% ISB File: Sargam_1979.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{Dafalii vaale Dafalii bajaa}%
\film{Sargam}%
\year{1979}%
\starring{Rishi Kapoor, Jayaprada}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11284 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	Dafalii vaale Dafalii bajaa
	mere ghu.Ngharuu bulaate hai.n aa
	mai.n naachuu.N tuu nachaa
	Dafalii vaale \threedots

	tere bin mai.n kyaa mere bin tuu kyaa ik duuje bin ham akele
	dono.n ke man se man ke milan se lagate hai.n saragam ke mele ( haay ) \-3
	tuu to.De ke jo.De tuu rakhe ke chho.De ye dil kiyaa tere havaale
	Dafalii vaale \threedots

ra \:	terii chham\-chham se merii Dam\-Dam se kyaa ra.ng chhaane lagaa hai
la \:	aa.Nkho.n ke raste tuu ha.Nsate\-ha.Nsate \-2
	dil me.n samaane lagaa hai ( haay ) \-3
ra \:	( unhe.n bhii bulaa_o ) \-2 unhe.n bhii dikhaa_o kahaa.N hai.n ye duniyaa vaale
la \:	Dafalii vaale \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ho laagii dil pe Thes ... ham to chale parades}%
\film{Sargam}%
\year{1979}%
\starring{Rishi Kapoor, Jayaprada}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11288 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ho sar pe mukuT saje mukh pe ujaalaa haath me.n dhanuSh gale me.n puShp maalaa
ham daas inake ye svaamii sabake anjaan ham ye antarayaamii
shiish jhukaa_o raam\-gun gaa_o bolo jay viShNu ke avataarii

raam jii kii nikalii savaarii raam jii kii liilaa hai nyaarii
ko \:	raam jii kii nikalii \threedots
ek taraf laxmaN ek taraf siitaa biich me.n jagat ke paalanahaarii
ko \:	raam jii kii nikalii \threedots

dhiire chalaa rath o rath vaale
tohe Kabar kyaa o bhole\-bhaale
ko \:	tohe Kabar kyaa o bhole\-bhaale
ik baar dekho jii naa bharegaa
sau baar dekho phir jii karegaa
vyaakul pa.De hai.n kabase kha.De hai.n
ko \:	vyaakul pa.De hai.n kabase kha.De hai.n
darshan ke pyaase sab nar\-naarii
raam jii kii nikalii \threedots
ko \:	raam jii kii nikalii \threedots

chaudah baras kaa vanavaas paayaa
maataa\-pitaa kaa vachan nibhaayaa
ko \:	maataa\-pitaa kaa vachan nibhaayaa
dhokhe se har lii raavaN ne siitaa
raavaN ko maaraa la.nkaa ko jiitaa
ko \:	raavaN ko maaraa la.nkaa ko jiitaa
tab\-tab ye aa_e \-2
ko \:	tab\-tab ye aa_e \-2
jab\-jab duniyaa inako pukaarii
raam jii kii nikalii \threedots
ek taraf laxmaN \threedots
ko \:	raam jii kii nikalii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ho sar pe mukuT saje ... raam jii kii nikalii savaarii}%
\film{Sargam}%
\year{1979}%
\starring{Rishi Kapoor, Jayaprada}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11288 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ho sar pe mukuT saje mukh pe ujaalaa haath me.n dhanuSh gale me.n puShp maalaa
ham daas inake ye svaamii sabake anjaan ham ye antarayaamii
shiish jhukaa_o raam\-gun gaa_o bolo jay viShNu ke avataarii

raam jii kii nikalii savaarii raam jii kii liilaa hai nyaarii
ko \:	raam jii kii nikalii \threedots
ek taraf laxmaN ek taraf siitaa biich me.n jagat ke paalanahaarii
ko \:	raam jii kii nikalii \threedots

dhiire chalaa rath o rath vaale
tohe Kabar kyaa o bhole\-bhaale
ko \:	tohe Kabar kyaa o bhole\-bhaale
ik baar dekho jii naa bharegaa
sau baar dekho phir jii karegaa
vyaakul pa.De hai.n kabase kha.De hai.n
ko \:	vyaakul pa.De hai.n kabase kha.De hai.n
darshan ke pyaase sab nar\-naarii
raam jii kii nikalii \threedots
ko \:	raam jii kii nikalii \threedots

chaudah baras kaa vanavaas paayaa
maataa\-pitaa kaa vachan nibhaayaa
ko \:	maataa\-pitaa kaa vachan nibhaayaa
dhokhe se har lii raavaN ne siitaa
raavaN ko maaraa la.nkaa ko jiitaa
ko \:	raavaN ko maaraa la.nkaa ko jiitaa
tab\-tab ye aa_e \-2
ko \:	tab\-tab ye aa_e \-2
jab\-jab duniyaa inako pukaarii
raam jii kii nikalii \threedots
ek taraf laxmaN \threedots
ko \:	raam jii kii nikalii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaag aa.Nkhe.n khol ... kahaa.N teraa insaaf hai}%
\film{Sargam}%
\year{1979}%
\starring{Rishi Kapoor, Jayaprada}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11286 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

