% ISB File: Sanyasi_1945.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{nain me.n kR^iShN muraarii hai.n man ke bihaarii hai.n}%
\film{Sanyasi}%
\year{1945}%
\starring{Shameem, Ghulam Mohammad, Amar}%
\singer{Zohra Bai, Male Voice, Chorus}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Pt Madhur}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12011 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

zo \:	nain me.n kR^iShN muraarii hai.n
	man ke bihaarii hai.n
	prem ke pujaarii hai.n
	nain me.n kR^iShN muraarii hai.n

ko \:	nain me.n kR^iShN muraarii hai.n
	man ke bihaarii hai.n
	prem ke pujaarii hai.n
	nain me.n kR^iShN muraarii hai.n

zo \:	mohanii murat pe tan\-man waaruu.N
ko \:	mohanii murat pe tan\-man waaruu.N
	waaruu.N waaruu.N
zo \:	aa haa haa haa
	mohanii murat pe tan\-man waaruu.N
	piyaa\-piyaa piyaa\-piyaa
ko \: piyaa\-piyaa din\-raat pukaaruu.N
	pukaaruu.N
zo \:	matawaale matawaale
ko \:	matawaale
	matawaale muralii kii dhun pe
ko \:	matawaale muralii kii dhun pe
	raajaa aur bhikhaarii hai.n
ko \:	matawaale muralii kii dhun pe
	raajaa aur bhikhaarii hai.n
	har or yahii hai shor yahii hai shor
zo \:	kyaa

ko \:	nain me.n kR^iShN muraarii hai.n
	man ke bihaarii hai.n
	prem ke pujaarii hai.n
	nain me.n kR^iShN muraarii hai.n

zo \:	pheruu.N aaratii re \-2
	( pheruu.N aaratii manamohan kii
	pheruu.N aaratii re
##male## \:	le_uu.N balaiyaa.N in nainan kii
	le_uu.N balaiyaa.N re ) \-2

do \:	( mohan me.n raadhaa ko dekhaa
	raadhaa me.n banawaarii hai.n ) \-2
	har or yahii hai shor yahii hai shor
##male## \:	kyaa

zo \:	nain me.n kR^iShN muraarii hai.n
	man ke bihaarii hai.n
	prem ke pujaarii hai.n
	nain me.n kR^iShN muraarii hai.n

ko \:	nain me.n kR^iShN muraarii hai.n
	man ke bihaarii hai.n
	prem ke pujaarii hai.n
	nain me.n kR^iShN muraarii hai.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{piipal kii chha.Nv tale mai.n bhii miluu.n tuu bhii mile}%
\film{Sanyasi}%
\year{1945}%
\starring{Shameem, Ghulam Mohammad, Amar}%
\singer{Zohrabai, Amar}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Pandit Buddhi Chandra Agrawal 'Madhur'}%

% Contributor: Malini Kanth
% Transliterator: Malini Kanth
% Date : 4/4/2003
% Credits: Balaji Murthy
% Comments : Geetanjali Series

\printtitle
#indian

zo : piipal kii chha.Nv tale mai.n bhii miluu.N tuu bhii mile
aa.Nkhe.n ho.n chaar
mai.n huu.N tuu ho aur ko_ii na ho
ma.nzuur tumhe.n?
a : ma.nzuur!

phuulo.n ko to.D to.D, palako.N me.n jo.D jo.D
pahanaa_uu.N haar
mai.n huu.N tuu ho aur ko_ii na ho
ma.nzuur tumhe.n?
zo : ma.nzuur!

priit lagaa ke hame.n na bhulaanaa
naino.n se naa tuu nain churaanaa
aanaa aake phir na jaana
chaa.Nd chhupe tuu na chhupe
diip bujhe tuu na bujhe
tan man duu.N vaar mai.n huu.N tuu ho aur ko_ii na ho
ma.nzuur tumhe.n?
a : ma.nzuur!

do : piipal kii chha.Nv tale /threedots

a: jhuul rahaa hai laharo.n kaa bichhonaa
soye meraa chaa.Nd salonaa
sapano.n kaa aake jagaanaa
mai.n bhii ha.Nsuu.N tuu bhii ha.Nse
jiivan ke taar baje jiivan ke taar
mai.n huu.N tuu ho aur ko_ii na ho
ma.nzuur tumhe.n?
a : ma.nzuur!

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saa.Njh bhaye ghar aayaa panchhii}%
\film{Sanyasi}%
\year{1945}% 
\starring{Shamim, Amar, Ghulam Mohammad}%
\singer{Sham Kumar}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Pt Madhur}%

% Contributor: <Urzung Khan>, 26 Aug 2004
% Transliterator:  

\printtitle
#indian

saa.njh bhaye ghar aayaa pa.nchhii
bhor bhaye u.D jaanaa hai
jis Daalii par kiyaa baseraa
usako bhii murajhanaa hai

chuptaa ke biptaa aatii hai
choT choT pe lagatii hai
tuu ne jo kuchh ulajhaayaa hai
tujh ko hii sulajhaanaa hai

bahrii duniyaa ke kaano.n me.n
tuu apanaa raag sunaa_e jaa
TuuTe taaro.n kii biinaa se
tujh ko jii bahalaanaa hai

himmat ko mat haar ba.Dhe jaa
aa.ndhii aur tuufaano.n me.n
tujh ko apanii manzil par hii
apanaa desh basaanaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{suno jii pyaarii koyaliyaa bole}%
\film{Sanyasi}%
\year{1945}% 
\starring{Shamim, Amar, Ghulam Mohammad}%
\singer{Zohrabai, Amar}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Pt Madhur}%

% Contributor: <Urzung Khan>, 25 Aug 2004
% Transliterator:  

\printtitle
#indian

suno jii pyaarii koyaliyaa bole,
koyaliyaa bole, mast javaanii Dole 
suno jii pyaarii koyaliyaa bole

Kushiyo.n ke din ab aaye Kush ho lo
kyaa kyaa hai.n sa.ndesaa laaye kuchh bolo 
dil dil ke ghuu.nghaT khole
koyaliyaa bole \threedots

uja.De hu_e dil phir se base.nge
bichh.De hu_e the phir se mile.nge
cha.ndaa badalii me.n jaaye sharamaa ke
ulfat kaa raag sunaa_e sulajhaa ke
dil jhuule hole hole
koyaliyaa bole \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
