% ISB File: Sasural_1961.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{apanii ulfat pe ... to kitanaa achchhaa hotaa}%
\film{Sasural}%
\year{1961}%
\starring{Rajendra Kumar, B Saroja Devi, Mehmood, Lalita Pawar}%
\singer{Mukesh, Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10909 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mu \:	apanii ulfat pe zamaane kaa na paharaa hotaa
	to kitanaa achchhaa hotaa \-2
la \:	pyaar kii raat kaa ko_ii na saveraa hotaa
	to kitanaa achchhaa hotaa \-2
mu \:	apanii ulfat pe \threedots

	paas aakar bhii bahut duur bahut duur rahe
	ek bandhan me.n ba.Ndhe phir bhii to majabuur rahe
	merii raaho.n me.n na ulajhan kaa a.Ndheraa hotaa
	to kitanaa achchhaa hotaa \-2

la \:	dil mile aa.Nkh milii pyaar na milane paa_e
	baaGabaa.N kahataa hai do phuul na khilane paa_e.N
	apanii ma.nzil ko jo kaa.NTo.n ne na gheraa hotaa
	to kitanaa achchhaa hotaa \-2

mu \:	ajab sulagatii hu_ii laka.Diyaa.N hai.n jag vaale
la \:	mile.n to aag ugal de.n kaTe.n to dhu_aa.N kare.n
do \:	apanii duniyaa me.n bhii sukh chain kaa pheraa hotaa
	to kitanaa achchhaa hotaa \-2
	apanii ulfat pe \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek savaal mai.n karuu.N ek savaal tum karo}%
\film{Sasural}%
\year{1961}%
\starring{Rajendra Kumar, B Saroja Devi}%
\singer{Lata, Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Mohan Rathore
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Credits: Neha Desai

\printtitle
#indian

ek savaal mai.n karuu.N ek savaal tum karo
har savaal kaa savaal hii javaab ho
ek savaal mai.n karuu.N   \threedots

pyaar kii belaa saath sajan kaa phir kyo.n dil ghabaraaye
na_iihar se ghar jaatii dulhan kyo.n nainaa chhalakaaye
hai maaluum ki jaanaa hogaa, duniyaa.N ek saraay
phir kyo.n jaate vaqt musaafir roye aur rulaaye
    - phir kyo.n jaate vaqt musaafir roye aur rulaaye!
ek savaal mai.n karuu.N   \threedots

chaa.Nd ke maathe daag hai phir bhii chaa.Nd ko laaj na aaye
usakaa ghaTataa ba.Dhataa cheharaa kyo.n sundar kahalaaye
kaajal se naino.n kii shobhaa kyo.n dugunii ho jaaye
gore gore gaal pe kaalaa til kyo.n man ko bhaaye
    - gore gore gaal pe kaalaa til kyo.n man ko bhaaye
ek savaal mai.n karuu.N   \threedots

gaa gaa gaa re gaa re   \threedots

ujiyaare me.n jo parachhaa_ii piichhe piichhe aaye
vahii andheraa hone par kyo.n saath chho.D chhup jaaye
sukh me.n kyo.n ghere rahate hai.n apane aur paraaye
burii gha.Dii me.n kyo.n har koii dekh ke bhii qataraaye
    - burii gha.Dii me.n kyo.n har koii dekh ke bhii qataraaye
ek savaal mai.n karuu.N   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaan\-e\-jaanaa.N tumhaare pyaar me.n shaitaan ban gayaa huu.N}%
\film{Sasural}%
\year{1961}%
\starring{Rajendra Kumar, B Saroja Devi, Mehmood, Lalita Pawar}%
\singer{Mukesh}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10910 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

jaan\-e\-jaanaa.N tumhaare pyaar me.n shaitaan ban gayaa huu.N
kyaa\-kyaa bananaa chaahaa thaa be_iimaan ban gayaa huu.N
jaan\-e\-jaanaa.N tumhaare \threedots

