% ISB File: SaasBhiKabhiBahuThi_1970.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{le lo chuu.Diyaa.N jii}%
\film{Saas Bhi Kabhi Bahu Thi}%
\year{1970}%
\starring{Leena Chandavarkar, Sanjay Khan, Shashikala, Om Prakash}%
\singer{Kishor, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Rajindra Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11144 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	le lo chuu.Diyaa.N jii le lo chuu.Diyaa.N
	niilii piilii laal harii aasamaanii
	le lo chuu.Diyaa.N jii le lo chuu.Diyaa.N
	are niilii\-niilii piilii\-piilii laal harii aasamaanii

la \:	de do chuu.Diyaa.N jii de do chuu.Diyaa.N
	ke suunii hai kalaa_ii merii Dol jaanii

ki \:	dekho ye chuu.Dii vaalaa hai dilavaalaa
	pyaar kaa rasiyaa hai ba.Daa matavaalaa \-2
	( rahiyo bachake ) \-3 ruup kii o raanii
	le lo chuu.Diyaa.N \threedots

la \:	tere li_e hii maine sun chuu.Dii vaale
ki \:	o sunaa ku.Diye
la \:	ab tak Daale rakhe dil par taale
ki \:	o_e qurabaan jaa_uu.N re
la \:	tere li_e hii maine sun chuu.Dii vaale
	ab tak Daale rakhe dil par taale
	( terii\-merii ) \-3 dostii hai kitanii puraanii
	de do chuu.Diyaa.N \threedots
ki \:	le le le le le le le e_ii
	le lo chuu.Diyaa.N \threedots

	dekhii na aisii kabhii naram kalaa_ii
la \:	haath lagaayaa zaraa aur murajhaa_ii
	haay mai.n to huu.N chhu_ii\-mu_ii kumhalaa jaa_uu.Ngii
	Dhuu.NDhoge jag saaraa haath na aa_uu.Ngii
ki \:	( chhup na sakegii ) \-3 pyaar kii nishaanii
	le lo chuu.Diyaa.N
la \:	aa haa
ki \:	jii le lo chuu.Diyaa.N \threedots
la \:	o ho
ki \:	are niilii piilii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{suno jii tum, tum ba.De wo ho}%
\film{Saas Bhi Kabhi Bahu Thi}%
\year{1970}%
\starring{Leena Chandavarkar, Sanjay Khan, Shashikala, Om Prakash}%
\singer{Suman Kalyanpur, Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor:  Shalini Razdan
% Transliterator:  Surajit A. Bose
% Date: February 16, 2002
% Comments: GEETanjali series

\printtitle
#indian

suman:  haa.N
kishor: kyaa?

suman: (suno jii tum
ho tum ba.De wo ho) \- 2
tumasaa dekhaa naa hamane diiwaanaa koii

kishor: (chalo maanaa
ho ham ba.De wo hai.n) \- 2
ham bure yaa bhale aap hii ke to hai.n

suman: suno jii tum \threedots

suman: aisii baat banaate ho
jaan merii le jaate ho
ab tumase kaun la.De
raat ko nii.nd churaate ho
din ko Kwaab dikhaate ho
ab tumase kaun la.De

kishor: (dekho jii dekho
ham pe naa aisaa dosh dharo) \- 2

suman: suno jii tum \threedots

kishor: chalo maanaa \threedots

kishor: saamane jab aa jaatii ho
aa.Nkho.n par chhaa jaatii ho
o merii jaan\-e\-bahaar
dil meraa kho jaataa hai
paagal saa ho jaataa hai
o merii jaan\-e\-bahar

suman: (jaao jii jaao
ham se naa aisii baat karo) \- 2

kishor: chalo maanaa \threedots
suman: suno jii tum \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
