% ISB File: Seemaa_1971.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dil meraa kho gayaa ... kho jaane do}%
\film{Seemaa}%
\year{1971}%
\starring{Simi Garewal, Kabir Bedi, Bharati, Rakesh Roshan}%
\singer{Kishor, Asha}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Verma Malik}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11188 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	dil meraa kho gayaa
aa \:	kho jaane do
ki \:	pyaar ab ho gayaa
aa \:	ho jaane do

aa \:	dil meraa kho gayaa
ki \:	kho jaane do
aa \:	pyaar ab ho gayaa
ki \:	ho jaane do

aa \:	dil meraa kho gayaa \threedots

	aa.Nchal se lipaTo naa zulfe.n u.Daa_o naa
	duur se baat karo gale lagaa_o naa
	aa.Nchal se lipaTo naa
ki \:	naa naa
aa \:	zulfe.n u.Daa_o naa
ki \:	naa naa
aa \:	duur se baat karo gale lagaa_o naa
ki \:	pyaar kii baat nahii.n ye bhii ko_ii baat hai
	haatho.n me.n haath nahii.n kaisaa ye saath hai
aa \:	ruup sharamaa gayaa
ki \:	sharamaane do
	pyaar ab ho gayaa \threedots

ki \:	gore maathe pe aisaa Tiikaa suhaanaa hai
	phuul pe soyaa jaise shabanam kaa daanaa hai
	gore maathe pe aisaa
aa \:	naa naa
ki \:	Tiikaa suhaanaa hai
aa \:	naa naa
ki \:	phuul pe soyaa jaise shabanam kaa daanaa hai
aa \:	karake taariif merii mujhako banaa_o naa
	asalii jo baat hai vo baat banaa_o naa
ki \:	dil me.n kuchh ho rahaa
aa \:	ho jaane do
ki \:	pyaar ab ho gayaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jab bhii ye dil udaas hotaa hai}%
\film{Seema}%
\year{1971}%
\starring{Kabir Bedi, Simi, Rakesh Roshan, Bharati}%
\singer{Sharda, Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Gulzar}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

jab bhii ye dil udaas hotaa hai
jaane kaun aas paas hotaa hai
jab bhii ye\threedots

ho.nTh chup chaap bolate ho jab
saa.Ns kuchh tez tez chalatii ho
aa.Nkhe.n jab de rahii ho.n aavaaze.n
Tha.nDii aaho.n me.n saa.Ns jalatii ho \- (2)
jab bhii ye\threedots

aa.Nkho.n me.n tairatii hai tasviire.n
teraa cheharaa teraa khayaal liye
aainaa dekhataa hai jab mujhako
ek maasuum saa savaal liye \- (2)
jab bhii ye\threedots

koii vaadaa nahii.n kiyaa lekin
kyuu.N teraa i.ntazaar rahataa hai
bevajah jab karaar mil jaye
dil ba.Daa bekaraar rahataa hai
jab bhii ye\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{vaqt tho.Daa saa abhii kuchh aur guzar jaane de}%
\film{Seemaa}%
\year{1971}%
\starring{Simi Garewal, Kabir Bedi, Bharati, Rakesh Roshan}%
\singer{Kishore, Asha}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11533 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	vaqt tho.Daa saa abhii kuchh aur guzar jaane de
	dil me.n uThataa hu_aa tuufaan Thahar jaane de
ki \:	aur tho.Dii der dekh lene de ye cheharaa
	zindagii bhar kii hasarat dil se nikal jaane de
aa \:	vaqt tho.Daa saa \threedots

ki \:	terii maasuum javaanii kaa hai ehasaas mujhe
	phir bhii baiThaa le gha.Dii bhar ke li_e paas mujhe
	o raanii
aa \:	tan kii duurii na rahe man kaa milan ho sachchaa
	pyaar kii aag me.n tan\-man bikhar jaane de
	vaqt tho.Daa saa \threedots

	terii baa.Nho.n kaa ka.Nval chuum luu.N to chain mile raajaa
	terii baa.Nho.n me.n zaraa jhuum luu.N to chain mile raajaa
ki \:	chand gha.Diyaa.N mil ga_ii.n jo zindagii se hamako
	apanii baa.Nho.n kii panaaho.n me.n guzar jaane de
do \:	vaqt tho.Daa saa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