jaag aa.Nkhe.n khol chup kyo.n hai bol
mere bhagavan ye kyaa ho rahaa hai \-2

kahaa.N teraa insaaf hai kahaa.N teraa dastuur hai
( mai.n to huu.N majabuur o bhagavan ) \-2 kyaa tuu bhii majabuur hai
kahaa.N teraa insaaf \threedots

sab kahate hai.n tuune har abalaa kii laaj bachaa_ii
aaj hu_aa kyaa tujhako tere naam kii raam duhaa_ii
aisaa zulm hu_aa to hogii terii hii rusavaa_ii \-2
( aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu bhare hai.n ) \-2 dil bhii Gam se chuur hai
kahaa.N teraa insaaf \threedots

kaisaa atyaachaar hai shaadii hai yaa vyaapaar hai
daulat me.n sab zor hai dharm ba.Daa kamazor hai
bikate hai.n sa.nsaar me.n insaa.n bhii baazaar me.n
duniyaa kii ye riit hai bas paise kii jiit hai
aisaa agar nahii.n hai to sach bhagavaan kahii.n hai to
mere saamane aa_e vo ye vishvaas dilaa_e vo \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{koyal bolii duniyaa Dolii samajho dil kii bolii}%
\film{Sargam}%
\year{1979}%
\starring{Rishi Kapoor, Jayaprada}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11285 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	( koyal bolii duniyaa Dolii ) \-2 samajho dil kii bolii
ra \:	dil duniyaa me.n farq hai kitanaa tuu hai kitanii bholii ho ho
la \:	koyal bolii \threedots

ra \:	is dil ke dhokhe me.n rah lo
	kuchh bhii sun lo kuchh bhii kah lo
	ra.ng binaa naa khelii jaa_e is jiivan kii holii
la \:	koyal bolii \threedots

	uupar ambar niiche zamii.n haii
	itanaa ba.Daa ghar ko_ii nahii.n hai
	phuul pavan baadal pa.nchhii ye sab apane hamajolii o o	
la \:	koyal bolii \threedots

	dekho ha.Ns do dil na to.Do
	mai.n Kush huu.N tum meraa saath na chho.Do
ra \:	teraa saath mai.n chho.Duu.Ngaa par bhej ke terii Dolii
la \:	koyal bolii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mujhe mat roko mujhe gaane do}%
\film{Sargam}%
\year{1979}%
\starring{Rishi Kapoor, Jayaprada}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11289 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

( mujhe mat roko ) \-2 mujhe gaane do

mai.n zindaa huu.N ye kyaa kam hai
jab tak in haatho.n me.n dam hai
( Dafalii vaale ko ) \-2 Dafalii bajaane do
mujhe mat roko \threedots

naa sonaa naa chaa.Ndii naa gho.De naa haathii
mere giit mere saathii mai.n duulhaa ye baaraatii
( mujhe giito.n kii Dolii ) \-2 sajaane do
mujhe mat roko \threedots

mai.n bhii huu.N mushqil me.n tuu bhii hai mushqil me.n
meraa Gam hai tere dil me.n teraa Gam hai mere dil me.n
is dil ko zaraa is paagal ko bahalaane do
mujhe mat roko \threedots

jo hotaa hai ho jaane do
mujhe mat roko \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{parvat ke is paar parvat ke us paar}%
\film{Sargam}%
\year{1979}%
\starring{Rishi Kapoor, Jayaprada}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11283 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	sa re g m p dh nii
	parvat ke is paar parvat ke us paar
	guu.Nj uThii chham\-chham chham\-chham
	guu.Nj uThii chham\-chham chham merii paayal kii jha.nkaar
	aa

	mukh pe pa.Dii thii kab se chup kii ik za.njiir
	ma.ndir me.n chup\-chaap kha.Dii thii mai.n banake tasviir
ra \:	aa chal gaa mai.n saath huu.N tere
	chhe.D di_e hai.n sarasvatii devii ne taar\-sitaar
	parvat ke is paar \threedots

	Gam ik chiTThii jisame.n Kushiyo.n kaa sandesh
	giit tabhii man se uThataa hai jab lagatii hai Thes
	aa chal gaa mai.n saath huu.N tere
	lay na TuuTe taal na TuuTe chhuuTe ye sa.nsaar
	parvat ke is paar \threedots

la \:	phuul bane hai.n ghu.Ngharuu ghu.Ngharuu ban ga_e phuul
	TuuT ke paa.Nv me.n sab kaliyaa.N bichh ga_ii.n banakar dhuul
	taa thaiyaa taa taa thaiyaa
	dekho jhuum ke naach uThii hai
	mere a.ng a.ng mast bahaar
	parvat ke is paar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
