% ISB File: Sansaar_1971.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai bas ab tarasaanaa chho.Do}%
\film{Sansaar}%
\year{1971}%
\starring{Navin Nishchal, Anupama, Nirupa Roy, Abhi Bhattacharya, Jaishri T, Asit Sen}%
\singer{Kishor, Asha}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10160 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	ho ho ho ai bas ab tarasaanaa chho.Do yuu.N hii sharamaanaa chho.Do uu.N uu.N
	jo dil me.n pyaar kaa tuufaan hai ham jaan ga_e hai.n \-2
aa \:	hame.n bahakaanaa chho.Do a.n h.n ke piichhe aanaa chho.Do uu.N huu.N
	tumhe.n jis chiiz kaa aramaan hai ham jaan ga_e hai.n

	chhe.Do naa hamako haTo jaa_o tumhe.n aisaa na thaa hamane jaanaa \-2
ki \:	chho.Do bahaane ajii aa_o bhalaa apano.n se kaisaa sharamaanaa
aa \:	paka.Do naa aa.Nchal meraa jaka.Do naa baa.Nhe.n
	ki jitanii aap se pahachaan hai ham jaan ga_e hai.n \-2
ki \:	bas ab tarasaanaa chho.Do \threedots

	karanii hai.n tumase ka_ii baate.n vo jo kaano.n me.n kahane vaalii hai.n \-2
aa \:	jaanuu.N mai.n jaanuu.N sabhii ghaate.n jo hai.n chaale.n vo dekhii\-bhaalii hai.n
ki \:	zulfo.n ke niiche de do dil ko panaahe.n
	ye mushkil kis kadar aasaan hai ham jaan ga_e hai.n \-2
aa \:	hame.n bahakaanaa chho.Do \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{karii jo hamane zaraa sii chorii ... ye duniyaa terii na merii}%
\film{Sansaar}%
\year{1971}%
\starring{Navin Nishchal, Anupama, Nirupa Roy, Abhi Bhattacharya, Jaishri T, Asit Sen}%
\singer{Kishore}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11532 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

karii jo hamane zaraa sii chorii milii jel kii chakkii
ba.Dii Dakaitii kare jo ko_ii usakii kursii pakkii

ye duniyaa terii na merii
moTe choro.n kii
ye duniyaa terii \threedots

aaj jo saahuukaar bane hai.n kal the bhikhaarii
ye daulat saarii kahaa.N se maarii
kaho ye ##business## hai ki luuT hai
tamaashaa dekhaa zamaanaa dekhaa
ye duniyaa terii na merii 
are seTh mahaajan aur baniyo.n kii

jab ban Dho.ngii kare hai chorii munaafaaKorii
kaho mai.n sach bolaa ki jhuuTh
tamaashaa dekhaa zamaanaa dekhaa
ye duniyaa terii \threedots

diin\-dharm kaa shor machaakar banataa hai jo netaa
jo chakkar detaa hai jo voTe.n letaa hai
jo bakataa ho anaap\-shanaap
kyaa kam hai usakaa paap
to phir
tamaashaa dekhaa zamaanaa dekhaa
ye duniyaa terii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
