% ISB File: Sanam_1951.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bedard shikaarii are bedard shikaarii}%
\film{Sanam}%
\year{1951}%
\starring{Suraiya, Devanand, Meena Kumari, Gope, K N Singh}%
\singer{Suraiya, Lata, Chorus}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12537 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

la \:	bedard shikaarii are bedard shikaarii
do \:	bedard shikaarii are bedard shikaarii
la \:	sun baat hamaarii are bedard shikaarii
do \:	bedard shikaarii are bedard shikaarii

su \:	samajhaa hai ise tuune amiiro.n kaa khilaunaa \-2
	duniyaa me.n Gariibo.n kii sakhii aayegii baarii
do \:	bedard shikaarii are bedard shikaarii \-2

la \:	itanaa to zaraa soch ye beTaa hai kisii kaa \-2
	kyaa jaane kahaa.N yaad me.n maa.N roye bechaarii
do \:	bedard shikaarii are bedard shikaarii \-2

su \:	TuuTe hai.n tere pa.nkh magar u.D ke dikhaa de
	jo saamane aaye use Thokar se miTaa de
la \:	tuu aah se sa.nsaar me.n tuufaan uThaa de
	har aas ko fariyaad se ek aag banaa de
	pi.njare ko jalaa de are pi.njare ko jalaa de
	aa jaa_o mere laal ye maa.N ro ke pukaarii \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bolo bolo re bhagawaan}%
\film{Sanam}%
\year{1951}%
\starring{Suraiya, Devanand, Meena Kumari, Gope, K N Singh}%
\singer{Suraiya, Shamshad, Amirbai}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12538 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

su \:	bolo bolo re bhagawaan bolo bolo re bolo bolo re \-2
	kaisaa hai bhagawaan meraa jise dukhiyo.n kii pahachaan nahii.n \-2
	duniyaa ke bhagawaan bataa \-2
	kyaa tuu meraa bhagawaan nahii.n
	bolo bolo re bhagawaan bolo bolo re bolo bolo re \-2

	( naa thaa jo unako meraa unhe.n banaayaa kyuu.N
	chhiin hii lenaa thaa jo unako meraa unhe.n banaayaa kyuu.N ) \-2
a \:	bolo pyaar miTaane waale \-2
	tuune pyaar sikhaayaa kyuu.N
do \:	bolo bolo re bhagawaan bolo bolo re bolo bolo re \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil le gayaa jii ko_ii}%
\film{Sanam}%
\year{1951}%
\starring{Suraiya, Devanand, Meena Kumari, Gope, K N Singh}%
\singer{Suraiya, Shamshad}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12539 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

su \:	dil le gayaa jii ko_ii dil le gayaa dil le gayaa \-2
	( jaate\-jaate miiThaa\-miiThaa Gam de gayaa
	ko_ii dil le gayaa jii ko_ii dil le gayaa ) \-2
	dil le gayaa jii ko_ii dil le gayaa dil le gayaa

	pyaar kii galii me.n mile do dilawaale \-2
sha \:	raajaa gayaa raanii kha.Dii dil ko sambhaale dil ko sambhaale
	puuchhatii hai yaad mujhe kaun de gayaa kaun de gayaa
	hoy
	puuchhatii hai yaad mujhe kaun de gayaa kaun de gayaa
su \:	jaate\-jaate miiThaa\-miiThaa Gam de gayaa
	ko_ii dil le gayaa jii ko_ii dil le gayaa
	dil le gayaa jii ko_ii dil le gayaa dil le gayaa

sha \:	maar ga_ii tumhe.n pahalii nazar \-2
	jaa_o
	jaa_o jaa ke thaane me.n de do Kabar de do Kabar
su \:	kyaa
sha \:	dil le gayaa jii ko_ii dil le gayaa dil le gayaa \-2
su \:	jaate\-jaate miiThaa\-miiThaa Gam de gayaa
	ko_ii dil le gayaa jii ko_ii dil le gayaa
	dil le gayaa jii ko_ii dil le gayaa dil le gayaa

