% ISB File: Samraat_1954.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{merii dam bhar na paapan aa.Nkh lagii}%
\film{Samraat}%
\year{1954}%
\starring{Rehana, Ajeet, Kamlesh Kumari, Ram Singh, Sapru}%
\singer{Lata}%
\music{Hemant}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor:Srinivas Ganti
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Comments:LATAnjali

\printtitle
#indian

(merii dam bhar na paapan aa.Nkh lagii
mai.n to raajaajii sagarii rain lagii)\-2

(kab taare jage, kab taare bujhe)\-2
tum aaye na, saare ke saare bujhe
kaisii kaisii haay
kaisii kaisii karejavaa maar lagii
mai.n to raajaajii sagarii rain lagii
merii dam bhar na
merii dam bhar na paapan aa.Nkh lagii
mai.n to raajaajii sagarii rain lagii

(saarii duniyaa to ni.ndiyaa me.n sotii rahii
mai.n to shabanam ke sa.ng sa.ng rotii rahii)\-2
merii akhiyan se haay
merii akhiyan se asuvan dhaar lagii
mai.n to raajaajii sagarii rain lagii

(sej phuulo.n kii piyaa bin naagan banii
bairii cha.ndaa cha.ndaniyaa sautan banii)\-2
ThaNDii ThaNDii haay
ThaNDii ThaNDii havaa a.ngaar lagii
mai.n to raajaajii sagarii rain lagii
merii dam bhar na
merii dam bhar na paapan aa.Nkh lagii
mai.n to raajaajii sagarii rain lagii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye Kaamoshiyaa.N ye samaa.N}%
\film{Samraat}%
\year{1954}%
\starring{Rehana, Ajeet, Kamlesh Kumari, Ram Singh, Sapru}%
\singer{Lata/ Asha}%
\music{Hemant}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11399 [V S Rawat]
% Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #108 under Geetanjali #98

\printtitle
#indian

ye Kaamoshiyaa.N ye samaa.N ye taaro.n bharaa aasamaa.N
na jaane kahaa.N le chalii.n haay taqadiir kii kashtiyaa.N

hamane samajhaa jise aasaraa aa.Nkh kholii to ik Kvaab thaa
kyaa kahe.n kis tarah luT gayaa dil kii raaho.n me.n ye kaaravaa.N
ye Kaamoshiyaa.N \threedots

ham vahii hai.n vahii raat hai par na pahalii sii vo baat hai
hai chaman kii kalii bhii vahii baaGabaa.N par nahii.n meharabaa.N
ye Kaamoshiyaa.N \threedots

ai mere pyaar kii zindagii aarazuu ab terii chho.D dii
aa gale mil ke ho le.n judaa Katm hone lagii daastaa.N
ye Kaamoshiyaa.N \threedots

% Part 2: Asha

ye Kaamoshiyaa.N ye samaa.N ye taaro.n bharaa aasamaa.N
na jaane kahaa.N le chalii.n haay taqadiir kii kashtiyaa.N

ye kaisii bajii baa.Nsurii machalane lagii zindagii
ko_ii aavaaz de ke mujhe chhup gayaa hai na jaane kahaa.N
ye Kaamoshiyaa.N \threedots

chaa.Ndanii raat kaa ye safar Katm hogaa kahaa.N kyaa Kabar
ai mere hamasafar ye bataa jaa rahii hai.n ye mauje.n kahaa.N
ye Kaamoshiyaa.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
