% ISB File: Sarhad_1966(PAKISTAN).txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chaa.Nd tuu jab bhii musakuraataa hai}%
\film{Sarhad (Pakistani-Film)}%
\year{1966}%
\starring{Ejaz, Saloni, Husna, Talish, Alauddin}%
\singer{Mehdi Hasan, Noorjehan}%
\music{Khurshid Anwar}%
\lyrics{Tanvir Naqvi}%

% Contributor: V S Rawat, Aug 02, 2004
% Credits: Irfan
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/
% Series: NOOR-E-TARANNUM
% Comments: based on Raag Paha.Di

\printtitle
#indian

nuu \:	( chaa.Nd tuu jab bhii musakuraataa hai
	dil meraa Duub\-Duub jaataa hai ) \-2

	merii yaado.n me.n wo bhii ro\-ro kar
	raat Gam kii guzaarate ho.nge
	pyaar kii waadiyo.n me.n Gum ho kar
	mujhako aksar pukaarate ho.nge
	jab kabhii ye Kayaal aataa hai
	dil meraa Duub\-Duub jaataa hai

me \:	unakii zulfo.n ko chhuu liyaa hogaa
	mast ho kar hawaaye.n aa_ii hai.n
	gunagunaatii hai raat tham ##pause## tham ke
	duur se yuu.N sadaaye.n aa_ii hai.n
	jaise ko_ii mujhe bulaataa hai
	dil meraa Duub\-Duub jaataa hai

nuu \:	chaa.Nd tuu jab bhii musakuraataa hai
	dil meraa Duub\-Duub jaataa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle (o chandaa jaa unase ye kahanaa}%
\film (Sarhad (Pakistani-Film)}%
\year (1966}%
\starring(}%
\singer (Noorjehan}%
\music (Khurshid Anwar}%
\lyrics (Tanveer Naqvi)

% Availability : Forever and Always:Khurshid Anwar CD by Serengeti
Sirocco
% Contributor: Pulkit Sharma (pulkit_sadabahar@yahoo.com)
% Transliterator: Pulkit Sharma (pulkit_sadabahar@yahoo.com)
% 9th Nov. 2003
% Series: Noor-E-Taranum

\printtitle
#indian

o cha.ndaa jaa unse ye kahnaa
ke tum bin ba~Naa kaThin hai jiite rahnaa
o cha.ndaa

chalii ga_ii.n sab khushiyaa.N saath tumhaare
ro_e.N merii tanhaa_iyaa.N
Duub gayaa dil bujh ga_e aas ke taare
Dasane lagii.n parChaa_iyaa.N
mere aas paas ma.NDalaa_e.N yaad ke saa_e
mujhe raat raat bhar tum bin nii.nd naa aa_e
cha.ndaa jaa unse ye kahnaa
ke tum bin ba~Naa kaThin hai jiite rahnaa
o cha.ndaa

jaan akelii dard naa ko_ii jaane
apne paraa_e ho ga_e
hame dikhaakar pal bhar Kvaab suhaane
jaane kahaa.N tum kho ga_e
meraa chain Chiin kar aa.Nkh churaane vaale
mujhe ek baar phir aa kar gale lagaale
cha.ndaa jaa unse ye kahnaa
ke tum bin ba~Naa kaThin hai jiite rahnaa
o cha.ndaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye merii ma.nzil nahii.n har suu a.ndheraa hai yahaa.N}%
\film{Sarhad (Pakistani-Film)}%
\year{1966}%
\starring{Ejaz,Saloni,Husna,Talish,Alauddin}%
\singer{Noorjehan}%
\music{Khurshid Anwar}%
\lyrics{Tanvir Naqvi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 06, 2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/
% Khwaja Khurshid Anwar Trust
% Irfan Anwar ( anwar06 at msn dot com )

\printtitle
#indian

ye merii ma.nzil nahii.n
ye merii ma.nzil nahii.n har suu a.ndheraa hai yahaa.N
ai merii qismat chalii hai tuu mujhe le kar kahaa.n
ye merii ma.nzil nahii.n

mai.nne jisake Kwaab dekhe the kabhi
wo merii ma.nzil hai waadii nuur kii
merii ma.nzil chaa.Ndanii kii lahar hai
merii ma.nzil roshanii kaa shahar hai
merii ma.nzil hai ujaalo.n kaa jahaa.n

ye merii ma.nzil nahii.n har suu a.ndheraa hai yahaa.N
ai merii qismat chalii hai tuu mujhe le kar kahaa.n
ye merii ma.nzil nahii.n

sochatii thii wo bhii ho.nge hamasafar
jagamagaa uTThegii saarii rahaguzar
pyaar se baa.Nho.n me.n baa.Nhe.n Daal kar
ham chale.nge jab wafaa kii raah par
raah par ho.nge sitaare kahakashaa.N

ye merii ma.nzil nahii.n har suu a.ndheraa hai yahaa.N
ai merii qismat chalii hai tuu mujhe le kar kahaa.n
ye merii ma.nzil nahii.n \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