su \:	o dil lene waalaa kabhii paka.Daa na jaaye haa.N paka.Daa na jaaye \-2
	dil dene waalaa kare haay haay haay
sha \:	haay
su \:	chain le gayaa jii merii nii.nd le gayaa nii.nd le gayaa \-2
	jaate\-jaate miiThaa\-miiThaa Gam de gayaa
	ko_ii dil le gayaa jii ko_ii dil le gayaa
	dil le gayaa jii ko_ii dil le gayaa dil le gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{duniyaa waale merii duniyaa luT ga_ii}%
\film{Sanam}%
\year{1951}%
\starring{Suraiya, Devanand, Meena Kumari, Gope, K N Singh}%
\singer{Suraiya}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12540 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

duniyaa waale merii duniyaa luT ga_ii luT ga_ii \-2
aarazuu ro_ii tamannaa luT ga_ii \-2
duniyaa waale merii duniyaa luT ga_ii luT ga_ii

biich me.n zaalim zamaanaa aa gayaa haay aa gayaa \-2
do dilo.n kii aaj duniyaa luT ga_ii luT ga_ii

aarazuu ro_ii tamannaa luT ga_ii
duniyaa waale merii duniyaa luT ga_ii luT ga_ii

mil ke saajan se bichha.Danaa thaa merii taqadiir me.n \-2
rah gayaa dil dil kii duniyaa luT ga_ii luT ga_ii

aarazuu ro_ii tamannaa luT ga_ii
duniyaa waale merii duniyaa luT ga_ii luT ga_ii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ho.nTho.n pe kisii kaa naam ... isakaa kyaa matalab hai}%
\film{Sanam}%
\year{1951}%
\starring{Suraiya, Devanand, Meena Kumari, Gope, K N Singh}%
\singer{Suraiya}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12541 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

kuchh samajh me.n nahii.n aataa

ho.nTho.n pe kisii kaa naam
kisii ko a.nkhiyaa.N kare.n salaam
ke isakaa kyaa matalab hai \-2

jawaanii chhe.D rahii hai giit \-2
kisii se hu_ii aapako priit \-2
ke isakaa ye matalab hai \-3

sharam se cheharaa hu_aa gulaabii
merii aa.Nkhe.n hu_ii.n sharaabii
ke isakaa kyaa matalab hai \-2

kisii ne chhe.Daa dil kaa taar \-2
chhanaachhan bajane lagii sitaar \-2
ke isakaa ye matalab hai \-3

nii.nd na aaye saarii raat
chahe dil mulaaqaat \-2
chahe dil mulaaqaat mulaaqaat
ke isakaa kyaa matalab hai \-2

kisii ko dil ne kiyaa ma.nzuur \-2
rahaa.N na jaaye piyaa se duur \-2
ke isakaa ye matalab hai \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{honolulu ... kyuu.N hame.n paidaa kiyaa}%
\film{Sanam}%
\year{1951}%
\starring{Suraiya, Devanand, Meena Kumari, Gope, K N Singh}%
\singer{Shamshad, Male Voice?}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

yahaa.N pyaar na jaane ko_ii re
are re re kyaa hu_ii
nahii.n jamataa, nahii.n jamataa, Thaharo, nahii.n jamataa
yahaa.N pyaar na jaane ko_ii re
ab jamaa maan gaye
are waah Kaa.N saahab kyaa baat hai
tumhaaraa jawaab nahii.n hai

chalo honolulu \-4
honolulu, honolulu, honolulu
honolulu kii sair karaa_uu.Ngaa
o honolulu kii sair karaa_uu.Ngaa
o sair karaa_uu.Ngaa, sair karaa_uu.Ngaa
honolulu, honolulu, honolulu

kuchh nahii.n, kuchh nahii.n machchhar hai machchhar

aa
kyuu.N hame.n paidaa kiyaa bhagawaan hindostaan me.n
tum giraa dete hame.n ai ##God## i.nglistaan me.n
yahaa.N pyaar na jaane ko_ii re
nahii.n nahii.n nahii.n
nahii.n jamataa bha_ii, nahii.n jamataa

