% ISB File: Saaz_1996.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{baadal chaa.Ndii barasaaye runajhun runajhun}%
\film{Saaz}%
\year{1996}%
\starring{}%
\singer{Devaki Pandit, Jyotsna Hardikar}%
\music{Bhupen Hazarika}%
\lyrics{Javed Akhtar}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

baadal chaa.Ndii barasaaye runajhun runajhun
buu.Ndo.n ke saaz bajaaye runajhun runajhun
paanii apanii paayal dharatii par jhanakaaye runajhun runajhun

paapii hai papiihaa dekho shor kare ban me.n
huuq sii uThe siine me.n aag lage man me.n
pagalii puravaa_ii gaaye runajhun runajhun
bhiige aur naache jaaye runajhun runajhun
paanii apanii paayal dharatii par   \threedots

bagiyaa me.n bha.Nvare aaye pe.Do par bha.Nvare aaye
Daalii par chi.Dyaa.N aayii.n laharo.n me.n lahare.n aaye
jaare kaagaa jaake kahade tuu mere saajan se
sab aaye ab tuu bhii aajaa aa mil jaa birahan se
barakhaa har din aa jaaye, har din bas ye doharaaye
paanii apanii paayal dharatii par   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{laharaayaa tira.ngaa ... aaj ham raushan kare.nge}%
\film{Saaz}%
\year{1996}%
\starring{}%
\singer{Devaki Pandit}%
\music{Rajkamal}%
\lyrics{Javed Akhtar}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

laharaayaa tira.ngaa man ke himaalay se
utarii hai naye ujaale kii ga.ngaa
laharaayaa tira.ngaa

aaj ham raushan kare.nge prem ke laakho.n diye
aaj se ham sab rahe.nge pyaar kaa amR^it piye

aaj se ham sab jiye.nge
ek duuje ke liye
qasam khaate hai.n ye
ham hameshaa hii rahegaa
jo hogaa aaj sa.ngam
qasam khaate hai.n ye ham
aaj ham raushan kare.nge   \threedots

aaj se har Daal par
kaliyaa.N khile.ngii pyaar kii
aaj se hogii dilo.n me.n
baat is iqaraar kii
aaj se diivaar nafarat kii
na uThane paayegii
aaj se bas aavaaz yahii aayegii
aaj ham raushan kare.nge   \threedots

aaj se aane na de.nge
ham dilo.n me.n duuriyaa.N
aaj se hamako miTaane hai.n
Gam aur majabuuriyaa.N
aaj se laaye.nge har
jiivan me.n ik musakaan ham
aaj se aisaa banaaye.nge
ye hindustaan ham
aaj ham raushan kare.nge   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
