% ISB File: SaraJahanHamara_1961.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bhare hai.n aa.Nkh me.n aa.Nsuu}%
\film{Sara Jahan Hamara}%
\year{1961}%
\starring{Premnath, Shyama, Heeralal, Rajeshwari, Azra, Jankidas}%
\singer{Mukesh, Asha}%
\music{Babul}%
\lyrics{Anjum Jaipuri}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10069 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	bhare hai.n aa.Nkh me.n aa.Nsuu Kushii kam hotii jaatii hai
mu \:	vo kyaa bichha.De hai.n hamase zindagii kam hotii haatii hai

	kahaa.N jaa_e.n kidhar jaa_e.n niGaaho.n me.n a.ndheraa hai
	tamannaa zindagii kii ab to dil me.n sotii jaatii hai
	bhare hai.n aa.Nkh me.n \threedots

mu \:	muqaddar ban ke biga.Daa hai gilaa duniyaa se kyaa kiije
aa \:	hamaaraa dil dha.Dakataa hai zaraa aavaaz to diije
	tumhaaraa naam le le kar mohabbat rotii jaatii hai
	bhare hai.n aa.Nkh me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hai ye zamii.n hamaarii ... saaraa jahaa.N hamaaraa hai}%
\film{Sara Jahan Hamara}%
\year{1961}%
\starring{Premnath, Shyama, Heeralal, Rajeshwari, Azra, Jankidas}%
\singer{Mukesh}%
\music{Babul}%
\lyrics{Qamil Chandpuri}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10070 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

hai ye zamii.n hamaarii vo aasamaa.n hamaaraa
lo aaj vaqt badalaa saaraa jahaa.N hamaaraa hai
hai ye zamii.n hamaarii \threedots

ham jis taraf chale hai.n duniyaa badal ga_ii hai
tuufaan haT gayaa hai aa.Ndhii sa.mbhal ga_ii hai
karataa hai naaz khud par har ek javaa.n hamaaraa
lo aaj vaqt badalaa \threedots

kashtii ko le chale maujo.n pe ham Kushii kii
aavaaz aa rahii hai kaano.n me.n zindagii kii
roke nahii.n rukegaa ab kaaravaa.n hamaaraa
lo aaj vaqt badalaa \threedots

ye chimaniyaa.n milo.n kii ye taaj kii miinaare.n
ga.ngaa kii bahatii mauj jamanaa ke tej dhaare
dharatii kaa zarraa zaraa hai raazadaa.n hamaaraa
lo aaj vaqt badalaa \threedots

paiGaam de rahe hai.n ham sabako dostii kaa
Da.nkaa bajaa rahe hai.n ham duniyaa me.n shaa.nti kaa
insaaniyat kaa jhaNDaa hai ab nishaa.n hamaaraa
lo aaj vaqt badalaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yah phuulo.n kaa gajaraa yah meraa si.ngaar}%
\film{Sara Jahan Hamara}%
\year{1961}%
\starring{Premnath, Shyama, Heeralal, Rajeshwari, Azra, Jankidas}%
\singer{Suman}%
\music{Babul}%
\lyrics{Anjum Jaipuri}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10068 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

yah phuulo.n kaa gajaraa yah meraa si.ngaar
ko_ii le ke aayaa hai sapane hazaar

ye gajaro.n ke phuulo.n me.n kyaa mil gayaa
zamii.n jhuum uThii aasamaa.n hil gayaa
havaa_o.n me.n u.Dane lage aaj ham
ki unakii nazar me.n bhii dekhaa hai pyaar
ho ko_ii le ke aayaa hai \threedots

un aa.Nkho.n ne bhii kuchh kahii daastaa.N
muskaraane lagaa aaj saaraa jahaa.N
saa.Ns lene me.n bajatii hai.n shahanaa_iyaa.N
aa ga_ii zindagii me.n anokhii bahaar
ho ko_ii le ke aayaa hai \threedots

merii aa.Nkho.n ne dekhaa thaa sapanaa ko_ii
ban gayaa muhabbat me.n apanaa ko_Ii
do qadam ab to chalanaa bhii mushkil hu_aa
baat vo ho ga_ii jisakaa thaa intazaar
yah phuulo.n kaa gajaraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