chalo honolulu \-4
honolulu, honolulu, honolulu
honolulu kii sair karaa_uu.Ngaa \-2
sair karaa_uu.Ngaa, sair karaa_uu.Ngaa
honolulu, honolulu

honolulu kii sair karaa_uu.Ngaa \-2

honolulu \-10

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n kah duu.N tumako chor to bolo kyaa karoge}%
\film{Sanam}%
\year{1951}%
\starring{Suraiya, Devanand, Meena Kumari, Gope, K N Singh}%
\singer{Suraiya, Rafi}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12542 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

su \:	mai.n kah duu.N tumako chor
	to bolo
	to bolo kyaa karoge \-2
	aur abhii machaa duu.N shor
	to bolo
	to bolo kyaa karoge \-2

ra \:	( mai.n chorii\-chorii aa_uu.N
	aur dil me.n tere bas jaa_uu.N
	ho aur dil me.n tere bas jaa_uu.N ) \-2
	aur ban jaa_uu.N chitachor
	to bolo kyaa karoge \-2
su \:	mai.n kah duu.N tumako chor
	to bolo
	to bolo kyaa karoge \-2

su \:	( itanaa na pyaar ba.Dhaavo
	uu.Nchii na pata.nge.n u.Daavo
	jii uu.Nchii na pata.nge.n u.Daavo ) \-2
	kahii.n kachchii rah ga_ii Dor
	to bolo kyaa karoge \-2
su \:	mai.n kah duu.N tumako chor
	to bolo
	to bolo kyaa karoge \-2

ra \:	( ham duur desh me.n jaa ke
	ek na_ii pata.ng ma.ngaa ke
	jii ek na_ii pata.ng ma.ngaa ke ) \-2
	baa.Ndhe.nge dil kii Dor
	to bolo kyaa karoge \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{meraa dil to.D kar jaanewaale}%
\film{Sanam}%
\year{1951}%
\starring{Suraiya, Devanand, Meena Kumari, Gope, K N Singh}%
\singer{Suraiya}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12543 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

meraa dil to.Dakar jaanewaale \-2
kyaa tumhaarii mohabbat yahii hai \-2
ho merii zi.ndagii ke ujaale \-2
kyaa tumhaarii mohabbat yahii hai \-2

mai.nne chun kar ummiido.n ke tinake \-2
pyaar kaa aashiyaanaa banaayaa \-2
aag usame.n lagaa jaane waale \-2
kyaa tumhaarii mohabbat yahii hai \-2

tumane majhadhaar me.n mujhako chho.Daa \-2
Kud kinaare pe tum ha.Ns rahe ho
tum ha.Ns rahe ho
mere rone pe o ha.Nsane waale \-2
kyaa tumhaarii mohabbat yahii hai \-2

kyaa tumhaarii mohabbat yahii hai \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere chaahanewale hazaar mujhe tuu maaf karanaa}%
\film{Sanam}%
\year{1951}%
\starring{Suraiya, Devanand, Meena Kumari, Gope, K N Singh}%
\singer{Suraiya, S D Batish}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12544 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

su \:	mere chaahanewale hazaar \-2
	mujhe tuu maaf karanaa \-2
	nahii.n tumase karuu.Ngii mai.n pyaar \-2
	mujhe tuu maaf karanaa \-2

baa \:	##B.A. L.L.B.## huu.N ##fail## siikho mujhase pyaar kaa khel \-2
	ajii mai.nne kahaa
	tumhe karanaa pa.Degaa pyaar \-2
	mujhe tuu maaf karanaa \-2
su \:	mere chaahanewale hazaar \-2
	mujhe tuu maaf karanaa \-2

