% ISB File: Saawan_1959.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bhiigaa\-bhiigaa pyaar kaa samaa.N}%
\film{Saawan}%
\year{1959}%
\starring{Bharat Bhushan, Ameeta, Jivan, Achala Sachdev, Helen, Tuntun, Leela Misra}%
\singer{Rafi, Shamshad}%
\music{Hansraj Behl}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10215 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	bhiigaa\-bhiigaa pyaar kaa samaa.N
	bataa de tujhe jaanaa hai kahaa.N bali_e bataa de tujhe jaanaa hai kahaa.N
sha \:	chaluu.Ngii tuu le chale jahaa.N
	ki tere binaa jaanaa hai kahaa.N baliyaa ki tere binaa jaanaa hai kahaa.N

ra \:	soch samajh le ba.Dii mushkil hai pyaar kii raaho.n me.n \-2
sha \:	mujhe Dar kaisaa merii duniyaa hai piyaa terii baa.Nho.n me.n \-2
	tum sa.ng jo.Dii priit kii Dorii mai.n to hu_ii terii sajanaa
	ki tere binaa jaanaa hai \threedots

ra \:	mu.D ke na dekhe.n kabhii dilavaale chho.Dii hu_ii ma.nzil ko \-2
sha \:	chal hii di_e to rukanaa kaisaa ab jo ho so ho \-2
	tuu hai merii kaayaa mai.n huu.N terii chhaayaa jahaa.N tuu hai mai.n bhii huu.N vahaa.N
	ki tere binaa jaanaa hai \threedots
do \:	bhiigaa\-bhiigaa pyaar kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dekho binaa saavan baras rahii badalii}%
\film{Saawan}%
\year{1959}%
\starring{Bharat Bhushan, Ameeta, Jivan, Achala Sachdev, Helen, Tuntun, Leela Misra}%
\singer{Rafi}%
\music{Hansraj Behl}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10216 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

dekho binaa saavan baras rahii badalii \-2
piyaa ke daras ko taras rahii badalii
dekho binaa saavan \threedots

pii bin duniyaa suunii ho ga_ii man kii pii.Daa duunii ho ga_ii
sau Gam jaage qismat so ga_ii chhalak rahii nainan kii gagarii
dekho binaa saavan \threedots

rah ga_ii birahan haar pirotii TuuTe sapane bikhare motii
bichha.D Ga_ii diipak se jyoti uja.D ga_ii re man kii nagarii
dekho binaa saavan \threedots

is duniyaa ne pyaar hai chhiinaa rah gayaa ab to aa.Nsuu piinaa
duur sajan se ab kyaa jiinaa chho.D de ab to duniyaa pagalii
dekho binaa saavan \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nain dvaar se man me.n vo aa ke}%
\film{Saawan}%
\year{1959}%
\starring{Bharat Bhushan, Ameeta, Jivan, Achala Sachdev, Helen, Tuntun, Leela Misra}%
\singer{Mukesh, Lata/ Lata}%
\music{Hansraj Behl}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10214 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mu \:	nain dvaar se man me.n vo aake tan me.n aag lagaa_e \-2
la \:	haay rasiyaa haay re
	ko_ii chhaliyaa chhal ki_e jaa_e
	jiyaraa li_e jaa_e chain nahii.n aa_e
	haay ko_ii chhaliyaa chhal \threedots
mu \:	nain dvaar se man me.n \threedots

	nain rasiile chaa.Nd saa mukha.Daa sundar ruup suhaanaa
	par bedardii dard na samajhe jaane bas ta.Dapaanaa
	phir bhii man ta.Dapaane vaalaa man kaa miit kahaa_e
la \:	haay rasiyaa haay re \threedots

mu \:	jab vo aa_e lekar aa_e din me.n chaa.Nd sitaare
	jab vo jaa_e lekar jaa_e sab aramaan hamaare
la \:	haay rasiyaa haay re \threedots

la \:	haay jii ik chhaliyaa
ko \:	kaun teraa rasiyaa jo dil li_e jaa_e
la \:	haay jii ik chhaliyaa jo man ko bhaa_e
ko \:	jiyaraa li_e jaa_e \-3
la \:	haay rii ko_ii chhaliyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
