% ISB File: Sagina_1974.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{saalaa mai.n to saahab ban gayaa}%
\film{Sagina}%
\year{1974}%
\starring{Dilip Kumar, Om Prakash}%
\singer{Kishore, Pankaj Mitra}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Arun Verma (verma@cs.cornell.edu) 
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) 
% Date: Sun Aug  6, 1995
% Credits: Neeraj Malhotra (malhotra@bedford.progress.COM) 

\printtitle
#indian

kishor:
( saalaa mai.n to saahab ban gayaa
  are, saalaa mai.n to to saahab ban gayaa, hai.n
  re, saahab banake kaisaa tan gayaa
  ye buuT meraa dekho, ye suuT meraa dekho
  jaisaa goraa koii lanaDhan kaa, haa! )		\-2

pa.nkaj:
vaah fakiire! vaah fakiire!
vaah fakiire, suuT pahanakar kaisaa kuude phaa.Nde
kavva jaise pa.Nkh mayuur ke apanii dum me.n baa.Ndhe

kishor:
apanii dum me.n baa.Ndhe !?
kyaa jaano hum is bhejaa me.n kyaa\-kyaa nakshaa khii.nchaa \-2
liiDar log kii uu.Nchii baate.n, kyaa samajhe tum niichaa
haa.N, kyaa samajhe tum niichaa?
meraa vo jaahilapan gayaa!

##ATTENTION!##
saalaa mai.n to \threedots

pa.nkaj:
suurat hai bandar kii phir bhii lagatii hai alabelii \-2
kaisaa raajaa bhoj banaa hai meraa ga.Nguu telii

kishor:
teraa ga.Nguu telii !?
tum la.ngoTii\-vaalaa na badalaa mai.n na badalegaa
tum sab saalaa log kaa kismat, ham saalaa badalegaa
ham saalaa badalegaa
haa.N, ham saalaa badalegaa

haa \threedots (khaa.nstaa hai)
siinaa dekho kaisaa tan gayaa !! haa haa haa \threedots
(ha.Nsate hu_e) saalaa mai.n to \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{uupar vaalaa dukhiyo.n kii naahii.n sunataa re}%
\film{Saginaa}%
\year{1974}%
\starring{Dilip Kumar, Saira Banu, Aparna Sen,  Anil Chatterji, Om Prakash}%
\singer{Kishor, Dilip Kumar}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10440 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	uupar vaalaa dukhiyo.n kii naahii.n sunataa re
di \:	sotaa hai bahut jaagaa hai naa
ki \:	uupar vaalaa dukhiyo.n kii naahii.n sunataa re
	kaun hai jo usako gagan se utaare
	ban\-ban\-ban mere jaisaa ban
	is jiivan kaa yahii hai jatan saalaa yahii hai jatan

di \:	are Gam kii aag bujhaanaa hai to hamase siikho yaar
	aag lagii
ki \:	aag lagii hamarii jhopa.Diyaa me.n ham gaave.n malhaar
	dekh bhaa_ii kitane tamaashe kii zindagaanii hamaar

	he bhole\-bhaale lalavaa khaa_e jaa roTii baasii
di \:	are ye hii khaa ke javaan hogaa beTaa
ki \:	bhole\-bhaale lalavaa khaa_e jaa roTii baasii
	ba.Daa ho ke banegaa saaheb kaa chaparaasii
	khel\-khel\-khel maaTii me.n holii khel
	gaal me.n gulaal hai na zulfo.n me.n tel
di \:	are apanii bhii javaanii kyaa hai sunaa tene yaar
	aag lagii
ki \:	aag lagii hamarii \threedots

	he sajanii tuu kaahe aa_ii nagarii hamaarii
di \:	chal jaa bhaag jaa bhaag
ki \:	sajanii tuu kaahe aa_ii nagarii hamaarii
	dhare saa bidesii baabuu bahiyaa.N tumhaarii
	thaam\-thaam\-thaam gorii zaraa thaam
	naahii.n luT jaa_egii raam kasam
di \:	are kehuu.n naahii.n aa_egaa re sun ke pukaar
	aag lagii
ki \:	aag lagii hamarii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
