% ISB File: Sangam_1964.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dost dost naa rahaa, pyaar pyaar naa rahaa}%
\film{Sangam}%
\year{1964}%
\starring{Raj Kapoor, Rajendra Kumar, Vyjayantimala}%
\singer{Mukesh}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: Parag Chhibber (usp_pchhibbe@sitvxa.stevens-tech.edu)

\printtitle
#indian

dost dost naa rahaa
pyaar pyaar naa rahaa
zi.ndagii hame.n teraa 
aitabaar naa rahaa,  aitabaar naa rahaa

amaanate.n mai.n pyaar kii
gayaa thaa jisako sau.np kar
vo mere dost tum hii the
tumhii.n to the
jo zi.ndagii kii raah me 
bane the mere hamasafar
vo mere dost tum hii the
tumhii.n to the
saare bhed khul gae
raazadaar naa rahaa
zi.ndagii hame.n teraa
aitabaar naa rahaa, aitabaar naa rahaa
dost dost naa rahaa \threedots

safar ke vaqt me.n palak pe
motiyo.n ko taulatii 
vo tum naa thii to kaun thaa
tumhii.n to thii
nashe kii raat Dhal gayii
ab khumaar naa rahaa
zi.ndagii hame.n teraa
aitabaar naa rahaa, aitabaar naa rahaa
dost dost naa rahaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{har dil jo pyaar karegaa vo gaanaa gaayegaa}%
\film{Sangam}%
\year{1964}%
\starring{Raj Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Kumar}%
\singer{Mukesh, Lata, Mahendra Kapoor}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

har dil jo pyaar karegaa vo gaanaa gaayegaa
diivaanaa sai.nka.Do.n me.n pahachaanaa jaayegaa
diivaanaa   \threedots

aap hamaare dil ko churaa ke aa.Nkh churaaye jaate hai.n
ye ik_tarafaa rasam\-e\-vafaa ham phir bhii nibhaaye jaate hai.n
chaahat kaa dastuur hai lekin, aap ko hii maaluum nahii.n, o~ o~ o~
jis mahafil me.n shamaa ho, paravaanaa jaayegaa
diivaanaa sai.nka.Do.n me.n   \threedots

bhuulii bisarii yaade.n merii ha.Nsate gaate bachapan kii
yaad dilaa ke chalii aatii.n hai.n, nii.nd churaane nainan kii
ab kah duu.Ngii, karate karate, kitane saavan biit gaye
jaane kab in aa.Nkho.n kaa sharamaanaa jaayegaa
diivaanaa sai.nka.Do.n me.n   \threedots

apanii apanii sab ne kah lii, lekin ham chup chaap rahe
dard paraayaa jisako pyaaraa vo kyaa apanii baat kahe
khaamosii kaa ye afasaanaa rah jaayegaa baad mere
apanaa ke har kisii ko begaanaa jaayegaa
diivaanaa sai.nka.Do.n me.n   \threedots

diivaanaa!

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n kaa karuu.N raam mujhe buDDhaa mil gayaa}%
\film{Sangam}%
\year{1964}%
\starring{Raj Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Kumar}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Credits: V S Rawat, Jun 9, 2005

\printtitle
#indian

mai.n kaa karuu.N raam mujhe buDDhaa mil gayaa \-2
hoy hoy buDDhaa mil gayaa
haay, haay buDDhaa mil gayaa
mai.n kaa karuu.N raam mujhe buDDhaa mil gayaa

sab jo gaye baaG meraa buDDhaa bhii chalaa gayaa \-2
sab to laaye phuul buDDhaa gobhii le ke aa gayaa \-2
mai.n ho ga_ii badanaam mujhe buDDhaa mil gayaa
haay kaa karuu.N raam mujhe buDDhaa mil gayaa
hoy hoy buDDhaa mil gayaa
haay buDDhaa mil gayaa
mai.n kaa karuu.N raam mujhe buDDhaa mil gayaa

mai.n gu.Diyaa hasiin merii moranii sii chaal hai \-2
sar me.n safed
sar me.n safed usake daadaa jii kaa baal hai \-2
ab kyaa hogaa a.njaam mujhe buDDhaa mil gayaa
haay kaa karuu.N raam mujhe buDDhaa mil gayaa
hoy hoy buDDhaa mil gayaa
haay buDDhaa mil gayaa
mai.n kaa karuu.N raam mujhe buDDhaa mil gayaa

pariyo.n ke des mujhe buDDhaa le ke aa gayaa \-2
mai.nne jo uThaayaa ghuu.NghaT buDDhaa Gussaa khaa gayaa \-2
biga.De saare kaam mujhe buDDhaa mil gayaa
haay kaa karuu.N raam mujhe buDDhaa mil gayaa
hoy hoy buDDhaa mil gayaa
haay buDDhaa mil gayaa
haay mai.n kaa karuu.N raam mujhe buDDhaa mil gayaa
mai.n kaa karuu.N raam mujhe buDDhaa mil gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere man kii ga.ngaa aur tere man kii jamunaa kaa}%
\film{Sangam}%
\year{1964}%
\starring{Raj Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Kumar}%
\singer{Mukesh, Vyjayantimala}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

mere man kii ga.ngaa aur tere man kii jamunaa kaa
bol raadhaa bol sa.ngam hogaa kii nahii.n
are bol raadhaa bol sa.ngam hogaa kii nahii.n
    nahii.n, kabhii nahii.n!

