% ISB File: Sagaai_1951.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##daddy## jii merii ##mummy## ko sataanaa nahii.n achchhaa}%
\film{Sagaii}%
\year{1951}%
\starring{Premnath, Gope, Yakub, Rehana, Vijayalaxmi, Hira Lal, Cuckoo}%
\music{C Ramchandra}%
\singer{Lata, chorus}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor:Aashish Thakker
% Transliterator:Aashish Thakker
% Date:10 October 2001

\printtitle
#indian

##daddyy## jii ho ##daddyy## jii 
##daddyy## jii 
merii ##mummy## ko sataanaa nahii.n achchhaa \-2
sataanaa rulaanaa jalaanaa nahii.n achchhaa
ho ##daddyy## jii 
merii ##mummy## ko sataanaa nahii.n achchhaa \-2

din bhar me.n tum pii jaate ho ##cigarette## ke do ##tin##
kabhii raso_ii me.n bhii dekho baratan hai.n kul tiin
dekho jii 
ghar ko aag lagaanaa nahii.n achchhaa \-2
sataanaa rulaanaa \threedots

subah savere aaTh baje tum ghar se dafatar jaate
shyaam ko chhuTTii hotii hai ghar aadhii raat ko aate
dekho jii 
itanii der se aanaa nahii.n achchhaa \-2
sataanaa rulaanaa \threedots

biivii ghar me.n chulhaa phuu.nke nanhaa shor machaaye
baap hamaaraa baap re baap ##club## me.n naache gaaye
dekho jii
biivii bachcho.n ko bhulaanaa nahii.n achchhaa \-2
sataanaa rulaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek din laahor kii ThaNDii sa.Dak ... tabiiyat saaf ho gayii}%
\film{Sagaai}%
\year{1951}%
\starring{Premnath, Gope, Yakub, Rehana, Vijayalaxmi, Hira Lal, Cuckoo}%
\singer{Shamshad, Rafi, Chitalkar, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

chi \:	ek din laahor kii ThaNDii sa.Dak par shaam ko
	jaa rahe the saa_ikal par ham zaruurii kaam ko
ra \: ajii saamane se aa rahii thii.n bulabulo.n kii Toliyaa.N
	rok kar saa_ikal lage ham sunane miiThii boliyaa.N

uTh terii
ra \:	biga.D ga_ii banate\-banate baat
chi \:	hu_ii wo juuto.n kii barasaat
	tabiiyat saaf ho gayii, saaf
ko \:	tabiiyat saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf
	tabiiyat saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf

	biga.D ga_ii banate\-banate baat
	hu_ii wo juuto.n kii barasaat
	tabiiyat saaf ho gayii, saaf

gii \:	chale the karane kaarobaar
	sa.Dak par kar baiThe kyo.n pyaar
ra \:	ho gayaa pal bhar me.n ye haal
ko \:	ke u.D gaye sar ke saare baal \-2
	tabiiyat saaf ho gayii, saaf
	tabiiyat saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf
	tabiiyat saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf
	biga.D ga_ii banate\-banate baat
	hu_ii wo juuto.n kii barasaat
	tabiiyat saaf ho gayii, saaf

chi \:	milaa ye ulafat kaa iinaam \-2
ra \:	ho gaye ghar\-ghar me.n badanaam \-2
gii \:	gaye the ban ke ye gulafaam
	vaapis aaye ghuTanaa thaam
	ye vaapis aaye ghuTanaa thaam
ko \:	tabiiyat saaf ho gayii, saaf
	tabiiyat saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf
	tabiiyat saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf
	biga.D ga_ii banate\-banate baat
	hu_ii wo juuto.n kii barasaat
	tabiiyat saaf ho gayii, saaf

gii \:	kahuu.N mai.n ek pate kii baat \-2
	ye zaalim dil hai ba.Daa badazaat \-2
chi \:	isii dil kii thii karatuut
ko \:	isii ne pa.Davaaye hai.n juut \-2
	tabiiyat saaf ho gayii, saaf
	tabiiyat saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf
	tabiiyat saaf ho gayii, saaf ho gayii, saaf
	biga.D ga_ii banate\-banate baat
	hu_ii wo juuto.n kii barasaat
	tabiiyat saaf ho gayii, saaf

