% ISB File: Shabnam_1949.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dekho aa_ii pahalii muhabbat kii raat}%
\film{Shabnam}%
\year{1949}%
\starring{Dilip Kumar, Kaamini Kaushal}%
\singer{Shamshad, Chorus}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

dekho aa_ii pahalii muhabbat kii raat
oy dekho aa_ii pahalii muhabbat kii raat
o
gorii kii aa.Nkhe.n niichii
hoy niichii niichii
gorii kii aa.Nkhe.n niichii
hai.n isame.n ko_ii baat

dekho aa_ii pahalii muhabbat kii raat
o dekho aa_ii pahalii muhabbat kii raat

gilii\-gilii \-4
hambaalaa\-Dambaalaa hambaa hambaalaa\-Dambaalaa
hoy hambaalaa\-Dambaalaa hambaa hambaalaa\-Dambaalaa
ho ho ho ho hoy \-2

do aa.Nkho.n ne do aa.Nkho.n se kah diyaa salaam
hoy do aa.Nkho.n ne do aa.Nkho.n se kah diyaa salaam
logo.n kii nazare.n udhar hu_ii.n liyaa haath piyaa ne thaam
liyaa haath piyaa ne thaam

haay haay bichaarii haay \-2

chhup ga_ii
chhup ga_ii gorii aa.Nchal me.n
hai isame.n ko_ii baat
aa_ii pahalii muhabbat kii raat

ho dekho aa_ii pahalii muhabbat kii raat \-2

gilii\-gilii \-4
hambaalaa\-Dambaalaa hambaa hambaalaa\-Dambaalaa
hoy hambaalaa\-Dambaalaa hambaa hambaalaa\-Dambaalaa
ho ho ho ho ho hoy

raajaa kaa dil chhiin ke le ga_ii ek nazar sharmiilii
oy raajaa kaa dil chhiin ke le ga_ii ek nazar sharmiilii
raajaa ne jab kiyaa ishaaraa ho ga_ii gorii piilii
oy ho ga_ii gorii piilii

haay haay bichaarii haay \-2

u.D gayaa
u.D gayaa kyuu.N ra.ng gorii
hai isame.n ko_ii baat
aa_ii pahalii muhabbat kii raat

ho dekho aa_ii pahalii muhabbat kii raat \-2

gilii\-gilii \-4
hambaalaa\-Dambaalaa hambaa hambaalaa\-Dambaalaa
hoy hambaalaa\-Dambaalaa hambaa hambaalaa\-Dambaalaa
ho o o o o

gorii ujaale se sharamaaye chaa.Nd kii jot bujhaa do
hoy gorii ujaale se sharamaaye chaa.Nd kii jot bujhaa do
baadal ke kaale aa.Nchal me.n taaro.n ko chhupaa do
hoy taaro.n ko chhupaa do
dharatii aur aakaash ke saare diip bujhaa do

( pahalii muhabbat kii raat
o diip bujhaa do ) \-6

o diip bujhaa do
diip bujhaa do

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham kisako sunaaye.n haal ye duniyaa paise kii}%
\film{Shabnam}%
\year{1949}%
\starring{Dilip Kumar, Kaamini Kaushal}%
\singer{Lalita Deolikar}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

ham kisako sunaaye.n haal
ye duniyaa paise kii \-2
o nahii.n paas hamaare maal
ye duniyaa paise kii \-2

kal hamaare paas bhii ba.ngalaa thaa moTar\-kaar thii
aaj hai.n sharanaarthii ham aaj hai.n sharanaarthii
puuchhe na ko_ii haal
ye duniyaa paise kii \-2

ham kisako sunaaye.n haal
ye duniyaa paise kii \-2

ham luuTe aise hamaaraa aasaraa ko_ii nahii.n
aaj duniyaa me.n Gariibo.n kaa Kudaa ko_ii nahii.n
dekhaa duniyaa kaa haal
ye duniyaa paise kii \-2

ham kisako sunaaye.n haal
ye duniyaa paise kii \-2

kadar bas daulat kii hai duniyaa ke is baazaar me.n
ma.ndiro.n se ##bank## uu.Nche ban gaye sa.nsaar me.n
ulTii is jag kii chaal
ye duniyaa paise kii \-2

ham kisako sunaaye.n haal
ye duniyaa paise kii \-2

kuchh to ai duniyaa ke maalik kar Gariibo.n kaa Kayaal
bhej halawaa bhej puurii bhej roTii bhej daal
kab tak gaaye ka.ngaal ye duniyaa paise kii \-2
ye duniyaa paise kii

bhej halawaa bhej puurii bhej roTii
bhej daal
bhej roTii
bhej daal
bhej puurii
bhej daal
bhej