su \:	Kat likhate hai.n mujhako log ##U.P.## aur ba.ngaal se ba.ngaal se
baa \:	mai.nne bhii ek Kat likhataa thaa raanii jii bhopaal se bhopaal se
	ajii mai.nne kahaa
	bas apanaa kaho ik baar \-2
	mujhe tuu maaf karanaa \-2
su \:	mere chaahanewale hazaar \-2
	mujhe tuu maaf karanaa \-2

su \:	ek hai dil laakho.n diiwaane shamaa ek laakho.n parawaane \-2
	ajii mai.nne kahaa
	ab kisase karuu.N mai.n pyaar \-2
	mujhe tuu maaf karanaa \-2
	mere chaahanewale hazaar \-2
	mujhe tuu maaf karanaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nayaa\-nayaa hai pyaar zamaanaa dekh na le}%
\film{Sanam}%
\year{1951}%
\starring{Suraiya, Devanand, Meena Kumari, Gope, K N Singh}%
\singer{Suraiya, Shamshad, S D Batish}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12545 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

su \:	nayaa\-nayaa hai pyaar zamaanaa dekh na le
	pahalaa hai ikaraar zamaanaa dekh na le
	nayaa\-nayaa hai pyaar zamaanaa dekh na le

su \:	nayaa\-nayaa hai pyaar zamaanaa dekh na le \-2

sha \:	hu_aa sab chaupaT
	ga_ii duniya DaT
	hu_ii baate.n ulaT
	sun o naTakhaT
	zaraa baat palat
	kuchh gaa jhaTapaT
	jhaTapaT \-5

su \:	ho ga_ii.n aa.Nkhe.n chaar zamaanaa dekh na le
	nayaa\-nayaa hai pyaar zamaanaa dekh na le

	mujhe yaad nahii.n ko_ii raag
	zaraa tuu jaag
	chhe.D ko_ii raag
	ke jisase lage dilo.n me.n aag
	ke sun kar duniyaa jaaye bhaag
	chhe.D ko_ii raag \-5

sha \:	pahalii nazar kaa pyaar zamaanaa dekh na le
	pahalaa hai ikaraar zamaanaa dekh na le

	sun rii 
	sun rii gorii
	zaraa baat morii
	pahale khe.nch to le
	na ye TuuTe Dorii
	kuchh gaa gorii
	kuchh gaa \-5

su \:	pahalaa hai diidaar zamaanaa dekh na le
	nayaa\-nayaa hai pyaar zamaanaa dekh na le

	haa.N jalate rahe.nge jalane waale
	ha.Nsate rahe.nge ha.Nsane waale
	e e e
sha \:	ho phir bhii raho hushiyaar merii sarakaar zamaanaa dekh na le \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o sanam ... mai.n tujhe pukaaruu.N sanam\-sanam}%
\film{Sanam}%
\year{1951}%
\starring{Suraiya, Devanand, Meena Kumari, Gope, K N Singh}%
\singer{Suraiya, Rafi}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12546 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

ra \:	o sanam \-3
	mai.n tujhe pukaaruu.N sanam\-sanam sanam\-sanam \-2
su \:	mai.n tere liye huu.N terii qasam terii qasam
do \:	o sanam \-4

ra \:	abhii\-abhii aa.Nkho.n ne kyaa kiyaa re \-2
su \:	aa.Nkho.n ne aa.Nkho.n ko chuum liyaa re \-2
ra \:	phir kyuu.N na pukaaruu.N sanam\-sanam sanam\-sanam \-2
do \:	o sanam \-4

su \:	abhii\-abhii dil ne Kabar sunaa_ii \-2
ra \:	aa.Nkho.n ne aa.Nkho.n se kar lii sagaa_ii \-2
su \:	ab shauq se kah lo sanam\-sanam sanam\-sanam \-2
do \:	o sanam \-4

su \:	likhii thii qisamat me.n judaa_ii \-2
	TuuT ga_ii aa.Nkho.n kii sagaa_ii \-2
ra \:	ab tum mujhako yaad na karanaa
	merii qasam fariyaad na karanaa

	jaane waale chale gaye \-2
	ham kahate rah gaye sanam\-sanam sanam\-sanam \-2
	o sanam \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