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham hai.n yahaa.N ... qisamat kaa likhaa ho kar rahegaa}%
\film{Sagaai}%
\year{1951}%
\starring{Premnath, Gope, Yakub, Rehana, Vijayalaxmi, Hira Lal, Cuckoo}%
\singer{Lata, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

la \:	ham hai.n yahaa.N, dil saajan ke paas hai
	aa.Nkho.n me.n Dol rahii milane kii aas hai

	aa.Nkho.n se jo bhii aa.Nsuu bahegaa, yahii kahegaa
	qisamat kaa likhaa ho kar rahegaa \-2

ko \:	aa.Nkho.n se jo bhii aa.Nsuu bahegaa, yahii kahegaa
	qisamat kaa likhaa ho kar rahegaa \-2

la \:	( kahate hai.n tujhase ye bulabul ke naale
	o saiyaad chaahe jitanaa sataa le ) \-2
	tere sitam dil ha.Ns ke sahegaa, aur ye kahegaa

ko \:	qisamat kaa likhaa ho kar rahegaa \-2
	aa.Nkho.n se jo bhii aa.Nsuu bahegaa, yahii kahegaa
	qisamat kaa likhaa ho kar rahegaa \-2

la \:	( aazaadiyaa.N merii lenii hai le le
	qaid\-e\-Gulaamii denii hai de de ) \-2
	jisakaa hai ye dil usakaa rahegaa, tujhase kahegaa

ko \:	qisamat kaa likhaa ho kar rahegaa \-2
	aa.Nkho.n se jo bhii aa.Nsuu bahegaa, yahii kahegaa
	qisamat kaa likhaa ho kar rahegaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hasiino.n kii gaa.Dii me.n ... muhabbat jataa ke}%
\film{Sagai}%
\year{1951}%
\starring{Premnath, Gope, Yakub, Rehana, Vijayalaxmi, Hira Lal, Cuckoo}%
\music{C Ramchandra}%
\singer{Rafi, Chitalkar}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Aashish Thakker
% Transliterator: Aashish Thakker
% Date: 8 October 2001

\printtitle
#indian

hasiino.n kii gaa.Dii me.n aashiq kaa gho.Daa
bedard kismat ke haatho.n ne jodaa

{muhabbat jataa ke aa.Nkhe.n la.Daa ke
 chale aa rahe hai.n hajaamat karaa ke, hoy!
 chale aa rahe hai.n hajaamat karaa ke} \-2

kahaa mai.n ne us se muhabbat karuu.Ngaa
tumhaare liye hii jiyuu.Ngaa maruu.Ngaa
ho jiyuu.Ngaa maruu.Ngaa
faTaafaT diyaa haay re
faTaafaT diyaa ek chaa.NTaa jamaa ke
chale aa rahe hai.n hajaamat karaa ke\threedots

{kahaa mai.n ne dil ko hathelii pe rakh ke
 ye anamol motii hai le lo parakh ke
 ji le lo parakh ke} \-2
vo chalate bane
 - achchhaa ji?
chalate bane dil ko Thokar lagaa ke
chale aa rahe \threedots

kahaa thaa buzurgo.n ne dil naa lagaanaa jii dil na lagaanaa
jii dil na lagaanaa
muhabbat kii garmii se daaman bachaanaa
ho daaman bachaanaa ho daaman bachaanaa
magar ab to baiThe 
magar ab to baiThe hai.n daaman jalaa ke
chale aa rahe \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{marate ko maare duniyaa ... jhukatii hai duniyaa}%
\film{Sagaai}%
\year{1951}%
\starring{Premnath, Gope, Yakub, Rehana, Vijayalaxmi, Hira Lal, Cuckoo}%
\singer{Lata, Rafi, Chitalkar, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