ham to diivaane hai.n tere naam ke
dil luTaa baiThe hai.n jigar thaam ke
ishq ne hamako nikammaa kar diyaa
varanaa ham bhii the aadamii kaam ke
itanaa mai.n gir chukaa huu.N ki haivaan ban gayaa huu.N
kyaa\-kyaa bananaa \threedots

ab to bas patthar kii ek tasviir huu.N
yaa samajh lo ek but\-e\-piir huu.N
apane pairo.n me.n ba.Ndh ga_ii jo pyaar me.n
aisii ek ulajhii hu_ii za.njiir huu.N
haalat ko dekh ke hairaan ban gayaa huu.N
kyaa\-kyaa bananaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa mil gayaa haay kyaa kho gayaa}%
\film{Sasural}%
\year{1961}%
\starring{Rajendra Kumar, B Saroja Devi, Mehmood, Lalita Pawar}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10911 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	( kyaa mil gayaa haay kyaa kho gayaa
	mujhe mere baalam ye kyaa ho gayaa
ra \:	ham kho ga_e haay tum kho ga_e
	muhabbat kii raaho.n me.n dil kho gayaa ) \-2

la \:	ye Kushiyo.n ke pyaale chhalakate rahe.nge
	havaa_o.n ke aa.Nchal mahakate chale.nge
ra \:	are na_e raaste Kud\-ba\-Kud khulate chale.nge
	jidhar se ham\-tum bahakate chale.nge ho bahakate chale.nge
la \:	kyaa mil gayaa \threedots
ra \:	ham kho ga_e \threedots

ra \:	jahaa.N se safar ye shuruu ho rahaa hai
	na_e ik zamaane kii vo istidaa hai
la \:	kahii.n hamako bhii tum bhulaa to na doge
	dha.Dakataa hu_aa dil meraa puuchhataa hai ho dil meraa puuchhataa hai
ra \:	ham kho ga_e \threedots
la \:	kyaa mil gayaa \threedots

la \:	har ek baat giito.n me.n Dhalane lagii hai
	har ek aarazuu phir machalane lagii hai
ra \:	ho tum apanii in aa.Nkho.n kaa jaaduu to dekho
	ki duniyaa hii merii badalane lagii hai o badalane lagii hai
la \:	kyaa mil gayaa \threedots
ra \:	ham kho ga_e \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{terii pyaarii pyaarii surat ko, kisii kii nazar naa lage}%
\film{Sasural}%
\year{1961}%
\starring{Rajendra Kumar, Saroja Devi}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu)
% Credits: Sanjeev Ramabhadran (@princeton.edu)
%          Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
%		Satish Kalra provided third stanza

\printtitle
#indian

terii pyaarii pyaarii sUrat ko, kisii kii nazar naa lage
chashm\-e\-bad duur
mukha.De ko chhupaa lo aa.Nchal me.n, kahii.n merii nazar naa lage
chashm\-e\-bad duur

yuu.N naa akele phiraa karo, sabakii nazara se Daraa karo (2)
phuul se zyaadaa naazuq ho tum chaal sambhal kar chalaa karo
zulfo.n ko giraa lo gaalo.n par, mausam kii nazar naa lage
chashm\-e\-bad duur
terii pyaarii pyaarii\threedots

ek jhalak jo paataa hai, raahii vahii.n ruk jaataa hai (2)
dekh ke teraa ruup salonaa chaa.Nd bhii sar ko jhukaataa hai
dekhaa na karo tum aa_iinaa kahii.n Kud kii nazar naa lage
chashm\-e\-bad duur
terii pyaarii pyaarii\threedots

dil me.n chubhe wo tiir ho tum, chaahat kii taqadiir ho tum (2)
kaun na hogaa tum pe diwaanaa, pyaar bharii tasviir ho tum
nikalaa na karo tum raaho.n par, zarro.n kii nazar na lage
chashm\-e\-bad duur

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
