% ISB File: SabzBaagh_1951.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{apanii tasaviir se kah do hame.n dekhaa na kare}%
\film{Sabz Baagh}%
\year{1951}%
\starring{Nimmi, Shekhar, Suraiyya Chaudhary, Kamal Kapoor, Pran, Cukoo}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Vinod}%
\lyrics{Aziz Kashmiri}%

% Contributor: <Urzung Khan>, 12/3/3

\printtitle
#indian

rafi: apanii tasaviir se kah do hame.n dekhaa na kare
 apanii tasaviir se kah do hame.n dekhaa na kare

asha: ham tamaashaa nahii.n
  ham tamaashaa nahii.n ham se ye tamaashaa na kare
rafi: apanii tasaviir se kah do hame.n dekhaa na kare

rafi: dekhane waalo.n se ho.a.a
 dekhane waalo.n se kahatii hai ki ham marate hai.n
   dekhane waalo.n se kahatii hai ki ham marate hai.n
   payaar karanaa hai, ajii haa.N
   payaar karanaa hai to phir payaar kaa charachaa na kare
asha: ham tamaashaa nahii.n
  ham tamaashaa nahii.n ham se ye tamaashaa na kare
rafi: apanii tasaviir se kah do hame.n dekhaa na kare

asha: saath jaatii hai nazar is kii jidhar jaate hai.n
   saath jaatii hai nazar ho.a.a
saath jaatii hai nazar is kii jidhar jaate hai.n
   saath jaatii hai nazar is kii jidhar jaate hai.n
   tirchhii nazaro.n se, ajii haa.N
  tirchhii nazaro.n se hame.n dekh ke chhe.Daa na kare
rafi: ham tamaashaa nahii.n
  ham tamaashaa nahii.n ham se ye tamaashaa na kare
 apanii tasaviir se kah do hame.n dekhaa na kare

rafi: jaate jaate kabhii ho.a.a
jaate jaate kabhii dekhe.n to hame.n kahatii hai
   jaate jaate kabhii dekhe.n to hame.n kahatii hai
   bin bulaae koii, ajii haa.N
 bin bulaae koii aa.Nkho.n me.n samaayaa na kare
asha: ham tamaashaa nahii.n
  ham tamaashaa nahii.n ham se ye tamaashaa na kare

both: apanii tasaviir se kah do hame.n dekhaa na kare

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere dil ke ta.Dapane kaa tamaashaa}%
\film{Sabz Baagh}%
\year{1951}%
\starring{Nimmi, Shekhar, Suraiyya Chaudhary, Kamal Kapoor, Pran, Cukoo}%
\singer{Lata}%
\music{Vinod}%
\lyrics{Aziz Kashmiri}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11391 [V S Rawat]
% Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #99 under Geetanjali #89

\printtitle
#indian

mere dil ke ta.Dapane kaa tamaashaa dekhane vaale
tujhe kyaa mil gayaa meraa ta.Dapanaa dekhane vaale

merii naakaamiyo.n par muskuraa le jitanaa jii chaahe
merii Kushiyo.n kii bastii kaa uja.Danaa dekhane vaale

hazaaro.n hasarate.n le kar terii mahafil se jaate hai.n
sahaaraa de ke dil ko besahaaraa dekhane vaale

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