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ik baar tuu ban jaa meraa}%
\film{Shabnam}%
\year{1949}%
\starring{Dilip Kumar, Kaamini Kaushal}%
\singer{Shamshad}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

( ik baar tuu ban jaa meraa o paradesii
phir dekh mazaa ) \-2
mil jaaye mujhe dil teraa o paradesii
phir dekh mazaa \-2

( jhinakat jhinakat jhi.ngilalaa
jhi.ngilalaa ) \-2
hoy oy hoy oy

jeTh kaa mahiinaa ho bhiigii\-bhiigii raat ho
baajare ke khet me.n pahalii mulaaqaat ho
haay pahalii mulaaqaat ho

hoy oy hoy oy

aaye jab besaakh piyaa mele ke nazaare ho.n
haath me.n haa.N haath teraa aa.Nkho.n me.n ishaare ho.n
jii aa.Nkho.n me.n ishaare ho.n

phir dekh mazaa \-2

( jhinakat jhinakat jhi.ngilalaa
jhi.ngilalaa ) \-2
hoy oy hoy oy

jeTh aur ashaa.D me.n nadii kaa kinaaraa ho
piyaa terii aa.Nkho.n me.n pyaar kaa ishaaraa ho
haay pyaar kaa ishaaraa ho

hoy oy hoy oy

ho saawan me.n jhuulaa_uu.N jhuulaa aa.Ngan ho gulazaar kaa
ghar\-ghar me.n phir charchaa ho jii tere\-mere pyaar kaa
haay tere\-mere pyaar kaa

phir dekh mazaa \-2

( jhinakat jhinakat jhi.ngilalaa
jhi.ngilalaa ) \-2
hoy oy hoy oy

bhaado kii barasaat me.n, dil na rahe haath me.n
aaye.n jab puus piyaa hawaa sard\-sard ho
tere\-mere dilo.n me.n phir miiThaa\-miiThaa dard ho
haay miiThaa\-miiThaa dard ho

phir dekh mazaa

ik baar tuu ban jaa meraa o paradesii
phir dekh mazaa

( jhinakat jhinakat jhi.ngilalaa
jhi.ngilalaa ) \-2
hoy oy hoy oy

kaatak kaa mahiinaa ho, paas na tere aa_uu.N mai.n
raamaa mohe Dar laage simaTii\-simaTii jaa_uu.N mai.n

aaghan kii a.ndherii raate.n karatii ho.n jab saa.N\-saa.N
rah\-rah kar tum mujhe bulaavo, kahatii jaa_uu.N naa naa
mai.n kahatii jaa_uu.N naa naa

phir dekh mazaa \-2

( jhinakat jhinakat jhi.ngilalaa
jhi.ngilalaa ) \-2
hoy oy hoy oy

oy
pos kaa mahiinaa ho, mil luu.N tere baap se
teraa\-meraa pyaar hai kah duu.N tere baap se
mai.n kah duu.N tere baap se

hoy oy hoy oy

maagh me.n taiyaarii piyaa, phaagun me.n
phaagun me.n
phaagun me.n
mai.n kaise kahuu.N
phaagun me.n sigaa_ii ho
teraa dil karataa ho yuu.N\-yuu.N, aa.Nkh merii sharamaa_ii ho
jii aa.Nkh merii sharamaa_ii ho

phir dekh mazaa
ik baar tuu ban jaa meraa o paradesii
phir dekh mazaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{meraa dil ta.Dapaa kar kahaa.N chalaa}%
\film{Shabnam}%
\year{1949}%
\starring{Dilip Kumar, Kaamini Kaushal}%
\singer{Geeta}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10045 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

meraa dil ta.Dapaa kar kahaa.N chalaa itanaa to bataa ke jaa
ise khel kahuu.N yaa pyaar kahuu.N mujhe ye samajhaa ke jaa
meraa dil ta.Dapaa kar \threedots

ho.nTho.n par naa aa.Nkho.n me.n haa.N kuchh ruuThe kuchh maane hu_e
ikaraar hai yah inakaar hai yah itanaa to bataa ke jaa
meraa dil ta.Dapaa kar \threedots

jii bhar ke sataayaa tuune hame.n ab chorii chorii jaane lagee
o duur desh ke saudaagar karzaa to chukaa ke jaa
meraa dil ta.Dapaa kar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pyaar me.n tumane dhokhaa siikhaa}%
\film{Shabnam}%
\year{1949}%
\starring{Dilip Kumar, Kaamini Kaushal}%
\singer{Mukesh, Shamshad}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10047 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mu \:	pyaar me.n tumane dhokhaa siikhaa ye to bataa_o kaise
sha \:	oy phuul se ik bha.Nvare ko u.Daa kar maine kahaa ki aise

