% ISB File: Sagaai_1966.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{naa ye zamii.n thii naa aasamaa.N thaa}%
\film{Sagaai}%
\year{1966}%
\starring{Rajshri, Biswajit, Rahman, Prem Chopra, Durga Khote, Asit Sen}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10736 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	naa ye zamii.n thii naa aasamaa.N thaa
	naa chaa.Nd\-taaro.n kaa hii nishaa.N thaa
	magar ye sach hai ke un dino.n bhii
	teraa\-meraa pyaar yuu.N hii javaa.N thaa
aa \:	naa ye zamii.n thii \threedots
do \:	naa ye zamii.n thii \threedots

ra \:	( chale kahaa.N se kahaa.N pe aa_e
	khumaar ban ke jahaa.N pe chhaa_e ) \-2
aa \:	( nibhaa_ii rasm\-e\-vafaa kuchh aise
	muhabbato.n ke chaman khilaa_e ) \-2
ra \:	na kaise aasaan hotii ma.nzil
	har ek aramaan naujavaa.N thaa
aa \:	naa ye zamii.n thii \threedots
do \:	naa ye zamii.n thii \threedots

aa \:	hamii.n ne taaro.n ko roshanii dii
	hamii.n ne phuulo.n ko taazagii dii
ra \:	hamii.n ne taaro.n \threedots
aa \:	jidhar se guzare jahaa.N bhii Thahare
	har ek zarre ko zindagii dii
ra \:	kuchh isame.n dil kii ta.Dap thii shaamil
	Kudaa bhii kuchh hamape meharabaa.N thaa
aa \:	naa ye zamii.n thii \threedots
do \:	naa ye zamii.n thii \threedots

aa \:	( nazar me.n phuulo.n bharii hai.n raahe.n
	Kushii se ra.ngiin hai.n nigaahe.n ) \-2
ra \:	suno to kuchh kah rahii haii hamase
	bahaar phailaa ke apanii baa.Nhe.n
la \:	idhar se guzaroge ek din tum
	nasiib aisaa meraa kahaa.N thaa
ra \:	naa ye zamii.n thii \threedots
do \:	naa ye zamii.n thii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
