% ISB File: Sankalp_1974.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bhiitar\-bhiitar khaa_e chalo baahar shor}%
\film{Sankalp/ Determination}%
\year{1974}%
\starring{Farida Jalal, Sukhdev, Bipin Gupta,  Anjali Kadam, Sulakshana Pundit}%
\singer{Mukesh, Mahendra Kapoor}%
\music{Khaiyyam}%
\lyrics{Kaifi Azmi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10271 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mu \:	bhiitar\-bhiitar khaa_e chalo baahar shor machaa_e chalo
ma \:	bhed kaun kholegaa mu.Nh se kaun bolegaa
do \:	bhiitar\-bhiitar khaa_e \threedots

mu \:	janataa bholii\-bhaalii hai peT bhii jeb bhii khaalii hai
	naaro.n se garamaa do lahuu vaado.n se bahalaa_e chalo
do \:	bhiitar\-bhiitar khaa_e \threedots

mu \:	ba.Dhatii jaa_e ma.nhagaa_ii ghaTatii jaa_e hai kamaa_ii
ma \:	chiizo.n ke daam ba.Dhaa_e chalo insaa.n kaa bhaav giraa_e chalo
do \:	bhiitar\-bhiitar khaa_e \threedots

ma \:	haatho.n me.n kuchh noT lo phir chaaho jitane voT lo
mu \:	khoTe se khoTaa kaam karo baapuu ko niilaam karo
do \:	bhiitar\-bhiitar khaa_e \threedots

asaraanii \:	are baapuu kii tasviir hai ye
ma \:	tere baap kii kyaa jaagiir hai ye
	baapuu\-baapuu karate raho
mu \:	zahar dilo.n me.n bharate raho
ma \:	bastii\-bastii aag lage
mu \:	har insaan ik naag lage
	praant\-praant ko ta.ng kare
ma \:	bhaaShaa se bhaaShaa ja.ng kare
mu \:	ko_ii yahaa.N maliyaalii
ma \:	ko_ii yahaa.N ba.ngaalii
mu \:	gujaraatii hai ko_ii yahaa.N
ma \:	pa.njaabii hai ko_ii yahaa.N
mu \:	ko_ii hai maraaThaa aur vo tamil
ma \:	aapas me.n yaarii hai mushkil
do \:	sabako chaahi_e apanii zamii.n hindustaanii ko_ii nahii.n
ko \:	hindustaanii ko_ii nahii.n \-2

mu \:	desh kahaa.N ab desh rahaa
ma \:	desh kahaa.N ab desh rahaa
mu \:	desh to siimaa_o.n me.n ba.nTaa
ma \:	aur bhii Tuka.De u.Daa_e chalo
do \:	kursii apanii bachaa_e chalo
	bhiitar\-bhiitar khaa_e \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sab ThaaTh pa.Daa rah jaavegaa jab laad chalegaa}%
\film{Sankalp/ Determination}%
\year{1974}%
\starring{Farida Jalal, Sukhdev, Bipin Gupta,  Anjali Kadam, Sulakshana Pundit}%
\singer{Mukesh}%
\music{Khaiyyam}%
\lyrics{Kaifi Azmi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10272 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

sab ThaaTh pa.Daa rah jaavegaa jab laad chalegaa ba.njaaraa
dhan tere kaam na aayegaa jab laad chalegaa ba.njaaraa

jo paayaa hai vo baa.nT ke khaa ka.ngaal na kar ka.ngaal na ho
jo sabakaa haal kiyaa tuune ek roz vo teraa haal na ho
is haath de de us haath le le ho jaave sukhii ye jag saaraa
sab ThaaTh pa.Daa rah \threedots

kyaa koThaa\-koThii kyaa ba.ngalaa ye duniyaa rain\-baseraa hai
kyuu.N jhaga.Daa tere\-mere kaa kuchh teraa hai na meraa hai
sun kuchh bhii saath na jaavegaa jab kuuch kaa baaje nakkaaraa
sab ThaaTh pa.Daa rah \threedots

ik bandaa maalik ban baiThaa har bande kii qismat phuuTii
thaa itanaa moh Kazaane kaa do haatho.n se duniyaa luuTii
the dono.n haath magar khaalii jo uThaa sikandar bechaaraa
sab ThaaTh pa.Daa rah \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuu hii saagar tuu hii kinaaraa}%
\film{Sankalp/ Determination}%
\year{1974}%
\starring{Farida Jalal, Sukhdev, Bipin Gupta, Anjali Kadam, Sulakshana Pundit}%
\singer{Sulakshana Pandit, Vinod Sharma}%
\music{Khaiyyaam}%
\lyrics{Kaifi Azmi}%

% Contributor: Surajit A. Bose
% Transliterator: Surajit A. Bose
% Date: May 15, 2002
% Comments: GEETanjali series

\printtitle
#indian

tuu hii saagar,
tuu hii saagar hai tuu hii kinaaraa
Dhuu.NDhataa hai tuu kisakaa sahaaraa
Dhuu.NDhataa hai tuu kisakaa sahaaraa

usakaa saayaa hai tuu, usakaa darpaN
tere siine me.n hai usakii dha.Dakan
terii aa.Nkho.n me.n usakaa ishaaraa
Dhuu.NDhataa hai tuu kisakaa sahaaraa
Dhuu.NDhataa hai tuu kisakaa sahaaraa

##male voice##
karmaNyevaadhikaaraste maa phaleShu kadaachana
maa karmaphalahetuH bhuuH maa te sa~Ngo.astvakarmaNi##end male voice##

paap kyaa puNy hai kyaa yah bhulaa de
karm kar, phal kii chintaa miTaa de
ye pariikshaa na hogii dubaaraa
Dhuu.NDhataa hai tuu kisakaa sahaaraa
Dhuu.NDhataa hai tuu kisakaa sahaaraa

tuu hii saagar,
tuu hii saagar hai tuu hii kinaaraa
Dhuu.NDhataa hai tuu kisakaa sahaaraa
Dhuu.NDhataa hai tuu kisakaa sahaaraa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
