% ISB File: SachchaJhootha_1970.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dil ko dekho ... dil sachchaa aur cheharaa jhuuThaa}%
\film{Sachcha Jhootha}%
\year{1970}%
\starring{Rajesh Khanna, Mumtaz}%
\singer{Kishore}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Indeevar}%

% Transliterator: Arati Deo (arati@rice.edu)
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

dil ko dekho, cheharaa na dekho
chehare ne laakho.n ko luuTaa
haa.N, dil sachchaa aur cheharaa jhuuThaa, 
dil sachchaa aur cheharaa jhuuThaa

jo apanii sachchii suurat dikhaa de.n, aise nahii.n duniyaavaale
sab ne hii apane cheharo.n ke aage, jhuuTh ke parade hai.n Daale
miiThii hoTho.n pe baat, dil me.n rahatii hai khaat
dil kaa ho.nTho.n se naataa hii jhuuThaa
haa.N, dil sachchaa aur cheharaa jhuuThaa, 
dil sachchaa aur cheharaa jhuuThaa

tan se to aazaad ham ho gaye hai.n, man se ga_ii naa gulaamii
paradeshii bhaashhaa aur veshh ko hii, dete hai.n ab tak salaamii
bhuulakar apanaa ra.ng, siikhe auro.n kaa Dha.ng
apanepan kaa chalan hamase chhuuTaa
haa.N, dil sachchaa aur cheharaa jhuuThaa,
dil sachchaa aur cheharaa jhuuThaa

marzii tumhaarii tum kuchh bhii samajho, jo ham hai.n vo ham hii jaane
ra.ng ruup dekhe.n to dekhe.n zamaanaa, ham pyaar ke hai.n dIvaane
puuje dhan ko sa.nsaar, hame man se hai pyaar
dhan kisii baat par hamase ruuThaa
haa.N, dil sachchaa aur cheharaa jhuuThaa,
dil sachchaa aur cheharaa jhuuThaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii pyaarii bahaniyaa banegii dulhaniyaa}%
\film{Sachcha Jhootha}%
\year{1970}%
\starring{Rajesh Khanna, Mumtaz}%
\singer{Kishor}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11130 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

merii pyaarii bahaniyaa banegii dulhaniyaa
sajake aa_e.Nge duulhe raajaa o
bhaiyaa raajaa bajaa_egaa baajaa \-2

apane pasiine ko motii kar duu.Ngaa
motiyo.n se bahanaa kii maa.Ng bhar duu.Ngaa
aa_egii baaraat dekhegii saarii duniyaa
ho.nge laakho.n me.n ek duulhe raajaa
bhaiyaa raajaa \threedots

solah si.ngaar merii bahinaa karegii
Tiikaa cha.Dhegaa aur haldii lagegii
bahanaa ke ho.nTho.n pe jhuulegii nathaniyaa \-2
aur jhuume.nge duulhe raajaa
bhaiyaa raajaa \threedots

sej pe baiThegii vo Dolii pe chalegii
dharatii pe bahanaa raanii paa.Nv na dharegii
palako.n kii paalakii me.n bahanaa ko biThaa ke
le jaa_e.Nge duulhe raajaa
bhaiyaa raajaa \threedots

sajanaa ke ghar chalii jaa_egii jo bahanaa
ho.nTh ha.Nse.nge mere ro_e.Nge ye nainaa
rakhiyaa ke roz raanii bahanaa ko bulaa_uu.Ngaa \-2
le ke aa_e.Nge duulhe raajaa
bhaiyaa raajaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o o kah do kah do haa.N tum jo kah do}%
\film{Sachcha Jhootha}%
\year{1970}%
\starring{Rajesh Khanna, Mumtaz}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11131 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

o o kah do kah do haa.N tum jo kah do
pyaar kii har tamannaa javaa.N kar le.n

o o kah do kah do haa.N tum jo kah do
pyar kaa ham tarannum javaa.N kar le.n \-2
o kah do \threedots

tum to ho sholaa\-badan tum bhii kuchh kam nahii.n
tum ho gul mai.n chaman ab ko_ii Gam nahii.n
isase pahale ki bijalii gire pyaar par \-2
pyaar kaa ham muqaddar javaa.N kar le.n \-2
o kah do \threedots

paas aa_e ho kyo.n terii aavaaz pe \-2
dil diyaa hamako kyuu.N tere andaaz pe
ye adaa_e.N ye shoKii sharaarat bharii
pyaar kii sharaarat ham javaa.N kar le.n \-2
o kah do \threedots

kaun hai.n ham tere dil ke mehamaan ho \-2
nahii.n qaabil tere phir bhii aramaan ho
ab to tere binaa jiinaa mushqil hu_aa
pyaar kaa ham dastuur javaa.N kar le.n \-2
o kah do \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yuu.Nhii tum mujhase baat karatii ho}%
\film{Sachcha Jhootha}%
\year{1970}%
\starring{Rajesh Khanna, Mumtaz, Vinod Khanna}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Indeevar}%

% Credits: Sujatha Nagarajan (sujatha@nu.cs.fsu.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
%          Shashikant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%         Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Fri Jan 26, 1996

\printtitle
#indian

ra: yuu.Nhii tum mujhase baat karatii ho
    yaa koii pyaar kaa iraadaa hai
la: adaae.n dil kii jaanataa hii nahii.n
    meraa hamadam bhii kitanaa saadaa hai

ra: roz aatii ho tum Kayaalo.n me.n	(2)
    zi.ndagii me.n bhii merii aa jaao
    biit jaae na ye savaalo.n me.n
    is javaanii pe kuchh taras khaao
la: haal\-e\-dil samajho sanam	(2)
    mu.Nh se na kahe.nge ham
    hamaarii bhii koii maryaadaa hai, yuu.Nhii tum\threedots

ra: ban ga_ii ho merii sadaa ke liye
    yaa mujhe yuu.N hii tum banaatii ho
la: kahii.n baaho.n me.n na bhar luu.N tumako
    kyo.n mere hausale ba.Dhaatii ho
ra: hausale aur karo, faasale duur karo
    paas aate na Daro
    dil na to.De.nge apanaa vaadaa hai, yuu.Nhii tum\threedots

ra: bholepan me.n hai vafaa kii khushabuu
    isape sab kuchh na kyuu.N luTaauu.N mai.n
la: meraa betaab dil ye kahataa hai
    tere saae se lipaT jaauu.N mai.n
ra: mujhase ye mel teraa   (2)
    na ho ik khel teraa
    ye karam mujhape kuchh ziyaadaa hai, yuu.Nhii tum\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
