% ISB File: Satyakam_1969.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{abhii kyaa sunoge sunaa to ha.Nsoge}%
\film{Satyakam}%
\year{1969}%
\starring{Dharmendra, Sharmila Tagore, Ashok Kumar}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Kaifi Azmi}%

% Contributor: Abhay Phadnis
% Transliterator: Abhay Phadnis
% Date: 25 Oct 2004
% Series: Latanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

abhii kyaa sunoge sunaa to ha.Nsoge
ki hai giit adhuuraa, taraanaa adhuuraa \-2
jo tum chup rahoge jo kuchh na kahoge
rahegaa sadaa ye fasaanaa adhuuraa
ki hai giit adhuuraa, taraanaa adhuraa

zamaane se jo mai.n ne siikhaa
nahii.n kuchh bhii vo mere kaam kaa
sikhaa do jo tum miit mere
mujhe naGamaa ik apane naam kaa
saje subah, cheharaa khile shaam kaa

abhii kyaa sunoge sunaa to ha.Nsoge
ki hai giit adhuuraa, taraanaa adhuuraa \-2

qariib aa ke bhii duur rahanaa
tumhii jaano hai is me.n raaz kyaa
jo kuchh hai to hai naaz Gam par
karuu.N dil par mai.n apane naaz kyaa
sadaa merii kyaa hai meraa saaz kyaa

abhii kyaa sunoge sunaa to ha.Nsoge
ki hai giit adhuuraa taraanaa adhuuraa \-2

kisii kaa na ho jis pe saayaa
mujhe aise din aisii raat do
mai.n ma.nzil to Kud Dhuu.NDh luu.Ngii
mere haatho.n me.n apanaa haath do
qadam do qadam tum meraa saath do

abhii kyaa sunoge sunaa to ha.Nsoge
ki hai giit adhuuraa taraanaa adhuuraa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bu_appaa ... zindagii hai kyaa bolo}%
\film{Satyakam}%
\year{1969}%
\starring{Dhamendra, Sharmila Tagore, Sanjiv Kumar}%
\singer{Mukesh, Mahendra Kapoor, Kishor}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Kaifi Aazmi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11110 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

bu_appaa \-3
ma \:	zindagii hai kyaa bolo zindagii hai kyaa
ko \:	zindagii hai kyaa bolo

ki \:	zindagii hai laTTuu \-2
	chaahe jahaa.N nachaa lo chaahe jidhar ghumaa lo
	bhaa.De kaa jaise TaTTuu laTTuu
	zindagii hai laTTuu

	zindagii hai la.Dakii
ko \:	la.Dakii
ki \:	zindagii hai la.Dakii
ma \:	la.Dakii kaa naam mat lo
ki \:	kyo.n
ma \:	usakaa salaam mat lo
ki \:	kyo.n
ma \:	la.Dakii banaa_e ka.Dakii la.Dakii

ko \:	zindagii hai la.Dakii \-2
	la.Dakii kaa naam mat lo
ki \:	mat lo
ko \:	usakaa salaam mat lo
ki \:	mat lo
ma \:	la.Dakii banaa_e ka.Dakii

mu \:	laTTuu nahii.n hai la.Dakii nahii.n hai
	zindagii hai sachchaa_ii
	miTTii kii muurat jab sach bolii aadamii tab kahalaa_ii
	aadamii hai kyaa bolo aadamii hai kyaa 
ko \:	aadamii hai kyaa \threedots

ki \:	aadamii hai bandar
	roTii uThaake bhaage kapa.De churaake bhaage
	kahalaa_e vo sikandar bandar
	aadamii hai bandar
ko \:		aadamii hai bandar

ma \:	aadamii hai charakhaa
	are chuu.N chuu.N hameshaa bole gho.n gho.n hameshaa Dole
	rukate kabhii na dekhaa
	dekhaa aadamii hai charakhaa
mu \:	bandar nahii.n hai charakhaa nahii.n hai
	aadamii kaa kyaa kahanaa
	pyaar\-mohabbat fitarat usakii dostii mazahab usakaa
	dostii hai kyaa bolo dostii hai kyaa
ko \:	dostii hai kyaa  \threedots

ki \:	dostii hai moTar are dostii hai moTar
	sab jisame.n ghuumate hai.n
ma \:	mastii me.n jhuumate hai.n
ki \:	jab tak ki ho na pa.nchar
ko \:	dostii hai moTar

ma \:	dostii hai lassii uhuu.N aahuu.N
	dostii hai lassii
	oye pii lo zaraa na chho.Do bhuul se bhii na to.Do
	jaaduu kii hai ye rassii
ko \:	dostii hai rassii

mu \:	lassii nahii.n hai rassii nahii.n hai
	dostii dil kii dha.Dakan
	dushmanii saharaa\-saharaa gar dostii gulashan\-gulashan
ko \:	dostii gulashan\-gulashan
bu_appaa \-3
uhuu.N aahuu.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{do din kii zi.ndagii kaisii hai zi.ndagii}%
\film{Satyakam}%
\year{1969}%
\starring{Dharmendra, Sharmila Tagore, Ashok Kumar}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Kaifi Azmi}%

% Contributor: Abhay Phadnis
% Transliterator: Abhay Phadnis
% Date: 25 Oct 2004
% Series: Latanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

do din kii zi.ndagii kaisii hai zi.ndagii \-2
koi na ye jaane 
ho.a
bhiitar a.ndheraa hai baahar hai raushanii
dekhe.n na parawaane
do din kii zi.ndagii kaisii hai zi.ndagii

aramaa.N kii bastii jaane kaisii hai bastii
utanii hii suunii
ho.a
utanii hii suunii jitanii chhaayii hai mastii
nazaro.n me.n baa.Nkapan aa.Nkho.n me.n sau chaman
siine me.n viiraane

do din kii zi.ndagii kaisii hai zi.ndagii

pahale to kyaa kyaa sapane dikhalaaye duniyaa
phir Kud hii TuuTaa
ho.a
phir Kud hii TuuTaa sapanaa ban jaaye duniyaa
duniyaa kii chaah kii, naGamo.n kii aah kii
jhuuThe hai.n afasaane

do din kii zi.ndagii kaisii hai zi.ndagii
ho.a

phuulo.n ne dekhaa khil ke murajhaanaa dil kaa
taaro.n ne dekhaa
ho.a
taaro.n ne dekhaa jal ke bujh jaanaa dil kaa
the kal jo meharabaa.N, the kal jo raazadaa.N
nikale vo begaane

do din kii zi.ndagii kaisii hai zi.ndagii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
