% ISB File: Saudaagar_1973.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{duur hai kinaaraa gaharii nadii kii dhaaraa}%
\film{Saudaagar}%
\year{1973}%
\starring{Amitabh, Nutan, Padma Khanna}%
\singer{Manna Dey}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Ravindra Jain}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12187 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

duur hai kinaaraa \-2
gaharii nadii kii dhaaraa
TuuTii terii na_iyaa
maajhii
khete jaa_o re
he he na_iyaa
khete jaa_o re
duur hai kinaaraa
ho

aa.Ndhii kabhii tuufaa.N kabhii
kabhii majhadhaar
o maajhii re
he he maajhii re
aa.Ndhii kabhii tuufaa.N kabhii
kabhii majhadhaar
jiit hai usii kii jisane
maanii nahii.n haar

maajhii
khete jaa_o re
duur hai kinaaraa
ho

Duubate huye ko bahut hai
tinake kaa sahaaraa
o maajhii re
he he maajhii re
Duubate huye ko bahut hai
tinake kaa sahaaraa
man jahaa.N maan le maajhii
e he man jahaa.N maan le maajhii
wahii.n hai kinaaraa

maajhii
khete jaa_o re
duur hai kinaaraa
ho
he he na_iyaa
khete jaa_o re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{har hasii.n chiiz kaa mai.n talab_gaar huu.N}%
\film{Saudagar}%
\year{1973}%
\starring{Amitabh, Nutan, Padma Khanna}%
\singer{Kishore}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Ravindra Jain}%

% Contributor: Aashish Thakker
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

har hasii.n chiiz kaa mai.n talab_gaar huu.N  \-2 
ras kaa phuulo.n kaa giito.n kaa biimaar huu.N  \-2 
har hasii.n chiiz kaa mai.n talab_gaar huu.N

saaraa gaa.Nv mujhe rasiyaa kahe \-2
jo bhii dekhe man_basiyaa kahe
haay re jo bhii dekhe man_basiyaa kahe
sab kii nazaro.n kaa ek mai.n hii diidaar huu.N
ras kaa phuulo.n kaa giito.n kaa biimaar huu.N \threedots

{koii kahe bha.Nvaraa mujhe koii diivaanaa
 bhed mere man kaa magar kisii ne na jaanaa } \-2
ronaa mai.n ne kabhii siikhaa nahii.n \-2
chakhaa jiivan me.n phal phiikaa nahii.n
haay re haay chakhaa jiivan me.n phal phiikaa nahii.n
mai.n to har mol dene ko taiyaar huu.N
ras kaa phuulo.n kaa giito.n kaa biimaar huu.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{teraa meraa saath rahe}%
\film{Saudaagar}%
\year{1973}%
\starring{Amitabh Bachchan, Nutan, Padma Khanna}%
\singer{Lata}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Ravindra Jain}%

% Contributor: Malini

\printtitle
#indian

teraa meraa saath rahe ho teraa meraa saath rahe
dhuup ho, chhaayaa ho, din ho ki raat rahe
teraa meraa \threedots

dad.r kii shaam ho yaa, sukh kaa saveraa ho
sab ga.Nvaaraa hai mujhe, (saath bas teraa ho) \-3
jiite jii mar ke bhii, haath me.n haath rahe
teraa meraa \threedots

ko_ii vaadaa naa kare.n, kabhii khaaye na qasam,
jab kahe.n bas ye kahe.n, (mil ke bichhaDe.nge na ham) \-3
sab ke ho.nTho.n pe, apanii hii baat rahe
teraa meraa \threedots

biich ham dono ke, ko_ii diivaar na ho
tuu kabhii mere Kudaa, (mujhase bezaar na ho) \-3 
pyaar kii priit kii yuu.N hii barasaat rahe
teraa meraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
