Diyo.n mein priit lagaaii, sehanii padii judaaii
bachapan kaa wo pyaar bhulaa do, main to huii paraaii

chalii re chalii re main to, des paraaaye
chalii re chalii re main to, des paraaaye
bhiigii bhiigii palako.n mein pyaar chhupaaye
chalii re chalii re main to.

jalaaye the jo diip, ab wo bujhaa do
jalaaye the jo diip, ab wo bujhaa do
mere pyaar kaa har nishaa.n tak mitaa do
sapanaa hii samajho, sapanaa hii samajho
jo sapane sajaaye
chalii re chalii re main to, des paraaaye
bhiigii bhiigii palako.n mein pyaar chhupaaye
chalii re chalii re main to.

huii aaj jhuuthii wo aapas kii kasamein
huii aaj jhuuthii wo aapas kii kasamein
karein haay kyaa ham, jo kisamat na bas mein
likhaa bhaag mein jo, likhaa bhaag mein jo
mite naa mitaaye
chalii re chalii re main to, des paraaaye
bhiigii bhiigii palako.n mein pyaar chhupaaye
chalii re chalii re main to.

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ko_ii ghar aayegaa pyaar jagaayegaa}%
\film{Saarangaa}%
\year{1960}%
\starring{Sudesh Kumar, Jaishri Gadkar, Neelofar, B M Vyas, Niranjan Sharma}%
\singer{Lata, Chorus}%
\music{Sardar Malik}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

la \:	ko_ii ghar aayegaa pyaar jagaayegaa \-2
ko \:	sach sach kah de kaun hai wo teraa kaun hai wo
la \:	haay mai.n kyaa kahuu.N, mai.n kyaa kahuu.N, mai.n kyaa kahuu.N
ko \:	haay haay haay
la \:	ko_ii ghar aayegaa pyaar jagaayegaa
ko \:	sach sach kah de kaun hai wo teraa kaun hai wo

ko \:	( aaj sakhii tohe sakhiyaa.N sataaye.n
	hamase bhii kyuu.N terii a.Nkhiyaa.N lajaaye.n ) \-2
la \:	pyaar kii ulajhan kyaa samajhaaye.n
	dil hii se puuchho ham kyaa bataaye.n
	a.Nkhiyaa.N milaayegaa, batiyaa.N banaayegaa \-2

ko \:	sach sach kah de kaun hai wo teraa kaun hai wo
la \:	haay mai.n kyaa kahuu.N, mai.n kyaa kahuu.N, mai.n kyaa kahuu.N
ko \:	haay haay haay
la \:	ko_ii ghar aayegaa pyaar jagaayegaa
ko \:	sach sach kah de kaun hai wo teraa kaun hai wo

ko \:	( kisake liye aise kaajal ghole
	kisake liye terii jhaa.Njhar bole ) \-2
la \:	ko_ii kyuu.N hamaaraa bhed TaTole
	priit kare wo tab mukh se bole
	chupake se aayegaa, chhup ke bulaayegaa \-2

ko \:	sach sach kah de kaun hai wo teraa kaun hai wo
la \:	haay mai.n kyaa kahuu.N, mai.n kyaa kahuu.N, mai.n kyaa kahuu.N
ko \:	haay haay haay
la \:	ko_ii ghar aayegaa pyaar jagaayegaa
ko \:	sach sach kah de kaun hai wo teraa kaun hai wo

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{lagii tumase lagan saathii chhuuTe na}%
\film{Saranga}%
\year{1960}%
\starring{}%
\singer{Lata, Mukesh}%
\music{Sardar Malik}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

lagii tumase lagan saathii chhuuTe na
naataa janam janam kaa TuuTe na

chaahe qisamat hamako Thukaraaye
chaahe duniyaa dushaman ban jaaye
chaahe sab ruuTh jaaye
lagii tumase lagan   \threedots

