% ISB File: Sangeeta_1950.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaKir Kataa hii kyaa thii ... terii galii me.n ko_ii diiwaanaa}%
\film{Sangeeta}%
\year{1950}%
\starring{Shyam, Suraiya, Nigar, Pran}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

aaKir Kataa hii kyaa thii jo har gha.Dii sitam hai \-2
duniyaa ko saarii Kushiyaa.N ek badanasiib ham hai.n

terii galii me.n ko_ii diiwaanaa, gaataa phire ye gaanaa
dil na lagaanaa, dil na lagaanaa, dil naa lagaanaa

dil jo lagaaye wo duniyaa se jaaye
aahe.n bhare aur aa.Nsuu bahaaye
pahale to din the Kushii ke sapane Kushii ke sapane \-2
piichhe pa.De pachhataanaa

dil naa lagaanaa
terii galii me.n ko_ii diiwaanaa, gaataa phire ye gaanaa
dil na lagaanaa, dil na lagaanaa, dil naa lagaanaa

ulfat ke shole dil ko jalaaye.n 
jiine na paaye.n marane na paaye.n
apanii Kushii se mohabbat na karanaa \-2
jiite jii mar jaanaa

dil naa lagaanaa
terii galii me.n ko_ii diiwaanaa, gaataa phire ye gaanaa
dil na lagaanaa, dil na lagaanaa, dil naa lagaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{are qismat kaa sitaaraa chamakaa ... chhappar phaa.D ke}%
\film{Sangeeta}%
\year{1950}%
\starring{Shyam, Suraiya, Nigar, Pran}%
\singer{Chitalkar, Rafi, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

chi:	are qismat kaa sitaaraa chamakaa
ra:	waah waah
chi:	qismat kaa sitaaraa chamakaa
	din to the asaa.Dh ke
ra:	( hame.n diyaa uupar waale ne
	sab kuchh chhappar phaa.D ke
	sab kuchh chhappar phaa.D ke jii
	sab kuchh chhappar phaa.D ke ) \-2
	hoy
	hey

	haa.N ro ro diwas guzaare lalawaa
	are ab to khaa le puurii halawaa
	ham to aa gaye hai.n niiche
	ab rupayo.n ke jhaa.D ke
	ab rupayo.n ke jhaa.D ke jii
	ab rupayo.n ke jhaa.D ke
	hame.n diyaa uupar waale ne
	sab kuchh chhappar phaa.D ke
	sab kuchh chhappar phaa.D ke jii
	sab kuchh chhappar phaa.D ke
	hoy
	hey

	haa hamako kisii se kyaa Daranaa hai
	are maar kudaalii ghar bharanaa hai
	are paas kha.De hai.n ham to aa ke
	sone ke pahaa.D ke
	sone ke pahaa.D ke jii
	sone ke pahaa.D ke
	hame.n diyaa uupar waale ne
	sab kuchh chhappar phaa.D ke
	sab kuchh chhappar phaa.D ke jii
	sab kuchh chhappar phaa.D ke
	hoy
	hey

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil luuT liyaa a.njaane me.n}%
\film{Sangeeta}%
\year{1950}%
\starring{Shyam, Suraiya, Nigar, Pran}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

dil luuT liyaa \-2
dil luuT liyaa a.njaane me.n
ham aa gaye unakii aa.Nkho.n ke bahakaane me.n
dil luuT liyaa

nazaro.n se nazare.n chaar hu_ii.n \-2
jab dekhaa pahalii baar unhe.n
kuchh kah na sakii par chhup ke chupake
karane lagii mai.n pyaar unhe.n
ho par karane lagii mai.n pyaar unhe.n
maaluum na thaa
maaluum na thaa dil kho jaayegaa
aa.Nkh se aa.Nkh milaane me.n

ham aa gaye unakii aa.Nkho.n ke bahakaane me.n
dil luuT liyaa

do din kii wo pahachaan haay \-2
ab chain nahii.n aaraam nahii.n
din kaT jaaye par raat na biite
subah kaTe to shaam nahii.n
ho subah kaTe to shaam nahii.n
haradam hai unakaa i.ntazaar \-2
der hai kitanii aane me.n

ham aa gaye unakii aa.Nkho.n ke bahakaane me.n
dil luuT liyaa
dil luuT liyaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{giragiT kii tarah hai.n ra.ng badalate}%
\film{Sangeeta}%
\year{1950}%
\starring{Shyam, Suraiya, Nigar, Pran}%
\singer{Lata, Chitalkar}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

la:	giragiT kii tarah hai.n ra.ng badalate faishan waale baabuu \-2
do:	giragiT kii tarah hai.n ra.ng badalate faishan waale baabuu \-2

la:	mu.Nh pe chuune kii safedii tan pe kaalaa suuT hai
	Taa_ii aa_ii hai kahii.n se to kisii kaa buuT hai
	jeb me.n dama.Dii nahii.n aur baate.n karate laakh kii
	muft kii sigareT pii pii ke shaan hai ye aap kii
do:	aur maTak maTak kar chalate hai.n faishan waale baabuu
	giragiT kii tarah hai.n ra.ng badalate faishan waale baabuu

la:	achchhii suurat ko_ii dekhii chaT se aashiq ho gaye
	kah diyaa bas tum hamaare ham tumhaare ho gaye
	inakii baato.n kaa nahii.n saahib mujhako ko_ii aitabaar \-2
	ye kapa.Do.n kii tarah badalate maashuq bhii din me.n tiin baar \-2
	har na_ii shakl par machalate hai.n ye faishan waale baabuu
do:	har na_ii shakl par machalate hai.n ye faishan waale baabuu
	giragiT kii tarah hai.n ra.ng badalate faishan waale baabuu

chi:	bholii bhaalii suurat waale hote hai.n sab bewafaa
	inase jo ulfat kare ho jaaye duniyaa se safaa
la:	aiso.n se hii karake ulfat baad me.n pachhataate hai.n
	ra.ng gulaabii dekh ke ye tere saaye mar jaate hai.n
	rah rah ke haath phir malate hai.n ye faishan waale baabuu
do:	rah rah ke haath phir malate hai.n ye faishan waale baabuu
	giragiT kii tarah hai.n ra.ng badalate faishan waale baabuu

