% ISB File: Samaadhi_1972.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ba.ngale ke piichhe terii berii ke niiche ... kaa.NTaa lagaa}%
\film{Samaadhi}%
\year{1972}%
\starring{Dharmendra, Asha Parekh, Jaya Bhaduri}%
\singer{Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 18, 2005

\printtitle
#indian

ba.ngale ke piichhe terii berii ke niiche
haay re piyaa aahaa re aahaa re aahaa re piyaa
kaa.NTaa lagaa
haay lagaa
haa aajaa haa raajaa

ba.ngale ke piichhe terii berii ke niiche
haay re piyaa aahaa re aahaa re aahaa re piyaa
kaa.NTaa lagaa
haay lagaa
haa raajaa haa raajaa

ba.ngale ke piichhe terii berii ke niiche
haay re piyaa

( bi.ndiyaa chhipaaye re laalii chunar o.D ke muu.nd ke mukha.Daa apanaa
nikalii a.ndhere me.n duniyaa ke Dar se mai.n sajanaa ) \-2
raat bairan hu_ii o re saathiyaa
dekh haalat merii aa lekar jiyaa

ba.ngale ke piichhe terii berii ke niiche
haay re piyaa aahaa re aahaa re aahaa re piyaa
kaa.NTaa lagaa
haay lagaa
haa aajaa haa raajaa

ba.ngale ke piichhe terii berii ke niiche
haay re piyaa

( aa_ii musiibat to ab sochatii huu.N mai.n kyuu.N rah sakii naa tere bin
sach hii to kahatii thii.n sakhiyaa.N pha.Nsegii tuu ek din ) \-2
bhuul to ho ga_ii jo kiyaa so kiyaa
tuu bachaa le balam aaj meraa jiyaa

ba.ngale ke piichhe terii berii ke niiche
haay re piyaa aahaa re aahaa re aahaa re piyaa
kaa.NTaa lagaa
haay lagaa
haa aajaa haa raajaa

ba.ngale ke piichhe terii berii ke niiche
haay re piyaa

( sabako pukaare anaa.Dii na samajhe ye milane kaa saaraa jatan hai
kaise bataa_uu.N ye chaahat kii saiyaa.N chubhan hai ) \-2
ye wo kaa.NTaa sajan jaaye lekar jiyaa
nain su_ii.n lage to nikale piyaa

ba.ngale ke piichhe terii berii ke niiche
haay re piyaa aahaa re aahaa re aahaa re piyaa
kaa.NTaa lagaa
haay lagaa
haa aajaa haa raajaa

ba.ngale ke piichhe terii berii ke niiche
haay re piyaa \-2
haay re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaan\-e\-jaanaa.N jaa_o kal phir aanaa}%
\film{Samaadhi}%
\year{1972}%
\starring{Dharmendra, Asha Parekh, Jaya Bhaduri}%
\singer{Kishor}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10798 [V S Rawat]
% Credits: Ashok Dhareshwar

\printtitle
#indian

( jaan\-e\-jaanaa.N jaa_o kal phir aanaa
yuu.N hii kisii mo.D pe mil jaanaa ) \-2

ab yaad rakhanaa raah ye dilabar luuTaa hai is par tumane bahaar me.n
kab tak yahii.n par aa.Nkh bichhaa_e baiThaa rahuu.Ngaa mai.n i.ntazaar me.n
jaa_o karo na beqal dil rahaa hai machal baaqii baate.n ho.ngii kal
abhii kyaa kahuu.N
jaan\-e\-jaanaa.N jaa_o \threedots

tho.Dii abhii to nazar jhukaa_ogii tho.Daa abhii sharamaa_ogii tum
pahalaa hii din hai apane milan kaa do\-chaar din me.n khul jaa_ogii tum
ise kahate hai.n pyaar sikhaa_uu.Ngaa mai.n yaar huu.N tumhaaraa daavedaar
aage kyaa kahuu.N
jaan\-e\-jaanaa.N jaa_o \threedots

