% ISB File: Sangat_1975.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{balamaa moraa aa.Ncharaa mahake re}%
\film{Sangat}%
\year{1975}%
\starring{Om Prakash, Rakesh Pandey, Kajari}%
\singer{Lata, Manna Dey}%
\music{Salil Chowdhury}%
\lyrics{Jan Nisar Akhtar}%

% Contributor: Arunabha S Roy
% Transliterator: Arunabha S Roy
% Date: 14 Oct 2004
% Series: LATAnjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

lataa:
balamaa moraa aa.Ncharaa mahake re
lage nii.nd me.n Doluu.N mai.n \-2
pag moraa bahake re
balamaa, balamaa moraa aa.Ncharaa

mannaa:
(dil ko mere chhuu le tere badan kii ye Kushabuu suhaanii
dekho dekho chhupake naache lahuu me.n uma.nge.n diivaanii ) \-2

lataa:
(gaatii man me.n ras kii dhaaraa jhuume a.ng a.ng saaraa
machale jiyaa matavaaraa ) \-2

mannaa:
(jhuume\-jhuume palake.n jaaduu jagaa_e.n
chorii chorii dekho hamako bulaa_e.N) \-2
aa.Nkho.n pe chhaa_e tere palako.n ke saaye

lataa:
aa.a aa.a aa.a
balamaa moraa aa.Ncharaa

mannaa:
(chupake \-chupake dekho sab kuchh to kah de simaTatii ye baahe.n
niichii\-niichii nazare.n kyaa kyaa na maa.Nge.n ye kyaa kyaa na
chaahe.n) \-2

lataa:
(lagii tan me.n miiThii jwaalaa chhalakatii nayan se haalaa
kyaa jaane kyaa kar Daalaa ) \-2

mannaa:
(Tha.nDii\-Tha.nDii dekho cha.nchal hawaaye.n
kabhii chuume kabhii siine lagaaye.n ) \-2
phir ham se ye haay kaahe daaman bachaaye.n

lataa:
aa.a aa.a aa.a
balamaa moraa aa.Nchara

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaanhaa bole naa}%
\film{Sangat}%
\year{1975}%
\starring{Om Prakash, Rakesh PAnde, Kajari}%
\singer{Lata, Manna De}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Jaan Nisar Akhtar}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

kaanhaa bole naa, kaanhaa bole naa
puuchhuu.N baar baar kaanhaa bole naa
kyaa hai priit kyaa hai pyaar kaanhaa bole naa

ban ke jyotii man me.n jhaa.nke
yuu.N nayan nayan Dole aake
maanuu.N barase suurajavaa jamunaa kii dhaar
pyaasaa man phir bhii pyaasaa rah jaae
dekhe naahii.n nayanaa priye khole naa, kaanhaa \threedots

mohan to man laharii re
morii pii.Daa bha_ii gaharii gaharii re
banake sunii sunii sapane soe soe
laage bainaa ye nainaa re khoe khoe
aiso bedardii, jaraa Dole naa, puuchhuu.N \threedots

tan soe man jaage re
miiThii miiThii agan koI laage re
boluu.N chorii chorii man kii batiyaa.N torii
kaahe jaane naa maane naa priitam morii
kah re haarii mai.n, moraa ho le naa, puuchhuu.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
