% ISB File: Shaakaa_1981.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{yaar tere sab naach rahe hai.n}%
\film{Shaakaa}%
\year{1981}%
\starring{Jeetendra, Simple Kapadia}%
\singer{Rafi, Female Voice, Chorus}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Varma Malik}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ko:	yaar tere sab naach rahe hai.n
	yaar tere sab naach rahe terii saj ke chalii baaraat
	tere mai.n sadaqe jaawaa.N
	hoy hoy hoy hoy

	yaar tere sab naach rahe hai.n
	hoy hoy hoy hoy
	yaar tere sab naach rahe terii saj ke chalii baaraat
	tere mai.n sadaqe jaawaa.N
	hoy hoy hoy hoy

ra:	ho.a
	baraso.n baad milii hai hamako qismat waalii raat
ko:	hoy
ra:	baraso.n baad milii hai hamako qismat waalii raat
	tere mai.n sadaqe jaawaa.N
	hoy
	yaar tere sab naach rahe terii saj ke chalii baaraat
	tere mai.n sadaqe jaawaa.N

ko:	saafe kaa ra.ng matawaalaa
	tere kurte kaa ra.ng matawaalaa
	aur seharaa kare ishaare
##female##:	aaj hii puure ho.nge ab dil ke aramaan tumhaare
ra:	kuchh na kuchh to ho ke rahegaa
	kuchh na kuchh to ho ke rahe jab hogii dil kii baat
ko:	hoy
	kuchh na kuchh to ho ke rahegaa jab hogii dil kii baat
	tere mai.n sadaqe jaawaa.N
ko:	yaar tere sab naach rahe terii saj ke chalii baaraat
	tere mai.n sadaqe jaawaa.N

ko:	duulhe kaa meraa rab rakhawaalaa \-2
	ye chalaa hai dulhan laane
ra:	duulhe ke dil me.n kyaa\-kyaa ye baat na ko_ii jaane
	jisake liye bechain hai tuu
	jisake liye bechain hai tuu wo biga.Dii banegii baat
ko:	hoy
ra:	jisake liye bechain hai tuu wo biga.Dii banegii baat
	tere mai.n sadaqe jaawaa.N
ko:	yaar tere sab naach rahe terii saj ke chalii baaraat
	tere mai.n sadaqe jaawaa.N

ko:	phir na mile tujhe aisii gha.Dii \-2
	jii bhar ke Kushii manaa le
ra:	ko_ii hasarat rahe naa baakii aisaa ra.ng jamaa le
ko:	hoy
ra:	agar ye mauqaa nikal gayaa to
	agar ye mauqaa nikal gayaa to malataa rahegaa haath
ko:	hoy
ra:	agar ye mauqaa nikal gayaa to malataa rahegaa haath
	tere mai.n sadaqe jaawaa.N
ko:	yaar tere sab naach rahe hai.n
	hoy hoy hoy hoy
	( yaar tere sab naach rahe terii saj ke chalii baaraat
	tere mai.n sadaqe jaawaa.N ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