mu \:	dil kaa jalanaa siikhaa tumane yah to bataa_o kaise
sha \:	shamaa pe jalataa thaa paravaanaa maine kahaa ki aise
mu \:	eji pyaar me.n tumane \threedots

mu \:	tum ha.Nsate ho ham rote hai.n zulm ye siikhaa kaise
sha \:	ha.Nse phuul aur ro_e shabanam maine kahaa ki aise
mu \:	eji pyaar me.n tumane \threedots

mu \:	pyaar sikhaa kar chhupanaa siikhaa yah to bataa_o kaise
sha \:	jhalak dikhaakar chhup ga_ii bijalii maine kahaa ki aise
mu \:	eji pyaar me.n tumane \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{qismat me.n bichha.Danaa thaa}%
\film{Shabnam}%
\year{1949}%
\starring{Dilip Kumar,Kaamini Kaushal}%
\singer{Mukesh,Geeta}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: Srinivas Ganti

\printtitle
#indian

mu:  qismat me.n bichha.Danaa thaa 
     huii kyo.n unase mulaaqaat re

gii: na rukati(?) mujhase pyaar ke 
     mera dil nahii.n mere haath re

mu:  qismat me.n bichha.Dana tha huii kyo.n unase mulaaqaat re

gii: tuu kaun hai ye maaluum nahii.n
     tuu kaun hai ye maaluum nahii.n 
     phir dil kyo.n tujhe bulaataa hai 
     taqadiir ne chho.Daa saath magar 
     tuu chho.D na meraa saath re

mu:  qismat me.n bichha.Danaa thaa huii kyo.n unase mulaaqaat re

mu:  mai.n apanaa sab kuchh kho baiThaa
     mai.n apanaa sab kuchh kho baiThaa 
     kyaa pyaar me.n teraa biccha.Daa re 
gii: tuu aake dekh ik baar hai merii 
     aa.NKho.n me.n barasaat re
mu:  qismat me.n bichha.Danaa thaa huii kyo.n unase mulaaqaat re

mu:  yaad aake na rastaa rok meraa
     yaad aake na rastaa rok meraa 
     mujhe jaane de mujhe jaane de
gii: ik baar lauT ke aa thaam le 
     aakar meraa haath re
mu:  qismat me.n bichha.Danaa thaa huii kyo.n unase mulaaqaat re 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tumhaare li_e hu_e badanaam na bhuule phir bhii}%
\film{Shabnam}%
\year{1949}%
\starring{Dilip Kumar,Kaamini Kaushal}%
\singer{Mukesh, Shamshad}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10441 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mu \:	tumhaare li_e hu_e badanaam
	na bhuule phir bhii tumhaaraa naam
	tum jaano yaa na jaano ( tumhaarii marzii ) \-2

sha \:	jaa_o jii jaa_o aa_e ba.De ( mohabbat karane vaale ) \-2
	hame.n chho.D kar biich nadii me.n ( paar utarane vaale ) \-2
mu \:	chaahe laakho.n do ilzaam
	ham to kab se bane gulaam
	tum maano yaa na maano ( tumhaarii marajii ) \-2

sha \:	tum paradesii paradesii 
	tum paradesii tum harajaa_ii phir kyaa hamase mel
	jaa_o jaa kar aur kisii se khelo pyaar kaa khel
mu \:	hame.n auro.n se kyaa kaam
	tumhaare binaa nahii.n aaraam
	tum jaano yaa na jaano ( tumhaarii marzii ) \-2

sha \:	tum bhii zaraa jalane kaa mazaa lo ( hame.n jalaane vaale ) \-2
	ham kyaa jaane.n kaun ho tum o ( hame.n manaane vaale ) \-2
mu \:	ham to aa_e.Nge subah\-shaam
	ham to kare.nge roj salaam
	pahachaano naa pahachaano ( tumhaarii marzii ) \-3
	tumhaare li_e hu_e badanaam \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuu mahal me.n rahane vaalii ... bataa phir teraa\-meraa}%
\film{Shabnam}%
\year{1949}%
\starring{Dilip Kumar, Kaamini Kaushal}%
\singer{Mukesh, Shamshad}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10046 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mu \:	tuu mahal me.n rahane vaalii mai.n kuTiyaa me.n rahane vaalaa
	bataa phir teraa\-meraa pyaar kyaa
	tuu aasamaan kaa taaraa mai.n ik zarraa bechaaraa
	bataa phir teraa\-meraa pyaar kyaa