kitanii sadiyaa.N biit ga_ii.n hai.n
haay tujhe samajhaane me.n
mere jaisaa dhiiraj vaalaa hai koii aur zamaane me.n
man kaa ba.Dhataa bojh kabhii kam hogaa kii nahii.n
bol raadhaa bol sa.ngam hogaa kii nahii.n
    jaa jaa!

do nadiyo.n kaa mel agar itanaa paavan kahalaataa hai
kyo.n na jahaa.N do dil milate hai.n, svarg vahaa.N bas jaataa hai
patthar pighale dile teraa nam hogaa kii nahii.n
bol raadhaa bol sa.ngam hogaa kii nahii.n
    u.Nh

terii Kaatir mai.n tarasaa yuu.N jaise dharatii saavan ko
raadhaa raadhaa ek raTan hai saa.Ns kii aavan jaavan ko
har mausam hai pyaar kaa mausam hogaa kii nahii.n
bol raadhaa bol sa.ngam hogaa kii nahii.n
    jaao na kyo.n sataate ho! hogaa, hogaa, hogaa!

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o mahabuubaa tere dil ke paas hii hai}%
\film{Sangam}%
\year{1964}%
\starring{Raj Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Kumar}%
\singer{Mukesh}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

o mahabuubaa!
o mahabuubaa!
o mahabuubaa tere dil ke paas hii hai merii ma.nzil\-e\-maqsuud
vo kaun sii mahafil hai jahaa.N tuu nahii.n maujuud
o mahabuubaa   \threedots

guzaruu.N mai.n idhar se kabhii, guzaruu.N mai.n udhar se
milataa hai har ik raasataa, jaa kar tere dar se
o mahabuubaa   \threedots

baaho.n ke tujhe haar mai.n pahanaa_uu.Ngaa ik din
sab dekhate rah jaaye.nge, le jaa_uu.Ngaa ik din
o mahabuubaa   \threedots

kis baat se naaraaz ho, kis baat kaa hai Gam
kis soch me.n Duubii ho tum, ho jaayegaa sa.ngam
o mahabuubaa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o mere sanam o mere sanam}% 
\film{Sangam}%
\year{1964}%
\starring{Raj Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Kumar}%
\singer{Mukesh, Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Vandana (vandana@CS.Scarolina.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian

o mere sanam o mere sanam 
do jism magar ek jaan hai.n ham 
ek dil ke do aramaan hai.n ham 
o mere sanam o mere sanam 

tan sau.np diyaa, man sau.np diyaa 
kuchh aur to mere paas nahii.n 
jo tum se hai mere hamadam 
bhagavaan se bhI vo aas nahii.n \- 2
jis din se hue ek dUje ke 
is duniyA se anajaan hai ham 
ek dil ke do aramaan hai.n ham 
o mere sanam o mere sanam 

sunate hai.n pyaar kii duniyA me.n 
do dil mushkil se samaate hai.n 
kyA gair vahaa.N apano.n tak ke 
sa.ng bhI nA aane paate hai.n \- 2
hamane aakhir kyA dekh liyaa 
kyA baat hai kyo.n hairaan hai ham 
ek dil ke do aramaan hai.n ham 
o mere sanam o mere sanam 

mere apane, apanA ye milan 
sa.ngam hai ye ga.ngA jamunaa kA 
jo sach hai saamane AyA hai 
jo bIt gayaa ek sapanaa thA  \- 2
ye dharatii hai insaano.n kii 
kuchh aur nahii.n insaan hai.n ham 
ek dil ke do aramaan hai.n ham 
o mere sanam o mere sanam 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye meraa prem patr pa.Dh kar ke}%
\film{Sangam}%
\year{1964}%
\starring{Raj Kapoor, Rajendra Kumar, Vyjayanthimala}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu)
% Credits: Indu Prakas (prakas@cs.cornell.edu)
%          Satish Subramanian (subraman@cs.umd.edu)

\printtitle
#indian

ye meraa premapatra pa.Dha kara ke
ki tuma naaraaja naa honaa
ki tuma merii zi.ndagii ho \- 2

tujhe mai.n chaa.Nda kahataa thaa
magara usame.n bhii daaG hai
tujhe suuraja mai.n kahataa thaa
magar usame.n bhii aaga hai
tujhe itanaa hii kahataa huu.N
ki mujhako (tumase pyaara hai \- 3) 
ye meraa premapatra \threedots

tujhe ga.ngaa mai.n samajhuu.Ngaa
tujhe jamunaa mai.n samajhuu.Ngaa
tuu dil ke paasa hai itanii
tujhe apanA mai.n samajhuu.Ngaa
agara mara jaaU.N rUh bhaTakegI
tere (i.ntajaara me.n \- 3) 
ye meraa premapatra pa.Dha kara ke
ki tuma naaraaja naa honaa
ki tuma merii zi.ndagii ho
ki tuma merii ba.ndagii ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