paagal kaho tum ha.Ns kar mujhako yaa dil hii dil me.n diivaanaa samajho
par ye tumhaarii aisii adaa hai apane kisii ko begaanaa samajho
na samajh me.n ho kam na umar me.n ho kam ab tumase sanam
mai.n bhii kyaa kahuu.N
jaan\-e\-jaanaa.N jaa_o \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jab tak rahe tan me.n jiyaa}%
\film{Samaadhi}%
\year{1972}%
\starring{Dharmendra, Asha Parekh, Jaya Bhaduri}%
\singer{Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Vandana Venkatesan <vvenkate@pcocd2.intel.com>
% Transliterator: Vandana Venkatesan <vvenkate@pcocd2.intel.com>
% Editor: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 03/30/1997
% Comments: Source: HMV Golden Collection of Asha Bhonsle.

\printtitle
#indian

jab tak rahe tan me.n jiyaa vaadaa rahaa, o saathiyaa
ham tumhaare liye tum hamaare liye
o\threedots ham tumhaare liye tum hamaare liye

dhuup lagegii jab jab tumako sajanaa 
o Daaruungii mai.n aa.nchal kii chhaiyaa.n 
saa.Njh pa.De jab thak jaaoge balamaa
vaaruu.Ngii mai.n gorii gorii baiyaa.n
Doluu.Ngii banake chaa.Ndanii mai.n tere a.Nganaa
jab tak rahe tan me.n jiyaa vaadaa rahaa o saathiyaa
ham tumhaare liye tum hamaare liye

saarii janam ko ab to apane tan pe haa.N
o o.Dhii chunariyaa mai.nne saajan kii
khilii rahe muskaan terii phir chaahe
o luT jaaye bagiyaa mere jiivan kii
mai.n jiivan chho.D duu.N chho.Duu.N na mai.n terii galiyaa.n
jab tak rahe tan me.n jiyaa vaadaa rahaa o saathiyaa
ham tumhaare liye tum hamaare liye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.nne dekhaa ik sapanaa}%
\film{Samaadhi}%
\year{1972}%
\starring{Dharmendra, Asha Parekh, Jaya Bhaduri}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11538 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

maine dekhaa ik sapanaa
kyaa dekhaa bolo ( bolo naa ) \-2
tab se dha.Dake dil kitanaa
haay kitanaa bolo ( bolo naa ) \-2
dekhaa paagal saa ik naujavaa.N terii raaho.n me.n hai
achchhaa
haa.N aur tuu paagalo.n kii tarah usakii baa.Nho.n me.n hai
vo naujavaa.N khelataa hii rahaa tere baalo.n se
aur taubaa\-taubaa tere haath the usake gaalo.n pe
laTe.n terii pa.Dii kahii.n aa.Nchal teraa aur kahii.n hai
ho aage bhii kuchh dekhaa thaa jii magar kuchh yaad nahii.n hai

suno suno maine bhii dekhaa ek sapanaa
kyaa dekhaa bolo \threedots

dekhaa pyaaraa saa ik naujavaa.N merii raaho.n me.n hai
achchhaa
aur meraa ra.ngiilaa badan usakii baa.Nho.n me.n hai
bilkul tumhaarii tarah hii thaa raamaa duhaa_ii re
kis pyaar se haay thaamii thii merii kalaa_ii re
haay maine dekhaa laTe.n kahii.n aur aa.Nchal meraa aur kahii.n hai
ho aage kuchh dekhaa nahii.n isali_e yaad nahii.n hai
ab to vahii bas vahii mere is dil me.n basataa hai
achchhaa to phir aaj se bas alag apanaa rastaa hai
hai baat aisii to dil meraa vaapas ki_e jaa_o
in bholii baato.n pe raanii du_aa_e.N li_e jaa_o
haay teraa\-meraa rahaa kahaa.N ek hu_e dono.n ke dil
o jaise mile Kvaabo.n me.n sajanaa mere aa vaise mil

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