la \:	marate ko maare duniyaa
	waah rii duniyaa, waah rii duniyaa
	aka.De kamazoro.n ke aage
	taaqat waalo.n se ye bhaage

ko \:	jhukatii hai duniyaa jhukaane waalaa chaahiye \-2
la \:	jhukatii hai duniyaa jhukaane waalaa chaahiye
	jhukaane waalaa chaahiye
ko \:	jhukatii hai duniyaa jhukaane waalaa chaahiye \-2
	jhukaane waalaa chaahiye \-2

ra \:	piyo duudh khaa_o ghii, duniyaa karegii jii jii jii \-2
	taaqat waalo.n kii jay hogii aur kamazoro.n kii pii pii pii
ko \: pii pii pii
ra \:	jalatii hai duniyaa jalaane waalaa chaahiye \-2
la:	jalatii hai duniyaa jalaane waalaa chaahiye
	jalaane waalaa chaahiye
ko \:	jhukatii hai duniyaa jhukaane waalaa chaahiye \-2
	jhukaane waalaa chaahiye \-2

la \:	shiriimatii ho yaa beGam, ek jaan aur sau\-sau Gam \-2
	aurat ko kamazor na samajho, mardo.n se kis baat me.n kam
	Daratii hai duniyaa Daraane waalaa chaahiye \-3
	Daraane waalaa chaahiye
ko \:	jhukatii hai duniyaa jhukaane waalaa chaahiye \-2
	jhukaane waalaa chaahiye \-2

chi \:	saarii duniyaa ke kamazoro, chaahe kaalo chaahe goro \-2
	maaro aisaa dhobii paTa.Daa, dushaman kaa ho jaaye raga.Daa \-2
	dabatii hai duniyaa dabaane waalaa chaahiye \-2
la \:	dabatii hai duniyaa dabaane waalaa chaahiye
	dabaane waalaa chaahiye
ko \:	jhukatii hai duniyaa jhukaane waalaa chaahiye
	jalatii hai duniyaa jalaane waalaa chaahiye
	Daratii hai duniyaa Daraane waalaa chaahiye
	dabatii hai duniyaa dabaane waalaa chaahiye
	jhukatii hai duniyaa jhukaane waalaa chaahiye
	jhukaane waalaa chaahiye \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{muhabbat me.n aise zamaane bhii aaye}%
\film{Sagai}%
\year{1951}%
\starring{}%
\singer{Talat, Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

muhabbat me.n aise zamaane bhii aaye
kabhii ro diye ham kabhii muskuraaye

banaayaa thaa ik aashiyaa.N do dilo.n ne
zamaane kii aa.Ndhii ne tinake u.Daaye

muhabbat jo kii hai to fariyaad na kar
muhabbat pe ilazaam aane na paaye

muhabbat kii aa.Nkho.n se ashqo.n ko chunakar
kisii ne falak pe sitaare sajaaye

muhabbat me.n aise zamaane bhii aaye   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o baabuu kaise dil karuu.N qaabuu ... o jaanii}%
\film{Sagaai}%
\year{1951}%
\starring{Premnath, Gope, Yakub, Rehana, Vijayalaxmi, Hira Lal, Cuckoo}%
\singer{Lata, Ameerbai}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11910 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

la \:	o baabuu \-2
	kaise dil karuu.N qaabuu samajhaaye jaa
a \:	o jaanii \-2
	terii ba.Dii meharabaanii batalaaye jaa

ko \:	o baabuu \-2
	kaise dil karuu.N qaabuu samajhaaye jaa
	o jaanii \-2
	terii ba.Dii meharabaanii batalaaye jaa
	o baabuu