ye priit ke hai.n naazuk dhaage
duniyaa kii nazar na lage
koii pyaar hamaaraa luuTe na
lagii tumase lagan   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saajan ye mat jaaniyo ... piyaa kaise miluu.N tumase}%
\film{Saarangaa}%
\year{1960}%
\starring{Sudesh Kumar, Jaishri Gadkar, Neelofar, B M Vyas, Niranjan Sharma}%
\singer{Lata, Rafi}%
\music{Sardar Malik}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10359 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	saajan ye mat jaaniyo
	piyaa kaise miluu.N tumase mere paa.Nv pa.Dii za.njiir
	hR^iday me.n agni sulage nainan se barase niir
	mere paa.Nv pa.Dii za.njiir
ra  \:	duniyaa se hai kyaa shikavaa merii ruuTh ga_ii taqadiir
	laakh jatan kar haar gayaa suujhe na ko_ii tadabiir
	merii ruuTh ga_ii taqadiir
la \:	piyaa kaise miluu.N \threedots
ra  \:	duniyaa se hai kyaa \threedots

la \:	kaise duur karuu.N ye duurii samajh nahii.n mai.n paatii jii \-2
	jo mai.n hotii ban kii chi.Diyaa pa.nkh lagaa u.D aatii
	u.Dane lagii thii u.D na sakii qismat ne maaraa tiir
	piyaa kaise miluu.N \threedots
ra  \:	duniyaa se hai kyaa \threedots

ra  \:	phuul mile kam kaa.NTe zyaadaa biij ye kaisaa boyaa jii o
la  \:	maalik tere jag me.n jisane pyaar kiyaa vo royaa
	aa.Nsuu ke ra.ngo.n me.n ra.ng Daalii pyaar kii ye tasviir
la \:	piyaa kaise miluu.N \threedots
ra  \:	duniyaa se hai kyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saara.ngaa terii yaad me.n, nain hue bechain}% 
\film{Saranga}%
\year{1960}%
\starring{}%
\singer{Mukesh / Rafi}%
\music{Sardar Malik}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor:  Sunil Banwari (sbanwari@pdx167.intel.com)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Credits: U V Ravindra

\printtitle 
#indian

saara.ngaa terI yaad me.n nain hue bechain 
madhur tumhaare milan binaa 
din kaTate nahii.n rain, ho~
saara.ngaa terI yaad me.n \threedots

vo ambuvaa kA jhuulanaa, vo pIpal kii chhaa.Nv
ghuu.NghaT me.n jab chaa.Nd thA, meha.ndii lagI thI paa.nv
ho, (aaj uja.Dake rah gayaa \- 2)
vo sapano.n kA gaa.Nv, ho \threedots
saara.ngaa terI yaad me.n \threedots

sa.ng tumhaare do gha.Dii, bIt gaye jo pal 
jal bharake mere nain me.n, aaj hue ojhal 
ho, (sukh leke duHkh de gayii.n \-2)
do akhiyA.N cha.nchal, ho \threedots
saara.ngaa terI yaad me.n \threedots

% Rafi version

saara.ngaa terii yaad me.n nain hue bechain
madhur tumhaare milan binaa din kaTate nahii.n rain

madhuban ke madhuku.nj me.n chalat birahaa samiir
baaT takuu.N terii mai.n priye jal jamunaa ke tiir

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saath jiye.nge ... naa jaa mere saathii naa jaa}%
\film{Saarangaa}%
\year{1960}%
\starring{Sudesh Kumar, Jaishri Gadkar, Neelofar, B M Vyas, Niranjan Sharma}%
\singer{Rafi, Chorus}%
\music{Sardar Malik}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

ra \:	saath jiye.nge saath mare.nge
	ye waadaa kyuu.N to.D diyaa
	Kud to tum chal pa.De akele
	hame.n raah me.n chho.D diyaa

	naa jaa mere saathii naa jaa \-3

	aisii ek aag jagegii \-2
	duniyaa shamashaan lagegii
	taare a.ngaare ho.nge
	dharatii kii ruuh jalegii
	phuul kaa ra.ng u.Degaa
	ambar kaa chaa.Nd chhupegaa
	tere bin jiivan saathii
	jiiwan kaa diip bujhegaa

	naa jaa mere saathii naa jaa \-3

	aisaa tuufaan uThegaa \-2
	ghan ghan baadal garajegaa
	ka.D ka.D bijalii ka.Dakegii
	saaraa sansaar jalegaa
	ye dil ab zahar piyegaa
	tere bin kaun jiyegaa
	TuuTaa jab jiiwan dhaagaa
	kaise ko_ii zaKm siyegaa

	naa jaa mere saathii naa jaa \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
