% ISB File: Shaandaar_1990.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{saavan barasataa hai ... tujhase mil kar bhii yah dil tarasataa hai}%
\film{Shaandaar}%
\year{1990}%
\starring{Mithun, Minakshi, Mandakini, Juhi, Sumeet Saigal, Tanuja, Saeed Jafrey}%
\singer{Anuradha Paudwal}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

saavan aayaa
saavan barasataa hai
tujhase milane ko tujhase mil kar bhii yah dil tarasataa hai
saavan barasataa hai \threedots

Thahar Thahar jaage man me.n lahar ko_ii thar thar tan kaa.npe aise
lahar lahar par bin maa.njhii ke naiyaa Dole jaise
jhuum ke baadal ghire TuuT ke barasii ghaTaa
chuum ke bhiigaa badan chhe.De yah ThaNDii havaa
saavan barasataa hai \threedots

taras taras ga_e kitane baras yahaa.n tab hai.n ye baadal barase
ba.Dhatii jaa_e man kii dha.Dakan dekh na pyaasii nazar se
pyaar kii pyaas ba.Dhe jab bhii javaanii me.n
jii chaahe jal jaa_uu.n barakhaa ke paanii me.n
saavan barasataa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