sha \:	mere dil me.n pyaar kii aag piyaa haay ( lagii rahii ) \-3
	mai.n khol ke khi.Dakii mahal kii haay re ( kha.Dii rahii ) \-3
mu  \:	tuu ha.Nsatii kha.Dii us paar merii naav biich majhadhaar
	bataa phir \threedots

sha \:	terii miiThii\-miiThii yaad mere dil me.n haay re haay ( aatii rahii ) \-3
	merii bhiigii\-bhiigii a.Nkhhiyo.n se ni.ndiyaa haay re haay ( jaatii rahii ) \-3
mu  \:	terii jhuuThii hai har baat tuu chho.D ga_ii meraa saath
	bataa phir \threedots

sha \:	jab rimajhim\-rimajhim\-rimajhim barakhaa haay re haay ( hotii rahii ) \-3
	mai.n saavan ke baadalo.n ke sa.ng\-sa.ng haay re haay ( rotii rahii ) \-3
mu  \:	tuu khel samajh kar rotii tere aa.Nsuu mahal ke motii
	bataa phir \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye duniyaa ruup kii chor bachaa le mujhe baabuu}%
\film{Shabnam}%
\year{1949}%
\starring{Dilip Kumar, Kaamini Kaushal}%
\singer{Shamshad}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

ye duniyaa ruup kii chor \-2
bachaa le mujhe baabuu \-2
bachaa le mujhe baabuu re
ye duniyaa ruup kii chor

ho
raste me.n milaa ik ba.ngaalii
dhotii Dhiilii\-Dhaalii
raste me.n milaa ik ba.ngaalii
darashan kaa abhilaashii
wo kahane lagaa
kyaa
wo kahane lagaa
jol khaabe
rasogulaa khaabe
aur kahane lagaa
amii tumii bhaalobaashii
maa_ii rii bhaalobaashii
bhaalobaashii
mai.n kyaa jaanuu.N amii tumii,
mai.n bhaagii tumhaarii or

bachaa le mujhe baabuu \-2
bachaa le mujhe baabuu re
ye duniyaa ruup kii chor

hu_ii mulaakaat merii ek gujaraatii se
kahane lagaa mujhe saaro chhe saaro chhe
suu.n chhe, kem chhe, kem chhe, saaro chhe
chhe chhe chhe chhe
##sneezing##
o
maare te aa.NgaNe ek vaar aavo jo \-3
mai.n kyaa jaanuu.N aavo jo aavo jo
bhaagii tumhaarii or

bachaa le mujhe baabuu \-2
bachaa le mujhe baabuu re
ye duniyaa ruup kii chor

ek maraaThaa saahab aalaa
aate hii sab ga.Daba.D
ni kahe aisaa kaay
kabhii kahe taajaa kaay
as kaay das kaay as kaay das kaay
bar bar bar bar bar
chaTk chaa.Ndanii ika.De_iye zaraa ika.De_iye
jii jii jii jii jii jii
ag buulaa baachaa ka.Dii zaraa ika.De_iye zaraa ika.De_iye
jii jii jii jii jii jii

mai.n kyaa jaanuu.N ika.De tika.De
bhaagii tumhaarii or

bachaa le mujhe baabuu \-2
bachaa le mujhe baabuu re
ye duniyaa ruup kii chor

e
ek maDaraasii lagaa bulaane
e
mai.n lagii jaane to wo lagaa gaane
e
chakrapane aaDii rukmaniye
inne naaDi vandane, e nakkii ke.D vandade
e
chakrapane aaDii rukmaniye
unne naaDi vandane, e nakkii ke.D vandade
e

he he sun ke ho gayaa bukhaar mujhe
bhaagii tumhaarii or

bachaa le mujhe baabuu \-2
bachaa le mujhe baabuu re
ye duniyaa ruup kii chor

o
raste me.n milaa ik pa.njaabii
kahane lagaa terii a.nkhiyaa.N gulaabii
terii a.nkhiyaa.N gulaabii
o
balle, balle, balle, balle

o baliye, o lassiye, o soNiye malaa_iye
kitaa_ii mainuu sharaabii
ho jab kaar ke gaDDii hii biich bah jaate roye.n giich
pe.D khaaye.ngii chha_ii chha_ii
chha_ii chha_ii sun ke chappale utaar ke
bhaagii tumhaarii or

bachaa le mujhe baabuu \-2
bachaa le mujhe baabuu re
ye duniyaa ruup kii chor

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