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jabase milii hai nazar dil hai meraa Dagar magar}%
\film{Sangeetaa}%
\year{1950}%
\starring{Shyam, Suraiya, Nigar, Pran}%
\singer{Lata, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor: Sathya Sekar
% Date: 7 Jun 2004
% Series: LATAnjali
% Comments: No adjectives remain to lavish on the CR-Lata combo !
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

jab se milii hai nazar
dil hai meraa Dagar magar
Dagar magar
jab se milii hai nazar

pahale to dekhate the hamako vo duur se
sharm se majabuur se
ab to hai.n puuchhate vo
ai ghar teraa hai kidhar
ghar hai kidhar
jab se milii hai nazar ...

pahale vo bolate the dhiimii aavaaz me
phir rahe.n hai.n taar na_e ulfat ke saaz me
ulfat ke saaz me
uThatii hai ek na_ii lahar
dil hai meraa Dagar magar ..

kahane kam ko diijiye vo hamaare saath ho
haatho.n me haath ho taaro.n bharii raat ho
kahane vaale kuchh kahe.n
hamako kyaa hai kisakaa Dar
hai kisakaa Dar
jab se milii hai nazar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jo mujhe bhulaa ke chale gaye}%
\film{Sangeeta}%
\year{1950}%
\starring{Shyam, Suraiya, Nigar, Pran}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

jo mujhe bhulaa ke chale gaye mujhe yaad unakii sataaye kyuu.N \-2
jo kisii kaa ban ke rah na sake wo kisii ko apanaa banaaye kyuu.N

( teraa pyaar ek bahaanaa thaa
ek do gha.Dii kaa fasaanaa thaa ) \-2
jise umr bhar ko rulaanaa thaa ko_ii chaar din ko ha.Nsaaye kyuu.N
jo mujhe bhulaa ke chale gaye mujhe yaad unakii sataaye kyuu.N

(  din na rahe wo na raate.n rahii.n
na wo tum rahe na wo baate.n rahii.n ) 2
wo bahaar aa_ii chalii ga_ii dil usape aa.Nsuu bahaaye kyuu.N
jo mujhe bhulaa ke chale gaye mujhe yaad unakii sataaye kyuu.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{naa_ummiid ho ke bhii duniyaa me.n jiye jaate hai.n}%
\film{Sangeeta}%
\year{1950}%
\starring{Shyam, Suraiya, Nigar, Pran}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor: Nimish Pachapurkar <nimishp @ hotmail.com>
% Transliterator: Nimish Pachapurkar
% Date: 17 Jun 2003
% Series: LATAnjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

naaummiid ho ke bhii duniyaa me.n jiye jaate hai.n
dil TuuT gayaa phir bhii ham pyaar kie jaate hai.n
naaummiid ho ke bhii

jin aa.Nkho.n me.n rahatii thii ek pyaar bharii mastii
un aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu hai.n barabaad huii bastii
aa.Nsuu bhii ham apane ro ro ke piye jaate hai.n
dil TuuT gayaa phir bhii \threedots

bedard zamaane ne rahane na diyaa mil ke
sab TuuT gae sapane aramaan bhare dil ke
ruuThii huii qismat se fariyaad kie jaate hai.n
dil TuuT gayaa phir bhii ham pyaar kie jaate hai.n

naaummiid ho ke bhii duniyaa me.n jiye jaate hai.n
dil TuuT gayaa phir bhii ham pyaar kie jaate hai.n
naaummiid ho ke bhii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zaraa suno suno kyaa kahe.n nigaahe.n}%
\film{Sangeeta}%
\year{1950}%
\starring{Shyam, Suraiya, Nigar, Pran}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{P L Santoshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

( zaraa suno suno
zaraa suno suno kyaa kahe.n nigaahe.n
tum hame.n chaaho na chaaho ham tumhe.n chaahe.n ) \-2

yuu.N to chale jaate the chupake se ghar se
bach ke kaise jaa_oge merii nazar se
baa.Nho.n me.n le lii hai.n baa.Nhe.n
tum hame.n chaaho na chaaho ham tumhe.n chaahe.n

( mujhako jalaa ke tum Kush na rahogii
mai.n bhii jalii huu.N to tum bhii jaloge ) \-2
soche.ngii ThaNdii ye aahe.n
tum hame.n chaaho na chaaho ham tumhe.n chaahe.n

aa.Nkh milaa ke mujhase aa.Nkhe.n churaanaa naa
dil ke raste me.n dekho chho.D ke jaanaa naa
do din to aa_o nibaahe.n
tum hame.n chaaho na chaaho ham tumhe.n chaahe.n

zaraa suno suno
zaraa suno suno kyaa kahe.n nigaahe.n
tum hame.n chaaho na chaaho ham tumhe.n chaahe.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