la \:	( terii jaan kii qasam meraa dil nahii.n bas me.n
a \:	jaa_o jaa_o jaa_o naa khaa_o jhuuThii qasame.n ) \-2
la \:	terii jaan kii qasam hai iimaan kii qasam
	mujhako hai tujhase pyaar meraa jiyaa beqaraar
	mujhako apanaa banaaye jaa
ko \:	o baabuu \-2
	kaise dil karuu.N qaabuu samajhaaye jaa
	o jaanii \-2
	terii ba.Dii meharabaanii batalaaye jaa
	o baabuu

a \:	haTo\-haTo ba.De dekhe pyaar jataane waale
	a.Nkhiyaa.N nachaa ke nakhare dikhaa ke
	jiyaa bharamaane waale
la \:	o
	jawaanii kii qasam zindagaanii kii qasam
	mai.n huu.N terii Gulaam
	tujhe meraa hai salaam
	mujhako dil me.n basaaye jaa
ko \:	o baabuu \-2
	kaise dil karuu.N qaabuu samajhaaye jaa
	o jaanii \-2
	terii ba.Dii meharabaanii batalaaye jaa
	o baabuu

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{udhar se tum chale ... muhabbat ho ga_ii bas ek nazar se}%
\film{Sagaai}%
\year{1951}%
\starring{Premnath, Gope, Yakub, Rehana, Vijayalaxmi, Hira Lal, Cuckoo}%
\singer{Lata, Rafi}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12250 [V S Rawat], 10/01/2004

% song courtesy: http://homepage.mac.com/tarana/cr/
% song contact: tarana at mac.com

\printtitle
#indian

la \:	udhar se tum chale aur ham idhar se \-2
	muhabbat ho ga_ii
	muhabbat ho ga_ii bas ek nazar se
	bas ek nazar se

ra \:	mohabbat ban ke jo barasii hai dil par \-2
	na jaane wo ghaTaa aa_ii kidhar se \-2
	muhabbat ho ga_ii
do \:	muhabbat ho ga_ii bas ek nazar se \-2
	bas ek nazar se

la \:	are dil kii Kushii ke dene waale \-2
	bahut din ham terii ulafat ko tarase \-2
	muhabbat ho ga_ii
do \:	muhabbat ho ga_ii bas ek nazar se \-2
	bas ek nazar se

ra \:	o
	chhupaa rakhaa thaa siine me.n
la \:	o
	chhupaa rakhaa thaa siine me.n
do \:	tumhaare pyaar ko duniyaa ke Dar se \-2
	muhabbat ho ga_ii
	muhabbat ho ga_ii bas ek nazar se \-2
	bas ek nazar se

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zaraa sii der thii baakii ... dil kii kahaanii kahanaa to chaahe}%
\film{Sagaai}%
\year{1951}%
\starring{Premnath, Gope, Yakub, Rehana, Vijayalaxmi, Hira Lal, Cuckoo}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

zaraa sii der thii baakii bahaar aane me.n
lagaa dii aag muqaddar ne aashiyaane me.n

( dil kii kahaanii kahanaa to chaahe
haay rii qisamat kah na sake ) \-2
aa.Nkho.n se aa.Nsuu bahanaa to chaahe
haay rii qisamat bah na sake

( Kaamosh taaro.n, shab ke nazaaro.n
dekho mohabbat kaa anjaam dekho ) \-2
( qadamo.n me.n unake rahanaa to chaahe
haay rii qisamat rah na sake ) \-2

dil kii kahaanii kahanaa to chaahe
haay rii qisamat kah na sake

( aa.Nkho.n me.n paanii, ho.nTho.n pe naale
mohabbat hu_ii hai Gamo.n ke hawaalo.n ) \-2
( ik dil hamaaraa aur Gam hazaaro.n
haay rii qisamat sah na sake ) \-2

dil kii kahaanii kahanaa to chaahe
haay rii qisamat kah na sake

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
