% ISB File: Shabnam_1994.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chho.Do bhii ye gussaa ... kuchh Kataa hai terii}%
\film{Shabnam}%
\year{1994}%
\starring{Sanjay Mitra, Kanchan, Mohnish, Aloknath, Bharat Kapoor, Shammi}%
\singer{Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Rani Malik}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chho.Do bhii ye gussaa jo hu_aa so hu_aa
chho.Do bhii ye kissaa jo hu_aa so hu_aa
kuchh khataa hai terii kuchh khataa hai merii
baraabar kaa hai hissaa jo hu_aa so hu_aa
chho.Do bhii ye gussaa \threedots

kahaa.n gayaa vo sab ghuumanaa ghumaanaa
aate hii mujhako baaho.n me.n uThaanaa
tum bhii bhuul ga_ii.n vo khilakhilaanaa
aa.Nkho.n hii aa.Nkho.n me.n pyaar jataanaa
tumhii.n ne to pahale chhe.Dii ye la.Daa_ii
bhuul ga_e pyaar me.n jo kasame.n khaa_ii.n
har vaqt kaam me.n kho_ii rahatii ho
merii ik zamaane se yaad nahii.n aa_ii
tuu jhuuThaa hai nahii.n sachchii hai.n ye adaa_e.n par ba.Dii achchhii hai.n
jo honaa thaa ho gayaa ai sanam jaane do
kuchh khataa hai terii \threedots

ho.nTho.n pe aa_ii baat chalo kah Daaluu.n
dil kaa to achchhaa hai par jhaga.Daaluu
terii chaahat me.n jaan bhii ga.nvaa duu.n
kahii.n aur dekhe na dil meraa jale hai
jab ye jaise sau sau chhuriyaa.n chale hai.n
yahii baat utare na mere gale hai
tujhe ko_ii aur chaahe mujhako khale hai
tuu pagalii hai tuu diivaanaa mai.n shamaa huu.N mai.n paravaanaa
jalanaa hii thaa hamako pyaar me.n jal jaane do
kuchh khataa hai terii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaane kyo.n dekhataa hai insaan aa_iinaa}%
\film{Shabnam}%
\year{1994}%
\starring{Sanjay Mitra, Kanchan, Mohnish, Aloknath, Bharat Kapoor, Shammi}%
\singer{Anuradha Paudwal}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Rani Malik}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

jaane kyo.n dekhataa hai insaan aa_iinaa
detaa nahii.n sahii jab pahachaan aa_iinaa
jaane kyo.n dekhataa \threedots

aa_iinaa kuchh bhii nahii.n aa.Nkho.n kaa dhokhaa hai
aataa jo nazar dil me.n jo hotaa hai
aa_iinaa aur dil kaa kyaa ek fasaanaa hai
anjaam in dono.n kaa bas TuuT jaanaa hai
jii chaahe to.D duu.n be_iimaan aa_iinaa
jaane kyo.n dekhataa \threedots

berukhii se pahale dilabar zakhm dekhe jaate hai.n
kaa.NTo.n kii nok se phir maraham lagaate hai.n
ek aa_iinaa ho jisame.n dil dikhaa_e.n ham
mujha pe agar ho jaa_e itanaa karam
jaane kyo.n dekhataa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
